Ek thread py 2 dafa posting
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ek thread py 2 dafa posting

    Pak forex forum kay kisi bhi section mai aik thread pay aik say ziada posting allowed nahi hai. Agar koi member ghalti say aisa ker bhi laita hai tou uss ka account bann nahi hota. Pak forex forum pay mem3ko chaiye kay jab posting kay liye kisi bhi section ko open karain tou uss mai threads ko daikhtay raha karain kiyu kay thread kay saath reply ka symbol green arrow ki soorat mai araha hota hai jiss ka Matlab hota hai kay uss thread pay pehlay say reply post ki jaa chuki hai.

    Pak forex forum pay members ko kaam kernay kay liye bohat si sahooliaat di gai hain jinn ka members ko apnay posting work kay doraan bohat faida bhi hota hai. Members ko pak forex forum pay kaam kertay huay ghair iraadi ho Janey waali mistakes say nahi ghabrana chaiye kiyu kay moderators itni jaldi accounts bann nahi kia kartay. Members ko bhi pak forex forum pay spamming kernay ki koshish nahi kerni chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ek thread py 2 dafa posting

      Dear friend agar aap ek hi thread per 2 martba post kar dete hain to uska aapko Koi nuksan Nahin Hota lekin agar aap Jyada mat bhai Aisa Karte Hain To usse aapke account ko bahut sara loss hota hai to isliye form ke account ko Behtar Tarika se istemal Karen aur form ke account ki rating ko acchi rakhen Agar aapki rating acchi Hogi aap ki posting quality wali Hogi tabhi aapko Achcha bonus Milega To jaise ki agar aap ek hi post ka 2 martba reply karte rahenge to aapko uska bonus Nahin Milega To isliye carefully posting Karen Taki aapko Achcha benefit Hasil ho sake aur quality wali posting Karen jisse aapko bahut accha bonus hota hai aur Jisko aap trading ke liye use Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Ek thread py 2 dafa posting

        Dear esa forum me rule hi majood nahi hay key kesi single thread par 2nd time be post share ki jaye agar kesi na kesi tarha se kesi 1 thread par double post send ho be jati hay to ye negative activity samji jati hay aur 2nd post ka bonus be nahi dia jata hay, Forum me posting key be koch rules hoty hey aur ye be 1 rule hay key kesi thread par member ko 1 hi dafa post share karna allow kia jata hay es se zeyada time members kesi thread par post reply karny ka haq nahi rakty hey, agar ghalti se be thread par 1 se zeyada post send ho jaye to pehli koshish ye karni chaye key apni post ko delete kar di jaye.

        اب آن لائن

        Working...
        X