Forex trading ma market fundamentals kya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma market fundamentals kya hain?
    Dear members market ky fundamentals kya hain in ko detail ma btain kya news data ko he fundamental kaha jata hai yah isky elawa bhi required hota hai data?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Fundamental Analysis Ke Tareef Aur Analysis Ka Tareeka-e-Kaar:
    Fundamental Analysis wo tareeka hai analysis karny ka jis main forex market ko economic, social ya political situation ka jaiza liya jata hai. Aur political ya economic halaat ka tajziya us mulk ka kia jaata hay jis ke currency par aap trading karna chahty hain. Ab aap nay agar fundamental analysis karny hain to aapko sab sy pehly ye pata hona chahey kay wo kon kon see cheezin hain jis kay involve hony say us country ke economic ke simt nazar aati hai. Kay wo strong ho rahi hai ya weak. Jis mulk ke economy strong ho rahi hoti hai us ke currency ke value bharti hai.
    Jesa kay aapnay sawal main bhe mention kiya hai news kay baary main, news sy he asal main hamko pata chalta hai aur ham fundamental analysis kar sakty hain. To ab ham daikhin gy kay fundamental analysis kesy karty hain.


    Analysis Ka Tareeka-e-Kaar:
    Jesa kay mane ooper baat ke kay aapko pata hona chahey k mulk ke economy kesy strong hoti hai. Aur agar mulk main unemployment rate zayda hua hai to us ka mulk ke economy par kia asar pary ga.
    Fundamental Analysis main sab sy pehly to aap country ke overall progress ko check karin siyaasi hawaly sy k kiya siyasi qiyadat mazboot hai aur usko kon kon sy khatraat lahak hain. Es kay elawa aap nay dekhna hota hai kay economic indicators ka data kesa aa raha hai. Economic indicators main GDP (Gross Domestic Product) CPI(Consumer Price Index), PPI(Producer Price Index), Consumer Confidence Survey, Retail Sales ya Manufacturing Sales weghra shamil hain. Agar en sab ka data positive aa raha ho to es ka matlab hai us mulk ke economy strong ho rhai hai. Aur us ke economy strong hony ka matlab hai us mulk ke currency strong ho rahi hai. So ye sab cheezin aapko fundamental analysis main dekhna parti hain aur ye beshak asaan kaam nahe lekin es ka faida aapko zaroor hota hai.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
      Dear members market ky fundamentals kya hain in ko detail ma btain kya news data ko he fundamental kaha jata hai yah isky elawa bhi required hota hai data?
      Forex trading way fundamentals in protecting and Diu fundamental analysis Karte Hai Yaseen fundamental situations hoti hai isme buddy buddy countries kay mujra Surat hardware analysis Kiye Jate Hain analysis bahut share traders training me success hone ke liye fundamental analysis karte hain Kyunki Tum Ko Lagta Hai K fundamental analysis essay trading Karke unko profit hota hai successful hone ke liye fundamental analysis we copy useful Hote Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Fundamental analysis market ko news update se trading key ideas leny ko kehty hey, agar app ko news se USD weak hony ka signal milta hay to app ki trading me yahi strategy ho gi key kesi esy pair ko buy kia jaye jes me USD down jaye ta key app ko profit ho saky, agar USD weak ho raha ho to app EUR/USD pair ko buy karen gey jesy jesy USD down jaye ga app ko profit milta rahey ga, market ko as a fundamental analyzing zeyda easy nahi hota magar expert traders news ka jaiza le kar apni 1 report release karty hey jes me traders ko trading key clear ideas mil sakty hey.
        • #5 Collapse

          dear members funadmental analysis ky leay kch baton kaq kheyal; rakhna bht zarori hai
          1. ECONOMIC CALENDER
          dear members fundamental news ka aik schedule release kia jata hai jo ky apko economic calender py milta hai apko usko follow krna chye aor news ki readings ko find out kr ky market ky behavior ko dekhna chye aor study krna chye ky is news py is reading py pehly market ny kia behave kia etc
          2. economy reports
          market ma kisi bhi currency ki demand aor supply plus country ki econmic value kya hai political satuation kya haiyeh sub reports hoti hai
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Dear members
            har currency pair har instrument cfd metals crypto currencies ky apny apny fundamentals hain aor yeh weekly monthly quarterly report hoty hain aor in ki details apko economic calendar sy milti hai har broker ka apna apna economic calendar software hai jis ma wo show krvaty hain information gather kr ky aor hum wahan sy fundamentals ko read aor analysis kr skty hain
            In ma
            GDP QTR YEARLY
            PPI
            CPI
            INTEREST RATES SHORT TERM
            MONITORING POLICIES
            INFLATION REPORTS
            BUILDING PERMITS
            NON FORM PAYROLL
            PRIVATE BUSINESS SECTORS
            UNEMPLOYMENT EMPLOYMENTS
            ETC
            ki reports shamil hoti hain
            • #7 Collapse

              forex trading main fundamental nalsyes wo analyse hotyhain jis main trading ko kisi bhi molk main karny se pahly os molk k siyasi or iqtsadi or ecnomics news ko dekhty howe trading ki jati hai es main aik molk ko over alla chek kar k trading ki jati hai q k boht se molkon main en amoor main changing any se forex ki market main kafi changing hoti hai es liye en sub baton par amal karty hwoe trading ki jati hai es main trading bary pemany main ki jati hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
                Dear members market ky fundamentals kya hain in ko detail ma btain kya news data ko he fundamental kaha jata hai yah isky elawa bhi required hota hai data?
                Salam bhai Mary khayal ma apny bhot hi acha question poucha ha
                dear members fundamental news ka aik schedule release kia jata hai jo ky apko economic calender py milta hai apko usko follow krna chye aor news ki readings ko find out kr ky market ky behavior ko dekhna chye aor study krna chye ky is news py is reading py pehly market ny kia behave kia etc
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma market fundamentals kya hain?

