Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?
    Dear members mera yeh sawal hai ap sub sy ky agr trading ma humen loss ho jata hai to perfect tareeky kon kon sy hain loss recover krny ky leay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear loss ko recover karny key different esy tareeqy hey jo traders use karty hey apni powerful strategies ko use kar key loss recovery ho sakti hay, loss ko recover karny ka jo sab se popular tareeqa hay wo hay hedge trading karna,
    agar app key buy orders loss me hon gey to sell orders laga kar hedge trading ki ja sakti hay jes ka advantage ye hota hay key traders ko zeyda loss be nahi hota aur ye sell orders market trend ko follow kar key open karny kii waja se jald profit be de sakty hey.
    • #3 Collapse

      forex trading main loss tu sub ko he hota hai es liye loss ko cover arny ka yahi tarika hai k loss k bad fora se apni galti ko sodharen jis se apko last wlala loss howa hai os k bad kbhi bhi apni trading ko bedehani main na lagen q k apko pahly loss ho huka hai es liye en sub baton k sath sath apko market ka bhi dehan rkhna hota hai q jub ap loss ko cover karna hota hai tu apko har roles ko follow karty howe trading karni hoti hai ta k apko loss dobra na ho or loss k bad boht se log bari lt ks ath trading karty hain jo k boht risky hota hai es liye es bat se avoide karty howe trading karen
      • #4 Collapse

        How To Recover Loss:

        Loss to har koi trader lazman karta hai aur suru suru main to loss hony kay imkanaat zayda he hoty hain kun kay banda jab neya neya kaam start karta hai to us ko loss es liey hota hai k us ko market ke sortehaal sy nawaakfi hoyi hai. Aur us ke wajha sy usy nuqsaan uthaana parta hai. Lekin es nuqsaan ko daikh kar na to market main kaam karny say ghabraana cahey aur na hee kaam ko chorna chahey. Bal kay acha plan kar kay trading karni chahey. Aur loss ko manage kiya jaay. Mane apni aik post main loss ko manage karny ka tareeka btaya hai aur wo aap lazman chech kar lain. http://investsocial.com/ur/showthread.php?...nage-kiya-jaay es link par aapko loss ko manage karny kay baary main achi information mil jaay ge. Mazee ye hai kay jab aap ko loss ho jaata hai to us ko recover karny kay liey kise jaldi ya shortcut main nahe parna chahey kun kay aap agar shotcut main par jaain gy to uska aapko bht zayda nuqsaan ho jaay ga. Aap ka account jitny capital ka ho us kay hisaab sy he trafing karni chahey aur loss ko us hisaab sy recover karna chahey.
        • #5 Collapse

          Agar ham kisi bhi open trade main stop loss laga ker trade kerty hain aur hamara stop loss hit ho jata hai tou no problem aesa her bar nehi hota aesy loss ky sath bhi trading continue ki ja sakti hai lekin agar ham stop loss use nehi kerty aur hamain bahot zyada loss ho jata hai tab loss ko recover kerna bahot mushkil ho jata hai ky zyada tar traders zyada loss ker account wash kerny ky priority dety hain loss ko recover kerny ki koshish hi nehi kerty but agar koshish ki jaey tou loss Jitna bhi ho recover ho sakta hai ky agar apko koi trade big loss main run ker rehi hai tou ap same trade ky against half lot size sy trade open ker lain ky agar market reverse move kerti hai tou jab loss wali recover ho jaey tou jo against open hony wali loss main hi usky against phir half lot size sy aik trade open ker lain tou jab tak apka loss recover na ho jaey with patience isi terha trades open kerty rehain gy tou apka loss zarur recover ho jaey ga
          • #6 Collapse

            Dear ais market mai ap bhi suna ho ga k ais mai loss bahot hi zayda log karty hai aor ais mai sirf 10 % log hai jo ais market mai se paisa kama rahy hai agar hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko aik trading plan bana lena chaye ta k hum thora loss karwa ley aor account ko safe kar ley aus k liay kai kuch zarori hai.

            Trading Plan
            dear jab hum ne ais market mai kaam karna hai to humry pass aik plan hota chaye k hum ne ais market mai kaisy kaam karna hai aor ais mai hum ne kon se trading strategy use karni hai aus k hisab se hum ne time frame use karna hota hai agar hum ais market mai kaam karty hai aor koi plan ni banaty to hum se ghaltian hoti hai jis ki waja se hum ais market mai loss karty hai agar hum loss se bachna chaty hai to hum ko phly trading plan bana lena chaye.

            Account par Risk reward
            dear agar hum ne ais market mai loss kia hai aor hum ye chaty hai k aus ko recover kary to aus k liay ye zarori hai k hum risk reward ratio use kary ta k hum ne jo ais market mai loss kia hai wo apna khtam kary kun k ais market mai loss to her koi karta hai magar aus ko recover karty hoye dar lag raha hota hai k kahe phir se loss na ho jaye agar hum 1:3 se kaam kary to humra jitna bhi loss ho ga wo bahot hi jaldi recover ho jaye ga agar hum aik din mai 10 trades bhi lagaty hai to humra trades aisi honi chaye k hum ko jin trades par profit ho wo hum long time k liay chalny dy.

