Is there any shortcut in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Is there any shortcut in forex trading?

    Forex trading main shortcut nahi hay. ager trader kay hath main achi tradig strategy a jaye aur wo us ko demo account main test bhi ker kay us kay result say confident ho. aur wo trading strategy trader kay sath fully match ker jaye to yeahi aik aisa short cut hay jo kay trader ko boht had tak boht jald profit deta hay aur lagatar profit say trader achi earning ker sakta hay. que kay achi earning kay liye achi tradig strategy zarori hay. jo kay trader ko boht kam milti hay. is liye boht say trader forex main kamyab nahi ho saktay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Is there any shortcut in forex trading?

      Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main koi short cut ni ha forex trading main ap ko learning or practice ki zarort ha jab ap k pass knowledge or experience ho ga to ap easily forex trading main successful ho sakty han market main both sy log han Jo kabi indicator da rehe hoty han kabi signal pe pasey la rehe hoty han sab apny apny tajarby karty han agr tek ho gy to baly baly agr na huy to phr strategy fail ho ge koi na koi bhana hota ha is ley friends ap ko chae ha try karny khud learning karny analysis karny or trading karny isi sy ap ko experience bi mily ga trading karny ki samj bi aay ge or ap k knowledge or experience main bi azafa b ho ga jis sy ap ache earning kar sakty han dear is ley jtna ho khud learning or practice karny us k bad khud analysis karny or apni trading khud karny jtna ho forex trading ko samjny
      • #18 Collapse

        Re: Is there any shortcut in forex trading?

        Forex trading main shrotcut ka koe idea nahi hay. ager koe trader yeah samagta hay kay forex trading say kisi nay shortcut say boht sara amount earn kia hay to aisa nhi ho sakta. que kay forex trading kay doran trader ka knowledge, investment, risk apas main boht zayada matter kertay hain. is liye ager trader kay pas sab kuch ho aur wo investment na ker sakay to wo kabi bhi forex trading say profit earn nahi ker sakay ga. aur ager trader kay pas investment ho aur wo bari investment ker sakta ho aur risk bhi lay sakta ho to trader forex market say acha profit earn ker sakta hay. is liye meray khayal main zayada investment hi trader kay liye shorcut hota hay bari earning ka.
        que kay ager trader kay pas bari amount hay aur wo choti trading ker raha hay to wo kabi bhi account loss nahi keray ga.
        • #19 Collapse

          Re: Is there any shortcut in forex trading?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Kya aap ko koi shortcut maloom hai jis par amal kar k ham acha munafa kama sakin? Agar hai to kia aur nahe to kis tarha kaam kiya jay?
          Assalamu Alaikum bilkul bhi nahi bhai Forex trading Mein shortcut bilkul Bhi Nahin Hai Jo log Jaate Hain Ki Woh shortcut Le aur bahut jyada Kare Wo bhi kam Waqt Mein Tu Mujhe Nahin Lagta Hai Aise log ko dekhne se wait kar sakte hain Pinky Forex Mein Hamein time lagta hai mante Hain ke forest bahut accha business hai aur Hamein bahut acchi earning bhi Deta Hai Lekin uske liye Hamein practice or experience ki bhi Zaroorat hoti hai jo ki Hamein Waqt Ke Sath Sath aur Ahista Ahista kaam karne se hi Milta Hai isliye Forex Mein Koi Bhi shortcut nahi hai lekin Agar Main Bus Waris ka basic knowledge ho to kamyabi yaqeenan Hai all shortcut Lene Walo ke liye Forex Mein Koi Jagah nahi hai lekin Fir Bhi Agar wo Forex ko join kar lete hain tu unke liye product mein sirf karna bahut jyada Mushkil Hai Shukriya
          • #20 Collapse

            Re: Is there any shortcut in forex trading?

            Forex trading aik regular world wide real aur permanent business hay. Yeh koe khail tamasha, lucky draw ya jua waghaira to ni hay. Is business ko start karny say pehly is ka baqaeyda knowledge hasil karna chahye aur is ke baqaeyda training karni chahye aur phr is ko start karna chahye. Is main raton rat ameer hony ky khawb ni dekhny chahyen aur na he kici qisam ka short cut use karny kay bary main sochna chahye. Kiyun aisy log zindgi ky kici bhi field main kabhi kamyab ni ho sakty jo mehnat say jee churaien aur short cut dhondney ky peechy lagen rahen.Short cut kay zarye forex main kamyabhi ka khawb hamesha khawb he rehta hay aur sharminda.e.tabeer ni ho sakta.
            • #21 Collapse

              Re: Is there any shortcut in forex trading?

              Assalam ao alaikum dear members.Kisi bhi kaam ko poora kernay or koi bhi maqsad hasil kernay kay liye shortcut tareeka istamaal kerna hamesha nuqsaan ka baes banta hai.Forex trading mai to hum direct apna sarmaya lagatay hai or agar usay shortcut tareekay sey double kernay ki koshish kertay hai to ziada ter wo sarmaya doob jata hai.Forex trading mai shortcut tareeka koi nahi hai or naa he koi bohat long tareeka hai.Forex trading to bohat asaan or sada business hai.Forex trading ka knowledge hasil karey, forex trading ko achi tarah seekhay.demo account mojud hai waha apna knowledge or learning ko practically istamaal ker kay apnay aap ko expert banaey or real trading business mai ajaey.

              Agar iss tareekay sey kaam karey to kaamyaabi he kamyabi hai.Shortcut tareekay mat sochay kiyu kay iss say nuqsaan ziada or faid kam hai or wo thora sa faida bhi waqti sabit hota hai.Achi tarah seekh kay ki janey wali tradig long time mai bohat faida mand hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Is there any shortcut in forex trading?

                dear members forex trading men koi shortcut naheen ha. agr ap ko koi shortcut btata ya phr is k istimal ka mashwara bhi deta ha to galat ha. ye aik bara plateform ha. yahan pr ane wale lo musalsal seekhte hain.jitna koi yahan pr ziada time spend kre ga mihnat kre ga utna he us ka kam men bhtri aey gi or wo achi yrading kr pae ga. or agr koi shortcut k chakar men pre ga to apne asal investment se bhi bht jald hath do bethe ga or ye nuqsaan us ko is kam se mutnafar kr de ga is lia zaruri ha k short cut k bger kam ki jae

                اب آن لائن

                Working...
                X