Planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning
    Planning kaise ki jati Hy kia planning ke ilawa bhi ham trade men kamyab ho sakty hen Kia....????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
    Planning kaise ki jati Hy kia planning ke ilawa bhi ham trade men kamyab ho sakty hen Kia....????
    Hum planning kiye Bina Forex trading Mein successful nahi ho sakte qk Jab Hum a plan hai nahi Banaya Hoga toh Hame pata hi nahi hoga Ke Humne aqib Kya Karna Hai aur Agar Hum trading ke liye plan Bana Hai To uske liye Hame chahiye ke sabse Pehle market ke trend ko samajhne ki koshish Kare uske baad indicators for watch haven't aur sabse and cheese market se related news Pe Nazar Rakhta qk news Ke Aane Ke Baad market trend banta hai aur profit bahut Teji Se Hota Hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      dear forex member app nay poocha hy ky trading ky liye planing kis tara karni chahyee bhai ais ky baghair tuky py trade ma app ko kuch nafa to ho sakta hy likin long term app planing ky baghair trade nahien ker sakty mery khayal ma trading ky liye planing boht zaroori hy dear members planing karty wakt mony management and risk managment bhi ais planing hy and jis ma app apny capital ko deekh ker he lot size select karty hain and dosra aap loss and profit margin ko dekkthy hain and ye bhi deekhty hain ky aap kis cheez ma aap trade ker rahey hy us ka spread app apny samny rakhty hoeey trade karty hain ye app ki planing ka hissa hota hai aisi tarah loss sy bachny ky liye app jo ikdaamaaat uthaty hay us main bhi hum planing karty hay ais liye tradiing main planing boht zaroori hy
      • #4 Collapse

        dear traders ki trading me planing esi cheez hay jes ki ehmeyat ka andaza nahi lagaya ja sakta hay, jab be ham trades open karty hey to hamy ye knowledge nahi hota key ham es me profit ho ga ya loss magar trading strategy use karny se ham loss ratio ko kam kar sakty hey yahi hamari planing hoti hay jes ki waja se profit key chances hamy zeyda ho sakty hey aur ham loss ko trading me nahi hony dety ya bahot hi kam loss ham face karty hey, stop loss ko esy point par set karna jes ko market asani se touch nahi kar sakta ye be hamari planing ka 1 part hota hay.
        • #5 Collapse

          Forex Trading Plan:
          Agar aapko forex market main kamyaab hona hai to aap ko lazman aik trading plan ke zaroorat hoti hai jis kay baad aap ess market main kamyaab ho sakty hain. Agar aap kay pass koi acha trading plan nahe hai to aap kamyaab nahe ho sakty ya phir bht he zaida mushkil hota hai. Trading ka plan bhee kise aur dosry plan sy mukhtalif nahe hai aur es main aap nay ye faisla karna hota hai ya apna asool bnaana hota hai kay kis situation main aap nay kiya karna hai.
          Trading plan ko aap aik rules ka majmuaa bhee keh sakty hain. Aur jin rules ko follow kar kay aap apni trading ko acha aur behtar bna sakty hain. Jab aap ye rules bana lety hain to un rules ko likh lety hain. Jis sey ye hota hai kay market main aksar hony wali ghaltiyon sy aap bach sakty hain. To main aap kay sath trading plan k points aap k sath share karta hun jo kay sirf yehi nahe aap apni marzi sy jitny rules bnaana chahin bana sakty hain.

          Number Of Trades:
          Trading plan main aap nay ye daikhna hai k aap kon sy trader hain aur daily ya weekly aap nay kitne trades open karni hai aur kitne trades sy tazawuz nahe karna hai.
          Entry Point:
          Market main enter hony ka aap kay pass plan hona chahey kay kis wakt aur kis situation ko daikh kar aap ny enter hona hai.
          Exit Point:
          Enter hony kay baad aapko ye pata hona chahey kay kin halaat ko dekh kar aap ny market sy exit kar jaana hai. Kun k market kay halaat tabdeel hoty rehty hain.
          Stop Loss And Take Profit:
          Stop loss aur take profit ko sahee jagha aur trade kay hisaab sy set karna bhe aap kay plan ka hissa hona chahey. Aur agar market main kuch tabdeeli hoti hai to us ko us hisaab sy tabdeel karna bhe plan ka hissa hona chahey.
          • #6 Collapse