            Loss recover k liay Lot
            dear jaisy hum ne ais market mai suna hoa hai k agar hum ais mai lot zayda use karty hai aor apny account par risk lety hai to hum ko kafi zayda faida bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai agar hum loss recover k liay lot bari lagaty hai to hum ko ais mai ye hai k jaisy hum ne phly loss kia hai aisy hi aor loss bhi kar sakty hai ais liay hum ko agar apna loss recover karna hai to lot apny account k hisab se hi use kary aor account par sirf 2% tak hi loss rakhy ye ni hai k humry loss zayda ho to humra account phir atni asani se recover ni ho ga.
            • #7 Collapse

              Jnb aap nain bht acha sawal kiya hai forex say profit hasil karnain walon ki ratio bht kam hai jub k loss karnain walay bht hain is ki main wajah in experience or beghair stretgy k kaam karnan hai main aapko loss recover karnain k tariqay batata chalon

              Apni stretgy
              Sb sat pehlay khud apni aik stretgy banayen aur time frame set kar lain aur apna target set kar lain jub aap kisi target tak phonch jayen to ruk jayen aur mazeed trade nan karain aur ksii ki stretgy ko follow nan karen balkay seekhain sb say aur phir khud apni aik stretgy bana laintb hi kamyab hungay

              2 hedging
              Jub bhi aap koi trade lagayen aur markeet opposite chal parhay to aona account hedge kar lain is tarah hadging say bhi aap acha khasa profit bana saktay hain or loss bhi recover kar saktay hain lakin zarorat hai to knowledge ki hedging k mutaliq
              3 lot size
              Jub bhi aap ko koi aisi trade milay jis k accurate honain k maximum chances hun is k theak honain k to us or barhi size ki lot lagayen aur achaacha khasa profit banayen ta k aap ka jitna loss hoya hai recover ho sakay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                Dear members mera yeh sawal hai ap sub sy ky agr trading ma humen loss ho jata hai to perfect tareeky kon kon sy hain loss recover krny ky leay?
                dear jaisy hum ne ais market mai suna hoa hai k agar hum ais mai lot zayda use karty hai aor apny account par risk lety hai to hum ko kafi zayda faida bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai agar hum loss recover k liay lot bari lagaty hai to hum ko ais mai ye hai k jaisy hum ne phly loss kia hai aisy hi aor loss bhi kar sakty hai ais liay hum ko agar apna loss recover karna hai to lot apny account k hisab se hi use kary aor account par sirf 2% tak hi loss rakhy ye ni hai k humry loss zayda ho to humra account phir atni asani se recover ni ho ga.
                • #9 Collapse

                  dear ap ek sorat me hi loss recover kr sktay he aur wo acha experience jo ke forx trading m sb se aham kir darr ada krta h jis se ap ki earning kay chances sb sey ziada barh jate hei aur ap ko koi mushkal nhi ati aur ap experience ki waja se be fikar rahte hu k ap ko koi loss nhi hu ga.
                  • #10 Collapse

                    Agar aap Yahan Par nuksaan kar lete hain aap ko chahiye kya aap Yahan Par maximum amount utilise Kare aur paise Mein Tanhai Jeene Ki help se aap apna dost ko nuksaan ko recover kar sakte hain aur aap yahan se maximum amount ke sath both easily working kar sakte hai Jitna ho sake aapko yeah profit data Jayega
                    • #11 Collapse

                      Re: Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?

                      Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ki Jati Hai Yahi Wajah Hai K forest reading day by day sabse bada Businessman Ta ja raha hai aur iski popularity Mein Hota ja raha hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?

                        Loss recover kernay ka aik hi tarika hay kay trader ko apni trading mazeed achi kerni chahye. jab tak trading thek nahi ho gi trader loss hi keray ga. chahye wo hedging keray ya phir lost size bari laga lay. que kay problem trader ki trading main hain nay kay kisi aur main. is liye trader ko shoro main hi loss kernay say pehlay apni trading per twaja deni chahey aur jab tak trading achi na ho live trading shoro nahi kerni chahye. aur ager loss ho jaye to loss honay ki waja find kerni chahye aur mazeed learning ker kay khamion ko door kerna chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?

                          Loss ko recover karny k bohat sy treeqy hai ap ki trading jitni achi hogi utny hi ap k pass treeqy hon gy yani agar ap ko loss ho gaya hai to ap ko chahiye k
                          Ap analysis achi tarha kary or lot size increase kar k trading kary is sy ap ka loss recover ho jaye ga or ap ko shaid is sy profit b ho jaye ya phir agar analysis theek na huwy to ap ka account b wash ho sakta hai.
                          Ap choti choti trades laga kar b loss ko recover kar sakty hai lekin is me time lagy ga or ap ko sabar karna ho ga agar ap sabar nahi kary gy to kabhi recover nahi hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?

                            Asalam o alikum friends forex trading main jab bi loss ho to us ko zahan sy nikal dan or phr fresh mind k sath trading start karny or small lots use karny greedy na karny kabi bi bas small profit earn karty jany aik waqat ziada profit earn karny ki try na k ap ko loss na ho Han agr confirm candle ya signal Mily to phr ap lagany phr bi proper money management k sath trading karny ta k ap ko loss na ho or ziada sy ziada profit hasil karny isi tahra ap ka loss kam ho sakty han or woe loss profit main tabdeel ho sakta ha agr ap small lots sy chalty raheny to ap successful ho sakty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kitny tarreky hail koss recover krny ky leay?

                              meri nazar main to loss ko recover kernay k leay aik he tarika hai jes main app ko jab bhe apnay bonus capital sy account loss main chala jata hai to pher app us main choti choti lots lagin our jo bhe app ko trade confirm ho gee app us pay trade karein gay to pher he app loss ko recover asani say ker pain gay ager bare lots lay k aik he din main recover ki koshsh karen gay to pher app ko kafi loss ho jeay ga to us say forex main bachny ka iak he tarika hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X