Jaiza: Mobile Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Mobile Trading
    other devices se zeyada me mobile trading ko batter samjta hon es ka reason ye hay key ham agar kahi be chalye jaty hey to mobile forex market key sath hamy touch rakti hay aur ham PC ya laptop se zeyda market news ki information hasil kar sakty hey, traders ko ab ye pareshani nahi hoti key agar us key trades open hey to wo asani se mobile trading kar key apny trades ko close kar sakty hey, other devices se trading ab koi be like nahi karta hay, zeyda tar traders ki koshish yahi hoti hay key wo 24 hours market me trading kary aur real time me us ko forex news mil saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mobile Trading kay faidy aur nuqsanaat
    Mobile par trading aaj kal har koi kar raha hai aur khass kar k jab sy 3G aur 4G technologies aai hain uss time sy aur bhee loog es sy connect ho gay hain. Aur Mobile par trading karny kay kuch faiday hain aur kuch nuqsanaat hain. Lekin agar aap apny aap ko mazboot aur emotionally strong samjhaty ho to mobile trading par aap ko faida zayda ho ga aur us ka nuqsaan aap ko kam hoga. To pehly ham daikhty hain kay kon kon sy faidy hain aur phir us kay baad ham nuqsanaat daikhin gy.

    Advantages
    Sab sy pehla mobile trading ka apko faida ye hay kay kise bhe jagha ya kise bhe soortehaal ke parwah kiey bina aap market sy kahin bhe aur kise bhee wakat aap attach rehty ho. Us kay liey sirf aap kay pass internet connection hona zaroori hay. Aap agar khas kar kay day trader ho ya phir aap market main zaida involve rehtay ho to mobile es soorat main aap kay liey bht faida mand sabit hota hay. Aur es kay saath saath aap market sey mutalik saari news bhee daikh sakty ho. Lekin en fawaid kay sath sath market ke harwakt dastiyaabi main nuqsaan bhee ho sakta hai.

    Disadvantages
    Faaidy hony ka sath sath nuqsaan ye hai k jab aap market kay sath har wakt attach rehty ho to us wakt aap ghalat faisly kar sakty ho. Kun kay insaan apni emotions par control nahe kar sakta aur beshak us nay pehly kuch aur bhee socha hua ho to wo baad main apna faisla tabdeel kar kay ghalat decision jaldi main ly jaata hai. Phir dosra masla ye hai k jab aap har time market kay sath online hoty ho to aap over trading karty ho jis say aapko loss hony ka khatra hota hai. To behtar yehi hay kay aap jo analysis karin sirf un par hee trading karin ya phir apni emotions koo control main rakhin.
    • #3 Collapse

      Ji Han, Ye Aik Benefit Hy User Ke Liye Ke Wo Trading Mobile Par Bhi Karskte Hain. Har Jaga Use Karskte Hain.
      But Bohat See Jaga Ham Me Nuksan Bhi Hota Hy. Mobile Trading Good Hy But Pc Trading Best Hy Sab Ke Liye.
      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        other devices se zeyada me mobile trading ko batter samjta hon es ka reason ye hay key ham agar kahi be chalye jaty hey to mobile forex market key sath hamy touch rakti hay aur ham PC ya laptop se zeyda market news ki information hasil kar sakty hey, traders ko ab ye pareshani nahi hoti key agar us key trades open hey to wo asani se mobile trading kar key apny trades ko close kar sakty hey, other devices se trading ab koi be like nahi karta hay, zeyda tar traders ki koshish yahi hoti hay key wo 24 hours market me trading kary aur real time me us ko forex news mil saky.
        computer app in laptop to pay trading Karnataka difficult hota hai Jabbar ke mobile ka rate reading karna Aasan hota hai Kyunki Hum mobile ko Kahi bhi Lekar Ja sakte hain Jis Tarah mobile pet reading karne ke advantage Hai ISI Tarah mobile trading ke disadvantage bhi hai ya nahi kabhi kabhi mobile pe kaam karte huye Hamara software hang ho jata hai aur na trade lagti hai na Karte hoti hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          bhai apki abts ahi hai or maina pki abt se garee hun forex trading aika sya business hai jsi main hmain foran se action lena hota hai jub k mobile par he hum foarn tade lga skty hain or pc ko on hoty kafi time lgta hai es liye hmain chhyae k hum other choice par mobile par he trading karen os main hmain aghr news ko bhi dekhna hai tu hum foran se dekh skty hain or os k liye hmain pc k on hony ka bhi wait nahi karna parhta hai matalb yah kaha aja skat hai k hmain pani trading main pc k mokably main mobile ko preefr karna chhyae ta k hum wait kiye bgar he trading kars kaen
          • #6 Collapse

            forex trdaing aik aysa business hai jis main hmain market ko foran se follow karna hota hai hum zra sa bhi lait hoty hain tu market ki moving se hmain loss ho jta hai or boht se log trading main lsos lait order lagny se bhi loss karwaty hain arket main proft hoty hoty loss main trade chlai jati hai es ki yah wjah hoti hai k hum order time par nahi lgaty hain es liye hmary liye es ka yahi sana hal hai k hum apni trading ko pc k bajy apny mobile main karen ta k hmain lait na ho or hum market main foran trand ko folow kar k trading kar saken or apni trading ko mazzed asan bna saken
            • #7 Collapse