            forex trading main without palning hum kbhi bhi kmayb nahi hoksty hain es liye es bat ka khas khyal rakhty howe trading karni chhaye forex main jub bhi palning ki jay hmain over all par palning karni chhaye q k jub palning ki jati hai tu hmairi trading main risk ka level kam ho jata hai or hum apni trading main acha profit bhi haisl kar lety hain es liye hmain planing karni chhae or apni trading main har pahlo par ghor karny k bad trading karni chhaye q k es ka hmain he fiada hota hai or hmari trading main loss ka factor kam ho jata hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
              Planning kaise ki jati Hy kia planning ke ilawa bhi ham trade men kamyab ho sakty hen Kia....????
              Trading plan ko aap aik rules ka majmuaa bhee keh sakty hain. Aur jin rules ko follow kar kay aap apni trading ko acha aur behtar bna sakty hain. Jab aap ye rules bana lety hain to un rules ko likh lety hain. Jis sey ye hota hai kay market main aksar hony wali ghaltiyon sy aap bach sakty hain. To main aap kay sath trading plan k points aap k sath share karta hun jo kay sirf yehi nahe aap apni marzi sy jitny rules bnaana chahin bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Forex pe kaam karne ke liye aapke paas planning Ka Hona lazmi Hai K Nahi Hoti Hai Isko utilised Kare usko market Mein analysis thik karne ke liye fundamental nikalne ke liye use kare aap hi aap manage kare
                • #9 Collapse

                  Re: Planning

                  insan jab koe bhi kam karta hy to woh eik mansoba bandi ky sath or pwri planning ky sath karta hy or jo kam bhi planning ky sath kia jae insan usi kam main kam yab hota hy or jo kam planning ky baghair kia jae to us kam main banda kamyab ni hota to forex koe am chiz ni hy or na hi itna asan kam hy keh is ko har banda baghair kesi planning ky kar pae ga to jo insan bhi forex main kam kar rha hy agr to woh hy planning ky teht to hy kamyab jes trah keh forex markit jb move kar rahi ho nuqsan ki traf to us waqt trade na lgana yeh loss sy bachny ki planning hy or jab forex markit move kar rhi ho naffy ki traf us waqt trade lgana naffah hasel karny ky lie to yeh planning hy naffah kmany ki ise trah jb dwlar ka rit km ho us waqt kharid lina or jb dwlar ka rit zeyada ho us waqt seel kar dina naffah kmany ky lie to yeh bhi eik planning hy to har kam main kamyab hony ke lie planning ky sath us kam ko karna zaroori hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning

                    Dear without proper planing kiye bagir koie bhe trader forex main kamiyabi hasil nahe kr paye ga jub tk ap proper planing tarteeb nhe dyte tab tk ap profit hasil nahe kr paye gyen hamesha wo he trader kamiyabi hasil krta hai jo proper planing ke sath trading kren then ap acha profit earn kr paye gyen
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning

                      Dear forex trading mein sub sy pehly ap experience bnao tub ap ko malom chaly ga k planing kiya hy aur ye kiyon hy.mery experience k mutabik to planning lazmi hy forex trading mein bina planning mein koi bhi trader zindagi mein kabhi bhi kamiyab nahein ho sagta to is k ilawa planning sy murad hy k account ki management achy tariky sy yani balance ko dekh kar trading karna k mein itni size ki trad use karon ga to mujhy profit bhi ho jaye ga aur loss ni hoga aur balance safe rahy ga month mein main itna profit gain kar longa ye hy planning
                      😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Planning

                        forex trading main trading ki palning wo palning hoti hai jis main ap apni trading ko over all paln karty hain k hum ny kiya karna hai market main kub hum ny entry leni hai or es k bad kitny profit or loss k bad market ko exit krna hai yah sub apki palning ka main part hoty hain jis se ap apni trading karty hain palning ka basic yahi hota hai k hum apni trdaing main risk k factor ko kam kar skaen forex tading aik online trading businss hai jis main hmain apni trdaing k liye wohi palns karny parhty hain jis se hmain loss na ho or hum apni trading main acha profit eran kar skan or yah sub ap ki trdaing plaining k sath hota hai tu zarori hai k trading ko full palned ks ath ly kar chaen ayse apko boht se faidy bhi milny k chances hoty hain or apko loss hony ka bhi khtra kam se kam hota hai or yah sub bohtr ahmiyat rakhta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X