                  Yeh Baat aap ki bilkul theek hai ke discount Sahi the ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Dada Kids 1 time mein open na Karen Kyunki agar agar time mein jyada trades open Karenge to lost Agencies bahut jyada increase ho jayenge isliye ek time ne ek hi trade open Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma market fundamentals kya hain?

                    Forex main market kay fundamentals wo hotay hian jis per market move kerti hay. wo bunyadi zaroriyat jo kay kisi bhi chez ko run kernay kay liye use hon us ko us kay fundamental kehtay hain. forex market main fundamental analysis ki bina per market ko boht achi trah say analysis kia ja sakt hay. jis say trader ko yeah idea ho jata hay kay market kab kia kernay wali hay. que kay fundamental main kisi currency ki wo bunyadi chezen study ki jati hain jesay us coutnry ki economic condition, employment condition aur import export waghaira ba ghour dekhi jati hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ma market fundamentals kya hain?

                      Market k fundamentals sy murad hai k market ki basic cheezy yani market par kon c cheezy asar andaz hoti hai or market ki movement kin cheezo par base karti hai.
                      Fundamentals me market ka chart b ata hai k market kaha kesy move ki hai or next kaya kary gi or kaha ja sakti hai or market me movement jo hai wo kab hogi or kis kis month me kesy hoti hai.
                      Ye sari information ap ko leni hoti hai market k fundamental ko samjhny k liye is liye ap ko mehnat karna parti hai fundamentals smjhny k liye or is ka faida b bohat hai ap ko market ki smjh ajati hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ma market fundamentals kya hain?

                        forex markit main kaam karny ky lie jo bunyadi chizon ka hona zarori hy woh hy keh insan ky pass compeyotar ka hona zarori hy ya pher aisa cell ho jo forex markit main kaam karny ky lie sath dy saky or is ky sath forex markit main kaam karny ky lie compeyotar sy waqfeat ka hona zarori hy yos karna ata ho keh is ko kaisy istemal karna hy in chizon ky sath sath forex markit ki maelomat bhi zarori hain or pher forex maon apna acont khulwana atta ho us sy apna naffah hasel karny ky tariqy ka paata ho forex markit ky qwanin sy waqef ho kahin aisa na ho keh jaeisy acont khulwae to forun baed trade karty waqt koe aisy ghulti kar baith jes ki wajjah sy us ka acont hi na bund ho jae in sari chizon ka khayal rukhna zarori hota hy pher ja kar forex ko joein kia jae
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ma market fundamentals kya hain?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                          Fundamental Analysis Ke Tareef Aur Analysis Ka Tareeka-e-Kaar:
                          Fundamental Analysis wo tareeka hai analysis karny ka jis main forex market ko economic, social ya political situation ka jaiza liya jata hai. Aur political ya economic halaat ka tajziya us mulk ka kia jaata hay jis ke currency par aap trading karna chahty hain. Ab aap nay agar fundamental analysis karny hain to aapko sab sy pehly ye pata hona chahey kay wo kon kon see cheezin hain jis kay involve hony say us country ke economic ke simt nazar aati hai. Kay wo strong ho rahi hai ya weak. Jis mulk ke economy strong ho rahi hoti hai us ke currency ke value bharti hai.
                          Jesa kay aapnay sawal main bhe mention kiya hai news kay baary main, news sy he asal main hamko pata chalta hai aur ham fundamental analysis kar sakty hain. To ab ham daikhin gy kay fundamental analysis kesy karty hain.


                          Analysis Ka Tareeka-e-Kaar:
                          Jesa kay mane ooper baat ke kay aapko pata hona chahey k mulk ke economy kesy strong hoti hai. Aur agar mulk main unemployment rate zayda hua hai to us ka mulk ke economy par kia asar pary ga.
                          Fundamental Analysis main sab sy pehly to aap country ke overall progress ko check karin siyaasi hawaly sy k kiya siyasi qiyadat mazboot hai aur usko kon kon sy khatraat lahak hain. Es kay elawa aap nay dekhna hota hai kay economic indicators ka data kesa aa raha hai. Economic indicators main GDP (Gross Domestic Product) CPI(Consumer Price Index), PPI(Producer Price Index), Consumer Confidence Survey, Retail Sales ya Manufacturing Sales weghra shamil hain. Agar en sab ka data positive aa raha ho to es ka matlab hai us mulk ke economy strong ho rhai hai. Aur us ke economy strong hony ka matlab hai us mulk ke currency strong ho rahi hai. So ye sab cheezin aapko fundamental analysis main dekhna parti hain aur ye beshak asaan kaam nahe lekin es ka faida aapko zaroor hota hai.
                          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main analysis both important ha jis fundamental analysis or technical analysis donu both zarori han jab tak hum log fundamental analysis or technical analysis ko ni samjty Han tab tak hum log forex trading main successful ni ho sakty han is ley humy chae ha ziada sy ziada learning karny fundamental analysis or technical analysis seeken or is k alawa demo account main uny apply bi karny ta k humy pata chaly k hum ny Kya kea ha or us ka results kya any Han phr in ko real account main apply karny gy to hum ziada successful ho sakty han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X