kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?
    Forex business hamari life ka part to ban chuka hay magar es business me risk ratio ko dake kar kia koi trader ye faisla kar sakta hay key wo es business me hamesha key ley trading karna stop kar de?

    agar kesi trader ka jawab yes me hay to please es ka reason be specify kar den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kya Trading Chori Jaa Sakti Hai...!??

    Bahi apkay question ka jawab har koi apni soch kay mutabik dy sakta hay kun kay har ksi ke apni raay hoti hay. Meri raay main to es ka jawab Yes bhee hay Aur No bhee hai. Us ke wajha main aap sy share karta hun.

    Why Yes;

    Agar to koi banda ye soch kar trading join karta hay kay us nay 1 din main ya 10 din ya maheeny main crore pati banna hay to phir us ko ye baat paki ha kay loss hony wala hay aur us ka jo first experience hoga us sy dar kar dobara kabi trading nahi kary ga. Aur nahe he raton raat crore pati banny kay khwaab dekhy ga.

    Why No:

    Main ye samjhta hun wo banda es kaam ko ni chor sakta jo trading sirf es wajha sy chunta hay kay ab es kaam ko wo as a Future Buisness daikh raha hota hay to wo kabhi bhee raat he raat main ameer hony kay Khwaab nahe daikhta bal kay wo sab sy pehly es kaam ko seekhta ha. Aur achi tarha sy es kaam kay pros and cons ko dekhta ha matlb es k faaidy aur es kay nuqsanaat. Us kay baad wo trading suru karta hay to wo kabhi nahi chorta phir kun k wo es ke life ka hisa ban jata ha.
    • #3 Collapse

      dear ye ek chaska program ha is liye is mein trading krna kabhi bhe off nahi ho sakti albata agar ap ka balance loss ho jaye tb fir bhe trading thori slow hoti ha otherwise is mein ap trading kabhif nahi rokty hein q k forex ek nasha ha is liye is mein mein bhe work kr k achi earning kr rha honu or bohat sy log is mein bohat he acha profit earn kr sakty hein or kamyab man ban sakty hein or apki acha profit apko rich bna sakta ha or ap apni life ko achi trha sy jee sakty hein
      • #4 Collapse

        Jab apny trading start ker hi li hai aur apko acha khasa profit bhi hasil ho raha hai tou isko chorna bhi tou bewaqoofi hai kyun ky agar ap jobless hain tou yeah apky liay best opportunity hai ky ap yahan per small investment sy trading start ker sakty hain aur profit hasil ker ky apna account balance increase ker sakty hainaur agar apky pas investment ky liay bhi amount nehi hai tou ap just pakistan forex forum main threads ko reply ker ky bonus hasil kerain aur us per trading continue ker ky earning ker sakty hain tou jab apky pas free makn aesi opportunity available hai jahan per apko sirf profit hi hasil hota hai loss ka apki pocket per koi effect nehi hota tou forex trading ko chorny ki kia zarurat hai han agar apko koi aesi job mil jati hai jo forex trading sy best ho ky ap same job sy hat ker forex ko time nehi dy sakty tou no problem aesi halat main ap beshak forex trading ko chor dain lekin jab phir apko forex trading ki zarurat perh jaey ky her dafa halat aik jesy nehi rehty tou ap dobara forex trading ko join ker ky continue ker lain yahan per koi pabandi nehi ky jo aik dafa forex trading chor gia dobara join nehi ker sakta yeah her waqat apky liay as a standby option maojood rehta hai ky ap earning source bana sakty hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forex business hamari life ka part to ban chuka hay magar es business me risk ratio ko dake kar kia koi trader ye faisla kar sakta hay key wo es business me hamesha key ley trading karna stop kar de?

          agar kesi trader ka jawab yes me hay to please es ka reason be specify kar den.


          Why I connot stop trading ma ager mhnat kro ga to hi acha profit hasil KR skta ho is leya Mary Khayal ma ager to AP ko loss hota ha to phir AP ko trading chorni nhi Chaya bilky zayada mhnat krni chaya agli dafa profit hasil krny ky leya
          • #6 Collapse

            ICF rakes Mein acche se long time ke liye ispe investment kar sakte hain Jab aapko Lagta Hai Kiska technical analysis Diya Iske market ka trend change ho raha hai toh office main kaam karna stop kar de aur aap Yahan Par working Na Kare agar aap Yakeen Kar Na Kar Denge toh aapko yahan se nuksan nahi hoga aap Jaan Se Jyada Se Jyada nahi karni chahiye Aage Jana Chahiye
            • #7 Collapse

              Re: kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?

              Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex aik bot bara or behad profitable business hy isy jo b join krta hy apni mehnat sy is m kam krta hy wo aik successful life guzar raha hy is liay hr kisi ka khas kr myra jwb to yahi hona hy k ham forex ko ni chor skty jo b forex ko aik br join krta hy wo phr forex ko chorny ka soch b ni skta forex aik difficult or risky business b hy mgr is m phr b ham kam krty han mehnat krty han or profit hasil krty han forex aik asa wahid business hy jo ap ko ache earning k sath sath achi learning b frahm krta hy forex hamy bot c saholyat frahm krta hy is liay ham forex ko ni chor skty
              • #8 Collapse

                Re: kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Forex business hamari life ka part to ban chuka hay magar es business me risk ratio ko dake kar kia koi trader ye faisla kar sakta hay key wo es business me hamesha key ley trading karna stop kar de?

                agar kesi trader ka jawab yes me hay to please es ka reason be specify kar den.
                Dear friend ap ny both acha question kea ha jo log learning or practice sy forex trading ni seekty han or na he mehnat karty han trading seekeny k ley to uny loss ho jata ha or jab un ki investment sari loss ho jay to wo ye samjty han forex trading sahe business ni ha is sy loss he hota ha tab wo log is ko paka chor daty han
                Jab k jo bandy zara bi mehnat karta ha yahan sy tohra sa bi profit hasil kar lan to wo kabi bi forex trading ko ni chorta ha balky wo ziada mehnat karty han knowledge or experience hasil karty han forex trading seekty han demo account main ache practice karty han jis sy ny forex trading or ziada pasand or samj aana sharu hota ha to is sy wo or kamyabi k ley or mehnat karty han
                • #9 Collapse

                  Re: kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?

                  Forex trading business aik world wide kia janey wala business hai. Online businesses bohats arey hain magar forex jaisa koi dusra online business nahi hai jo ghar baithay kisi bhi waqt lagataar 5 din chalta rahey aur profit loss bhi apni marzi say ho. Forex aik aisa business bhi hai jiss ki learning aur education ka system kisi aur online bsuiness mai nazar nahi ata aur na he koi dusra online business is tarah guide kerta hai. Demo trading account jaisa system bhi kahi nahi milta.

                  Ab agar forex ko chornay ki baat ki jaey ya trading ko stop kernay ka socha jaey tou shayad ye possible nahi hai kiyu kay trading seekhnay ki zaroorat tou aik baar he parti hai jab basics seekh li jaey tou phir issay kahi bhi kisi bhi waqt kissi bhi jagah say kia jaa sakta hai. Traders kahi bhi busy ho jaey matlab agar aik full time tarder agar kisi dusray bsuiness ya job mai chala jaey tou usay waqti tore pay kaam rokna bhi parey tou kisi bhi waqt wahi say dobara shuru bhi ker sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?

                    Forex trading ko chora ja sakta hai ya nahin.
                    Dear member forex trading aik business hai aur bahut se log aise Hain Jo apna business change karte rahte hain Magar aap ka sawal hai ki forex trading ko agar risk reward ratio ke hisab se dekha jaaye to hamara jawab YES mein ho ga ya NO mein ho ga. Agar ek trader forex ko join karta hai aur us ka motive yah hota hai ki main forex trading ki learning hasil karni hai aur ek accha trader banna hai tu uska jawab hamesha yahi ho ga ki main forex trading ko nahin chhor sakta. Secondly dusri category ka trader jis ki forex mein aane ki vajah sirf aur sirf profit hasil karna hai aur woh bhi jald se jald to aise traders Jab market ko judge nahin kar paaty aur apna capital loss kar dete Hain to aise trader aap ke sawal ka yahi jawab den ge ki G han agar risk itna hai to hamen trading ko chhor Dena ho ga. Aapke sawal ka jawab Mera zati hai aur main kisi ke sath Koi conflict nahin kar raha is liye yah forum hai yahan per har member ko apni Rai Dene ka haq hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: kia app forex business me hamesha key ley trading karna stop kar sakty hey?

                      G nahi ye kesi be trader key ley possible nahi hay key wo hamesha key ley Forex trading business me trading stop karen, jo trader Forex business me trading kar leta hay us key ley trading se door rehna ya trading ko stop kar dena bahot mushkil ho jata hay agar continues trading me loss be hota rahy per be ye bilkul possible nahi hay key trading se door raha jaye, ham fail hony key bawajood be yahi koshish karen gey key kesi na kesi tarha se ham Forex trading business ki learning karen aur es me kamyabi hasil kar saken.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X