Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

    jo bhe samjhdar trader hoity hain our jo us business ko seikh jaty hain to wo to uyahi keryt hian k apny pesay bank say nikalwa k forex main invest ker dity hain koin k us main app ki money aik to safe ho jate hai oru dosara ap ko us k oioper ache income shuro ho jati hai to pesa para rhenay say lagana behtar hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

      Dear friend ap ny both acha question kea ha ap ko chae ha ap k pass jtni saving ha us ko bilkal safe jaga means ghar ya bank main safe rakheny or apni saving ka sirf 30 percent invest kareny or baqi alada rakheny us k istamal na karny jo ap ki savings 30 percent invest karty han to us k ley ap ko apny mind ko bi ready rakheny or investment sy pehly ziada sy ziada ache tahra learning or practice karny jis humy ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho ga or hum easily successful ho sakty han is ley apni saving jahan bi hon uny safe rakheny ta k investment agr loss ni hoti ha to humy koi farq ni parta ha or agr loss ho jay to bi baqi saving to safe hon ge is ley humy forex trading main knowledge or experience hasil kar k trading karni ho ge
      • #18 Collapse

        Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

        Business aur savings mai bohat faraq hai. Business mai woh paisay lagaey jatey hain jo savings say extra ho ya phir pehlay business kia Jata hai uss kay baad uss mai say savings ker kay bank balance banaya Jata hai. Iss liye ye bohat qaabil e ghour baat hai kay bank mai kon say paisay rakhnay hain ya business kinn paisoo say kerna hai. Forex trading business ki reliability tou bohat ziada hai laikin iss mai investment kernay say pehlay forex ko seekhna bohat zaruri hai. Business koi bhi ho uss mai profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai. Iss liye sub cheezoo ko daikhna chaiye. Bank mai paisay save rehtay hain laikin woh barhtay nahi hain bulkay nikalwa kay kharch kernay say Kamm he hotay rehtay hain laikin business mai laganay say use bhi hotay rehtay hain aur barhtay bhi rehtay hain. Forex trading mai apni saari jamaa punji nahi lagani chaiye. Bulkay pehlay small investment say business shuru kerna chaiye phir experience aur skills barhanay kay saath saath investment bhi Barha laini chaiye
        • #19 Collapse

          Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Bank main agar agar paisa rakha jaay to us main aur forex main invest kiya jay us main kitna fark hay aur dono ma behtar kon sa ha?
          Forex trading Ek bahut hi Jabardast karobaar hai isliye main agar aap apni ko dalna Chahte Hain To aap ke upar depend karta hai agar aap is Karobar ko acche tarike se understand kar lenge aur iski Jankari Hasil karne ke bad ismein kam Karenge to aap apni chhale rakam ko bhi ismein dalva kar kaam kar sakte hain lekin main Yahi kahunga Ke Jab tak aapko acchi Jankari Hasil Na Ho Jaaye aapko Aisa nahin karna chahie Kyunki main bahut Sare log Aise Dekhe Hain jinko isase karobaar Ki acchi Jankari Nahin Thi aur unhone apne bahut Sare paison ko Jaya kar diya hai isliye pahle iskaba ko acche tarike se sikhen jo ke Hamen form aur insta Forex ki taraf se mauka diya Gaya Hai Is Se fayda uthana chahie aur affiliate program ke tarike se is Karobar ko Sikh Lena chahie
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
          • #20 Collapse

            Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

            Dear friend Mere Khyal se bank Mein paise Pade Rahana acchi baat nahin hai bank se aap Agar property Na Chahe to vah Islam Mein haram hai lekin Agar Vahi paisa aap Forex trading Mein Lagate Hain aur Forex trading Mein first Achcha experience Hasil kar le aur experience ke bad aap Agar trading Mein kam lot size use Karke bhi training karte hain Iske trading Karte Hain To fir bhi aap acchi earning Hasil kar sakte hain aur Buddh se Pak aur Achcha profit Hasil kar sakte hain joki aap ki Life ko bhi battar Bana sakta hai aur Islam mein halala bhi Karar Diya jata hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

              Forex market me ham etni investment na to kar sakty hey aur na hi karni chaye jetni overall amount hamary pass majood hoti hay, agar apni all real money Forex business me hi invest ki jaye aur trading me ye loss ho jati hay to per hamary ley es money ki recovery ki bahot mushkil ho jati hay, Forex market me etni hi investment achi samji jati hay jetni ham afford kar sakty hey, bank me money apni zarorat pori karny key ley be honi chaye, agar jetni be money hamary pass majood ho aur trading me ham ghalti se ye loss kar lety hey to apni zarorat pori karny key ley hamary pass koch be nahi bachy ga.

              اب آن لائن

              Working...
              X