Jaiza: Loss Responsibility
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Loss Responsibility

    g han bhai jan ap ny bilkul sahi ba ki hai main apki bat bilkul sahi hai jub tak hum apny loss ki responsibility ko khud lena chaye q k jub bhi hmain loss hota hai hmari apni galti se e hota hai tu bahtr yahi hai k aghr hum apni tarding main loss hony i wjah chek karen tu hum apni trading main loss ko recover kar skty hain or aghr hum es ko balme karty rahen k hmain loss forex ki wjah se hota hai tu hmain kbhi bhi loss ko recover karny main asani nahi hoti hai es liye apko chahye k paly loss ki wjah ko talash karen os k sath hmain apny loss ko recover karny maina sani hot hai or hmain loss bhi recover ho jata hai hmaisha apny loss ko soch smjh k sath recover karen kbhi bhi jald bazi mai loss ko recover na karen na he recover hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Loss Responsibility

      Trading kay doraan iss barey mai traders kay mukhtalif concepts banay huay hotay hain. Kuch traders jo learning aur knowledge haasil kiye baghair tardung shuru ker laitay hain woh ye samajhtay hain kay trading market unhain loss daiti hai halakaay koi bhi trade na tou khud open ho sakti hai aur na he khud say koi trade close ho sakti hai iss liye market ya trading terminal ka loss mai koi role nahi hota hai. Mistakes aur wrong trading her trader khud kerta hai aur responsible bhi trader khud he hota hai. Forex market mai kaam kertay huay loss honay kay baad trader ko sub say pehlay apni ghaltioo ko dhundna chaiye kiyu kay ghaltioo ko dhundnay baghair uss ko correct nahi kia jaa sakta aur na he future trading ghaltioo say clear ho sakti hai. Iss liye her trader ko apni ghalti ki zimadaari khud laini chaiye
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Loss Responsibility

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Trading me loss ki Responsibility traders ko lena chaye aur traders ko accept karna chaye key loss us key mistakes aur wrong trading decisions leny ki waja se howa hay
        agar traders loss ki responsibility hi nahi len gey aur loss ka blame forex market ya broker ko den gey to mery khayal me esy traders kabi be apni mistakes ko control nahi kar sakty
        loss expert traders ko be ho jata hay magar expert traders hamesha apny loss ki responsibility lety hey aur khud ko hi blame karty hey expert traders key knowledge aur expernice key improve hony ki waja be yahi hay aur esy traders forex market me long time survive kar sakty hey.
        Ji Bhai Jaan aap bilkul theek kah Rahe Hain Jab market Mein Hamen loss hota hai to is ki responsibility Hamen Khud Hi Le leni chahie Kyunki Hamen nuksan Hai Jab hi Hota Hai Ajab Ham Koi mistake karte hain ismein Kisi Aur ki koi Galti Nahin Hoti hamare pass Se Hi Koi Chhoti ya Badi mistake Ho Jati Hai Jiski vajah se Hamara account Hamen lost de raha hota hai isliye koshish karen ki market ko pahle acche tarike se analyse Karen Jab isko acche tarike se samajh len to apni trade ko open Karen Aur Ek Baar Jab trade open ho jaaye to jaldbaji se kam na Karen balke market ki proper movement hone De aur FIR apni trade ko close karne ke bare mein soche agar loss Jyada Hi To Hai hedging strategy ka use Karen Nahin to apni trade ko small loss Mein Hi close kar den
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

        اب آن لائن

        Working...
        X