behtreen aur ignore kia janay wali stretegy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    behtreen aur ignore kia janay wali stretegy
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_1.png
Views:	1
Size:	111.1 کلوبائٹ
ID:	12462033
    Dekhein abhi main app ko kuch secrets batanaa chahtaa houn jo ziadaa tar professional traders karty hain aur kabhi ic ko share nahi krty lakin app sab kay liye yeh janna bht ziadaa zarori hay agar app aik achay trader banna chahty hain - trader bannay kay liye app ko sab say pehlay to khein say bhi basics sekhni ki zarort hay uc kay bad thri bbht demo par practice aur uc kay bad kuch indicators ko milaa kar aik strategy baana lein lakin aik bat kaa khaas khyal rkhein kay apko aik dafaa stretgy bana kar uce test zaror karein kay wo app par suit kar rhi hay ya nahi
    chalo abb atay hain secret ki taraf jo bht kam log share karty hain meine ajj tak kisi ko nahi dekhaa kay uc nay yeh btyaa ho lakin app ko uc bnday kay chart par wo wazeh tor por nazar ajaye ga - to chaloo sab say pehlay app ko monthly time frame main support resistence draw karne hain lakin jo price kay nazdeek hoo uc par draw karein support aur resistence takeh app ka chart saaf rhay aur aik up ya down trendline draw karein price jc k qareeb hoo - agar monthly timeframe main pin bar hay to aik dam say sell nahi karnaa apko blkay daily pay intezaar karein kay koi candlestick pattren banay tab sell karnaa hayya buy karnaa hay - app ko chahye kay app weekly pay bhi dekhein aur kuch trendlines lagaa dein main zaror aik pic attach kar detaa houn takeh app ko wazeh nazar aye - aur uc kay baad daily main dekhnaa hay - apna h4 ko bhi miss nahi karnaa uc ko bhiu lazmi dekhna hay q kay jitnay short time frame main nazar ayee to daily main bhi uc ka wazeh farq pday ga
    misaal app ko nechay kay photos main mil jayee ge

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2.png
Views:	1
Size:	74.6 کلوبائٹ
ID:	12462034
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_3.png
Views:	1
Size:	71.9 کلوبائٹ
ID:	12462035
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: icfaddi پيغام ديکھيے
    [ATTACH=CONFIG]4245[/ATTACH]
    Dekhein abhi main app ko kuch secrets batanaa chahtaa houn jo ziadaa tar professional traders karty hain aur kabhi ic ko share nahi krty lakin app sab kay liye yeh janna bht ziadaa zarori hay agar app aik achay trader banna chahty hain - trader bannay kay liye app ko sab say pehlay to khein say bhi basics sekhni ki zarort hay uc kay bad thri bbht demo par practice aur uc kay bad kuch indicators ko milaa kar aik strategy baana lein lakin aik bat kaa khaas khyal rkhein kay apko aik dafaa stretgy bana kar uce test zaror karein kay wo app par suit kar rhi hay ya nahi
    chalo abb atay hain secret ki taraf jo bht kam log share karty hain meine ajj tak kisi ko nahi dekhaa kay uc nay yeh btyaa ho lakin app ko uc bnday kay chart par wo wazeh tor por nazar ajaye ga - to chaloo sab say pehlay app ko monthly time frame main support resistence draw karne hain lakin jo price kay nazdeek hoo uc par draw karein support aur resistence takeh app ka chart saaf rhay aur aik up ya down trendline draw karein price jc k qareeb hoo - agar monthly timeframe main pin bar hay to aik dam say sell nahi karnaa apko blkay daily pay intezaar karein kay koi candlestick pattren banay tab sell karnaa hayya buy karnaa hay - app ko chahye kay app weekly pay bhi dekhein aur kuch trendlines lagaa dein main zaror aik pic attach kar detaa houn takeh app ko wazeh nazar aye - aur uc kay baad daily main dekhnaa hay - apna h4 ko bhi miss nahi karnaa uc ko bhiu lazmi dekhna hay q kay jitnay short time frame main nazar ayee to daily main bhi uc ka wazeh farq pday ga
    misaal app ko nechay kay photos main mil jayee ge