              Jnb aap nain bht hi acha sawal kiya hai k mobile trading k liye kesay hain best hain ya ni good to main aap ko bata doon k hr cheez k kuch faiday hotay hain aur kuch nuqsan hotay hain is liye mobile pr trading k bhi kuch faiday hun gay aur kuch nuqsan jo mujhay pata hain main share karta hun jo aap ko pata hai mazeed aap woh share kar do
              ANY TIME TRADING
              Bht say log aisay hain jo k mobile user hain aur kaafi busy hotay hain apnain kaam main to un ka har waqat conputer pr kaam karnan asaan ni hota to un k liye yeah best hai k woh mobile use karain .q k woh har waqat kbhi kdr kbhi kdr hotay hain to in k liye yeah easy hota hai k woh mobile ko sath lay kar phirain aur q k computer pr banda itna ziada time bhi ni day pata jo trader hain real meaning main woh bhi mobile use kartay hain ta k woh markeet ko ziada say ziad time day sakain aur computer aisi cheez hai jis pr aap sirf gahr main tike day saktay ho ayr yeah wohi banda kar sakta hai jo free hota ho yeah job walon k liye ya bjsy logon k liye theak ni hai is liye har koi inko apni zarorat k mutabiq use karain..
              MOBILE IS BEST FOR SHORT TERM TRADER....
              Jo log short term trader hain aur un k liye long time trading karnan mushkil hai to un k liye bhi mbl best hai q k yeah un k pass har waqat hota hai aur woh ksii bhi waqat trade open ya close kar saktay hain aur scalping k liye bhi yeah best hai agar aap long time trade lagatay hain to phir to computer bhi aap k liye best hai mgrshort term trader k liye mobile hi best hai lehaza zarorat k mutabiq mobile or conp main say aik slect kar lain jo aap ko suit karta hai
              Graph are not clear in mobile....
              Mobile ka aik yeah loss hai k aap is main graph ziada clear level main ni daikh saktay jitna k conputer main aap daikh saktay ho is liye jub graph clear ni hun gay to aap k liye analysia karnain main mushkil ho gi ayr jub aap sahi anlsyis ni karigay to aap loss ki taraf jaogay aur ghalat trade laga betho gay is liye clear or best trading k liye acha nalysis bht zarori hain analysia k liye aap comp use karain to theak rahay ga aap k liye
              Internet signal ....
              Trading k doran internet ki saholat bhi barha matter karti hai agar aap aik aisi jagha pr ho jahan mobile pr service ni sahi aati to aap net computer pr use karain ta k signal ka masla nan aye aur trading k doran koi masla nan aye aur agar aap ko sahi signal facility mil rahi hai mobile pr to aap mobile pr hi trading karain
              Umeed hai aapko post pasand ayi
              • #8 Collapse

                Dear aaj kal ka new daro main din ba din new technology aa rahi jas main mobile trading bai hai pahly hum surf pc ya labtop pay trading kar sakty tha lakn ab hum apny android mobile ka zaria hum trading bai kar sakty hai mobile ka zary hum her wqt forex markt say tach rahty hai aur jab chahy trade kar sakty hai ap ko bus apny mobile phone main mt4 app download karna hai aur us ko instal kar ka apna account number aur password add kar ka mobile pay trading shoro kar sakty hai hum mobile pay trading to kar sakty hai lakn forex market ko analysis nai kar sakty analysis karny ka lay hum pc ya labtop use karty hai mobile trading ka sub say zyda fyda ya hota hai ka ap as ko her jaga use kar sakty hai jahn pay pay mobile net ki saholt hoti hai ap apny account pay trading kar sakty hai.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  other devices se zeyada me mobile trading ko batter samjta hon es ka reason ye hay key ham agar kahi be chalye jaty hey to mobile forex market key sath hamy touch rakti hay aur ham PC ya laptop se zeyda market news ki information hasil kar sakty hey, traders ko ab ye pareshani nahi hoti key agar us key trades open hey to wo asani se mobile trading kar key apny trades ko close kar sakty hey, other devices se trading ab koi be like nahi karta hay, zeyda tar traders ki koshish yahi hoti hay key wo 24 hours market me trading kary aur real time me us ko forex news mil saky.

