Jaiza: trading process par focus karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trading process par focus karna
    traders agar apni trading process par focus karen gey to me yakeen se kehta hon key market me profit app ki esi process ko follow karen gey, traders ko profit par kabi be focus karny ki zarorat nahi, traders forex market me millions dollars earn karny ka dream dekty hey magar bahot kam traders hi es me kamyab ho sakty hey jes me esy expert traders be hey jo highest trading ka expernice rakty hey,
    quickly earning hi traders key loss ka sabab ban jata hay, agar traders apni trading process ko improve kar len gey to mery khayal me trading forex market se millions dollars earn karny me jald kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha bath ki ha ky trading krty waqat him sub logo ko trad per focus krna Chaya kau ky jtna zaya him log tradiTr per focus kre guess itny zayada kamyab trader han skty ha or acha profit bnana skty ha or bhi jitni achhi planning ho gye or jtna zayda time him log trading ko dy gye itna zayada profit bna skty ha or Kamyab trader ban skty ha
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      jitna ap yaahn say ap apnany kaam par focus karyen gay ap ki marekt may earning karnay ki skill or b taiz ho jaye gi kaam ko ap easily method k sath samjh skhyen gay ap ko yahan say kafi zzayda earning method nikal skyen gay ju k ap k lye best ho gay
      • #4 Collapse

        My dear friend aapnay aik acha jaiza pesh kia hai trading par foucas karny kay baary main aur main aapke baat sy agree karta hun. Aur main just apna aik point aapsy share karna chahun ga.

        Profit Par Nahi Trading Par Tawajha Dein:

        Aksar suru main traders ke ye aadat hoti hay kay wo just aik cheez par nazar rakhty hain. Aur wo hay profit. Aap agar sirf apny profit k chakar main pary raho gy aur achi tarha sy trading par tawajha nahi do gy to kabhi bhee aap aik achh expert trader nahi ban sakty. Lekin agar aap suru sy he apna target yehi rakhin kay aapny aik acha trader aur kamyaab trader ban'na hai to phir sirf aur sirf apni trading par tawajha dain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: trading process par focus karna

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          traders agar apni trading process par focus karen gey to me yakeen se kehta hon key market me profit app ki esi process ko follow karen gey, traders ko profit par kabi be focus karny ki zarorat nahi, traders forex market me millions dollars earn karny ka dream dekty hey magar bahot kam traders hi es me kamyab ho sakty hey jes me esy expert traders be hey jo highest trading ka expernice rakty hey,
          quickly earning hi traders key loss ka sabab ban jata hay, agar traders apni trading process ko improve kar len gey to mery khayal me trading forex market se millions dollars earn karny me jald kamyab ho sakty hey.
          Assalamu Alaikum ji bilkul bhai aapne bilkul theek Baat kahi hai ki Humne apni trading process par bahut jyada aur karna chahi Aur Is par focus karna chahiye Agar Ham trade open karne ke bad Apne trading process par focus Nahin Karenge aur laparwahi se kaam Lenge to office liye Hamare profit ke chances kam Honge aur loss ke chances Jyada Honge aur Aise Mein Agarwal great profitable trade ho rahi Hogi to use Hamein bhi ho sakta hai lekin ugramm focus Karenge to Jo trade Hamein profit nahi de rahi Hogi Woh Bhi Hamare liye profitable trade sabit Hogi yahi vajah hai ki agar aap Kamyab trading karna chahte hain aur ek Kamyab Businessman Banna Chahte Hain To aapko trading process par Gaur aur Sikar karna bahut zaroori hai Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: trading process par focus karna

            g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se agree bhi krta hun forex trading main har trador ki trading passon main es bat par hona chahye k wo apni trdaing ko kis trha se focus kar karty hain q k jub tak apka focus trading ko sikhny par nahi hga ap apni eraning bhi haisl nahi kar skty hain es liye apko chahye k aghr forex se kuj eran krna chahty hain tu pahly forex ki leraning karen os k bad ap apni trading karen or profit ko ecpect karen q k ap apni trdaing main tab he kamyb hoty hain jub ap os main bahtr karny ki khud koshish karty hain q k practice makes ka man perfect apki har mahnat apko apki trdaing main kamyb banny main apki help karti hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: trading process par focus karna

              bhai ap ny boht achi bat ki hai or main ap ki bat se sehmat bhi krta hun forex trdaing main har trador ko tab loss kam hota hai jub wo apni trading main focus rkhta hai q k focuc se he ap apni trdaing ko bahtr bnaty hain jis main ap har trha ki planing k bad trdaing karty hain planing se apko loss hony k chances kam ho jaty hain or ap os main acha profot eran kar lety hain es liye har trador ko chahye k apni trdaing k process par focus karen or yahi koshsih karen k hmain apni trdaing main kis trha loss kam hoga or ap kis trha apni trdaing main profot eran kar skty hain aghr hum khud en baton par focus karengy tu hmain apni trdaing main boht faiad hasil ho skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: trading process par focus karna

                insan jub koe kaam shuroe karta hy ya kesi bhi kaam ko shuroe karny ka irada karta hy to us ka aik hi nazrea hota hy keh main is kaam ky karny main kamyabi hasel karon or kaam yabi hasel kar ky is kaam sy jeetna zeyada ho saky naffah hasel kar sakon to us ki yeh koshesh hoti hy keh zeyada sy zeyada naffah kmaon to ub woh dikhy ga keh kon sa tariqah hy jes tariqy ko istemaal kar ky naffah zeyada sy zeyada kmaya ja sakta hy to jo us ko tariqah acha lagy ga to woh wohi tariqah apnae ga paisa kmany ky lie or usi tariqy par us ki zeyada tawajjoh ho gi to esi trah sy forex main jo sub sy zeyada acha tariqah hy forex main paisa kmany ka to woh hy rading karna jo banda forex main trading ky zariey sy paisa kma sakta hy woh kesi or tariqy sy ni kmaya ja sakta to is lie trading par tawajjoh dina zeyada zaroori hy or log is ko ahmieat dity hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: trading process par focus karna