    [ATTACH=CONFIG]4246[/ATTACH]
    [ATTACH=CONFIG]4247[/ATTACH]
    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha bath ke ha ky bhatren planning kaya ha to ma AP ki bath sy bilkol agree krta ho kau ky ager him log zayda mhnat krty ha to hi him log achi planning kr paty ha or ager hmari planning achi ho gye to to hi him log acha profit bna skty ha
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Click image for larger version

Name:	sr7.png
Views:	1
Size:	25.2 کلوبائٹ
ID:	12318679 dekhain dear members jesay jay bhai nay bhi pictures dee hain to mai bhi aap kay saamnay kuch pictures rekhna chahoo ga jesay kay aik yeh hay jesay kay aap daikh saktay hain kay her month kay graph may aik na aikmajour supprt point ya support level hota hay issi tarah aik majour sell point ya resistence level hota hay or ager yeh points draw kerkay daikh liye jaaayain to trading may aasani hogi lekin iss kay liye daily chart per bhi nazar rakhna bohat zaruri hay maslan Click image for larger version

Name:	LinRegChannelES1yr6mo.gif
Views:	3
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12318680 issi tarah ager aap daily daily chart may aap buy or sell kay points find kerna chahtay hain to aap simply aik regression channel draw kerain ager regression channel or monthly chart may same signal ho to aap buy kerain or acha profit haasil ker saktain hay
      • #4 Collapse

        sab say phaly ap ko yahan say ignaore karnay wlai stratigy par nazar rakhana ho gi jis say ap ki wroking ko kfai zayda ahmiyat mill skti ha ap ki performance sab say auchy wali ho jaye gi ap ko kaam karnnay may maza ayae ga sab ko adventage mill skye ga
        • #5 Collapse

          app ki trading strategy useful hony key sath profitable be lagti hay hamy indicators key sath sath market ko self base par be analysis karny ki koshish karni chaye, indicators ya strategies par hi depend nahi karna chaye, traders ka expernice tab hi improve ho ga jab wo self base par apni strategies ko use karny ki koshish karen gey,
          app ki trading strategy me market ko overall analysis kar key apni be strategy be include ki hay ye achi strategy ban gai hay magar es me kami ye hay key es me support level aur resistance level ko app ne ignore kar dia hay.
          • #6 Collapse

            Brother aapnay kafi detail sy hmary sath ye analysis aur strategy ka tareeka kaar share kia hay aur main aapki es baat sy itefaak karta hun kay jo aapny btaya ha k sab sy pehly weekly aur phir us kay baad daily aur suru main monthly chart bhe aapny share kiya aur wahan par trend line aur support aur resistance ko identify kia hay. Aur us kay baad aapko 4H main bhe lazman analysis karna chahey jis ka aapko bht faaida ho sakta hay. Sirf meri request aap sy ye hay k jab aap es tarha sy koi strategy ya analysis hmary saath share karin to phir us ko thora clear aur paragraphs main likhin jis sy hamko samjhny main zayda asaani hoge aur reader ko bhe acha lagy ga.

            Rahi baat analysis karny aur seekhny ke to wo aapko lazmi kisi friend, teacher ya online learning sy seekhna he hoga. Aur phir us ko samjhna ho ga kay en analysis sy market ke movement kis wajha sy up ya down hoti hay. Phir In sha Allah aap aur main achy trader ban jaain gay.
            • #7 Collapse

              Re: behtreen aur ignore kia janay wali stretegy

              Support aur resistance aik boht hi ahm aur mashoor trading strategy hay. que kay jab bhi koe new trader forex trading main ata hay to wo yeah zaror study kerta hay kay support aur resistance kai hoti hay aur yeah kis trah say kam kerti hay. is main koe shak nahi hay kay support aur resistance kam kerti hain. lakin is say achi trade kerna har trader kay bas ki bat nahi hay. que kay some time trader support aur resistance ki waja say loss main chala jata hay. aur some time profit earn kerta hay. is liye is trading strategy ko follow kerna chahye aur is say profit earn kerna chahye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: behtreen aur ignore kia janay wali stretegy

                Bhai jaan aap ne bilkul theek Nahin kaha hai main aap ki baat se bilkul agri nahi karta hoon Kyunki Yahan Par behtarin jawab dogi isse Jyada Se Jyada bonus Diya jata hai agar aap ka jawab mein bahut jyada information Hogi Tu Hi aapko Jyada bonus Milega aap apni post ko Jyada Se Jyada information wale Karen

                اب آن لائن

                Working...
                X