                  Jo log short term trader hain aur un k liye long time trading karnan mushkil hai to un k liye bhi mbl best hai q k yeah un k pass har waqat hota hai aur woh ksii bhi waqat trade open ya close kar saktay hain aur scalping k liye bhi yeah best hai agar aap long time trade lagatay hain to phir to computer bhi aap k liye best hai mgrshort term trader k liye mobile hi best hai lehaza zarorat k mutabiq mobile or conp main say aik slect kar lain jo aap ko suit karta hai
                  Graph are not clear in mobile....
                  Mobile ka aik yeah loss hai k aap is main graph ziada clear level main ni daikh saktay jitna k conputer main aap daikh saktay ho is liye jub graph clear ni hun gay to aap k liye analysia karnain main mushkil ho gi ayr jub aap sahi anlsyis ni karigay to aap loss ki taraf jaogay aur ghalat trade laga betho gay is liye clear or best trading k liye acha nalysis bht zarori hain analysia k liye aap comp use karain to theak rahay ga aap k liye
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Mobile Trading

                    forex trading aik boht acha business hay hum is main trade karty hain boht say log is main kam kar rahy hain is main ziada tar log mobile par trade karna ziada acha smjhty hain is kay kafi faiday hoti hay jaisy kay humain har time market say in tuoch rehny main kafi help karta hay jaisy kayjab hum nay pc say ya phir laptop say market ko dykhay or is kay bary main hum analysis kar kay kam karty hain to mobile par hum foran say order ko place kar sakty hain jis say ye asani hoti hay kay order ko colse karny main b asnai say hurry say colse kia ja sakta hay is kay sath sath hum kahib b jain to mobil ko sath rakh kar hum jab b dil kary market main apna kam kar sakty hain magr laptop ya pc main trade karny main kuch time lagta hay or market main kafi ziada movement b barh jati hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Mobile Trading

                      Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek hai main aap ki baat Yaad Nahi karta hoon to mobile trading karna bahut easy hai aur merekya haal hai is Waqt duniya mein bahut Sare log mobile mein e-trading ka Rahe aur mobile trading karna is a very easy Aap Se Kahi Ban Kar Ja sakte ho aur kisi bhi Jagah aap isko mat kar use kar sakte ho reading kar sakte ho
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Mobile Trading

                        mobile trading karna b sab say best hota hay kun kay hum jab market main kam karty hain to is kay liye humani devices chahiye hoti hay jis main hum pc ka b use kar sakty hain or is main laptop ka b use kar sakty hain kun kay is say hi humain market ko watch karna hota hay or in ki help say market main honywali har movment ko hum asani say daikh sakty hain agr humain jldi market main enter hona hay to mobil par hum kam kar sakty hain mobile ka use karna huamry liye ziada asan ho sakta hay kun kay hum is main foran say order lagany main kamyab hoty hain kun kay ye easy to use hota hay so market main kamyabi hasil karny kay liye humain khud b mehnat karna hoti hay agr ziada mehnat kar kay trade karty hain to may possible humain ziada acha profit hasil ho sakay
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Mobile Trading

                          hum jab trade karty hain to is main practice kar kay hi kam karna hota hay market main kam karny ki boht se devices hoti hay jis main ki help say hi market main kam karna hota hay jaisy kay hum pc main kam kar sakty hain or isi tara hum laptop par b kam kar sakty hain kun kay market main kam karny kyaliye devices ki help lyna hoti hay humain isi ki help say hi market main order ko place karna hota hay agr to hum market main usi time mbile kay through order ko place kar skty hain mobile par kam karna baki sab devices say easy hota hay so koi b order lagana hota hay to is kay liye humain analysis kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main stay karna humary liiye best ho sakay or loss b km ho sakay demo ka use kar kay b learning ko acha kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Mobile Trading

                            Me ap ki baat sy agree karta hu k jab ham kahi b jaye to mobile sath ly k jaty hai is liye mobile me trading sy ham har waqt trading sy connect rehty hai lekin agar ham Computer ya laptop par trading kary to ham ko mobile trading itni achi nahi lagy gi q k mobile ki screen choti hoti hia or us par candles ki kai dafa smajh nahi ati hai jab k computer ki screen bari hoti hia ham apny analysis asani sy kar sakty hai.
                            har divice par trading theek hai lekin agar ap ko mobile par nahi ati to ap ko mobile trading mushkil lagy gi ap ko jis device ki smajh hai ap ko wo hi easy lagy gi. Lekin mobile ka ye advantage hai k ap pocket me b ly k ja sakty ho mobile ko koi issue nahi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Mobile Trading

                              different gadgets se zeyada me cellular buying and selling ko batter samjta hon es ka cause ye hay key ham agar kahi be chalye jaty hiya to cell forex market key sath hamy touch rakti hay aur ham computer ya pc se zeyda marketplace information ki records hasil kar sakty hey, traders ko ab ye pareshani nahi hoti key agar us key trades open hi there to wo asani se mobile buying and selling kar key apny trades ko near kar sakty hello, different gadgets se trading ab koi be like nahi karta hay, zeyda tar investors ki koshish yahi hoti hay key wo 24 hours market me trading kary aur actual time me us ko foreign exchange news mil saky.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X