                  Trading process par focus Karke Kashi kuch Hasil Kiya Ja sakta hai isliye Hum Log Jab Bhi Koi trade open karen to hum Logon Ko is President Yadav kab karna chahiye Agar Hum Log is par focus Karenge to hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: trading process par focus karna

                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main successful hony k liay both zarori ha k hum forex trading main market ki movement pe focus karny jab hum forex trading main market ki har movement pe nazar rakhen gy news ko dakheny gy or proper money management or risk free trading karny gy to humy ziada sy ziada profit ho ga is ley humy juldbazi ni karni chae ha or juldbazi main ya lalach main hum log bari trade lagaty han jis ki waja sy humy ziada loss ho sakta ha is ley humy lalich sy bachna chae ha or both ziada risk na lan ta k loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: trading process par focus karna

                      ye baat theek hai k ye market aik trader ko boht he profit dite hai our us main app aik din main unlimited earning apni investment k oper earn kerty hain ye bus app k analysis k oper hota hia our ap nay us ko kitna time deaya hai ager app nay acha time demo main kaam k doraan deaya hota hai to pher dosto usm ain app ko millioniar bnanay say koi nahe rook sagta ahi bus app ko apny oper trust hna chhay
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: trading process par focus karna

                        Jab koi business shuru kia Jata hai tou sub say pehlay uss kay lawazmaat ko daikha Jata hai aur unhain poora kia Jata hai. Uss kay baad business ko taraqi day kay uss say faiday uthanay ka socha Jata hai. Forex trading bhi aik business hai aur iss business mai traders iss baat ko reverse order mai laitay hain. Pehlay traders yeh sochna shuru ker laitay hain kay iss mai kitni earning hogi aur Kitna profit hoga aur kitnay din mai lakh Pati ya crore Pati bann saktay hain. Yehi say forex traders ki approach ghalat ho jaati hai. Jabb tak traders iss baat ko samjhay gay he nahi kay yeh bhi aik business hai aur business kay lawazmaat poora kerna zaruri hota hai phir he earnings ka socha Jata hai.

                        Forex traders ko iss business kay online honay ki wajah say koi bhi aisa kaam ya shart nahi poori kerni hoti jaisa dusray businesses mai hota hai kiyu kay iss business mai sirf aur sirf leanrin aur knowledge ko improve kerna aur practice aur experience ko ziada kernay ki he zarurat hoti hai. Forex traders ko apna focus trading pay rakhna chaiye iss Tarah ziada achay tareekay say business ko establish kia jaa sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trading process par focus karna

                          G Assalamo Aalekum ...
                          Dear app NY bhht hi zabardst baat ki hy k trending krty waqt trending par focus karna chahye iss sy humy bhht faida ho skta hy hmra acha bonus mil skta hy apko chahye k aghr forex se kuj eran krna chahty hain tu pahly forex ki leraning karen os k bad ap apni trading karen or profit ko ecpect karen q k ap apni trdaing main tab he kamyb hoty hain jub ap os main bahtr karny ki khud koshish karty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: trading process par focus karna

                            Kesi be traders key ley Forex learning process sab se difficult work lagta hay magar kamyab be wo traders hoty hey jo es process ko complete karty hey, learning process step by step complete ki jati hay aur es ka duration be long period ka hota hay es ley bahot kam traders es process ko pora karny me kamyab hoty hey,

                            1st step: Learning ka sab se pehla step knowledge ka hota hay har topic key bary me study kia jaye to tab ja kar ye process complete hota hay,
                            2nd step: Trading practice learning process ka second step hay jes me traders ko trading key basics ki information mil sakti hay
                            3rd step: Advance trading learning, jes me traders strategies, planing, fundamental analysis aur technical analysis se related knowledge hasil karty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: trading process par focus karna

                              Dear forex member aap nee ache baat ki Hai yahan par bohat sare members apna trading process behter bnane ki koshish nahi krty balky yeh sochty hain KY koi apna analysis share kre aur us ko istemal kr KY ache kamyabi ko hasil Kiya Jae aisa nahi krna chaheye yeh bohat he galat baat hai humen is tarha ki galti nahi krni chaheye Agar hum earning par focus krny ki bjae dosron KY analysis par focus krny ki bjae apny experience apni learning aur apny process ko Behtar bnane ki koshish kren to waqai mein hum bohat ache kamyabi hasil kr sakty hain aur ache earning ka target achieve krny mein Kamyab ho sakty hain is ky ilawa humen apna daily earning ka target Set krny ki koshish krni chaheye aur us ko achieve krny KY liye mehnat krni chaheye Agar hum apna daily target achieve krny mein Kamyab ho jaty hain to forex jaise behtreen business Mein ache earning hasil rna hmare liye koi masla nahi Rahe ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X