profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?
    agar andazy se trade open kar dia jaye aur ye trade traders ko big profit de to kia ye successful trading ho gi ya blind trading?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    agar andazy se trade open kar dia jaye aur ye trade traders ko big profit de to kia ye successful trading ho gi ya blind trading?
    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky ager him log wasy hi trad open kr Dy or wo profit ma chali jae to Kya wo successful trad ho gye
    Nhi Bhai Mary khayal ma ager him logo ko market ko analysis nhi krna ata or market ky trand ko find krna nhi ata to Mary Khayal ma wo successful trad nhi ho guess bilky blind trad ho gye jis ka him ko fida nhi ho gya sirf profit ka fida ho ga bas
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Forex market main successful trading hoti hi yeahi hai ky hamain trades open kerny per profit hasil hota rehy aur her open ki jany wali trade main profit hasil nehi ho sakta kyun ky forex market both directions main movement kerti hai aur apko open trade one direction main hoti hai tou profit hasil hony ky sath sath loss bhi hota hai tou successful traders aesy traders hoty hain jo at the same time kisi open ki jany wali trade main hony waly loss ko bhi recover ker lety hain apni equity bhi maintain rakhty hain aur profit bhi hasil ker lety hain yeah successful trader ki nishani hoti hai warna sirf profit tou her trader chahy new ho ya mater ho ker koi hasil ker hi Leta hai so successful trader banany ky liay apko forex trading ka complete knowledge aur experience hona bahot zaruri hai apko pata hona chahiay ky analysis kis terha liay jaty hain konsy points hoty hain jahan per market just one direction main move kerti hai konsi news market per kis terha ka effect kerti hai agar in sab ko ap achi terha read ker lain tou apko loss bahot kam aur profit hasil hony ky chances bahot zyada hoty jaty hain
      • #4 Collapse

        Nahi mera jawab hai.

        Wajha:

        Uski wajha ye hay kay aap 1 ya 2 ya phir 10 trades main profit hasil kar lain to es ka matlab har giz nahi hay k aap kamyaab trader hain. Balkay es ka matlab ye hay kay aap lucky trader hain. Us ke wajha bilkul sada hay.

        Agar aap koi bhe trade buy ya sell open karty hain aur us main aapko profit to hota ha lekin aapko ye pata nahi hota k ptofit apko q hua aur aap ny market main entery kis point par le aur exit kis point par huy. To aap ko kamyaabi to kia next time aapko es profit se zayda loss ho sakta hay.



        Aik kamyaab trader aur aur acha trader ham us ko kahin gy k jis ko pata ho kay wo market main enter kider ho ga aur ko sy halaat ya point par market se out hoga. Har kisi ka apna point of view ho sakta ha lekin mera khayal mane aapko bataya jis sy aap bilkul iktelaaf kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          dear app na acha swall kiya hy and jo app nay swall kiya hy ais ka jawab to nahien ma hy lkioun ky aisy profit lany waly log tuky py trade kar rahy hoty hy ais tarah ager aisy trader trade ker bhi laien to ais bara loss un ka wait kar raha hota hy ais liye aisy trader ko app sucessfull trader nahien keh sakty
          and ais ky mykablly may wo trader jo apny analysis ki base py trade karty hay and profit gain kar rahy hoty haie and un ki trade ka result positive hota hay yani loss sy profit margin ziyada hota hy aisa trader sucessfull trader kehlata hy mery khayal ma ais lie tukey py trade karny kay bajayee apny analysis py kaam karien start ma loss ho sakta hy likin ais ka faida app ko badd ma wakt guzarny ky saath saath nazar aata hy
          • #6 Collapse

            Dear members forex trading ma profit earn krna he hamara basic purpose hota hai isky elawa
            2nd purpose account grow krna hota hai
            3 purpose hamara market ma experience skills aor market ko qabu krna hota hai jo ky waqat ky sath aor mehnat sy ata hai market ma log investment krty hain ta ky hum yhan sy kch na kch ewrn kr sken forex market aisi to hai nahi jis ma ap mils aor factory etc bna ky wahan py aik acha business set up bna sken gay market ma all and all prifit he hai ya account grow hai market ma uncertain bht hoti hai aj apka din to kal market ka market hum sy chen leti hai deti kam hai so apko yahan py dreams ko realities ky sath dekhna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?

              GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur Aise Kisi country ki production nahi karna Kaise Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko kya kehte hain aur Jis Ke country ki Jid pe jyada ho Wahan ki country economy class se Kafi better hoti hai aur vah country Turkey avastha Malik Ne Sumar Hoti Hai Jis country ki Hoti Hai vah country acchi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?

                forex main kaam karny wala ho ya pher kesi or karobar ko karny wala ho to us ka maqsad us karobar ko karny ka yahi hota hy keh us karobar ko kar ky us sy naffah kmaya jae taqeh us main naffah kma kar apna roz gar cgalayas ja saky har karobar karny waly ka maqsud yahi hota hy to jub hum kesi bhi kaam ko karny ka bead us sy naffah hasel kar lien gy to us karobar main hum apny ap ka kamyab sajhin gy to forex main bhi yahi baat hy keh jo banda forex ko joaen karny ky baed us sy naffah kma ly ga woh naffah chahy postin karny ky sath kmaya ho ya pher woh naffah koe trading kar ky kmaya ho bahar haal woh naffah ho loss na ho to hum us naffah kmany waly ko kamyab tradar kahin gy is wajjah sy keh us ny apny maqsud main kaamyabi hasel kar li hy
                • #9 Collapse

                  Re: profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?

                  dear wesy to forex ek earning way ha kiyon kay is mein log earning kaynay kay liye he work kartay hein is liye jo bhe acha daily profit karta ha wo ek successful trader he kehlata ha kiyon kay forex mein work karnay ka sahi maqsad sirf or sirf acha profit he hasil karna ha agar wo trader khud he is say hasil kar lay to is say bohat he achi earning kar sakta ha or is mein kamyab profit earn kar sakta ha so forex mein basic learning ka hona bohat he zarori ha tabhi ap is mein achi earning kar sakty hein or apni life ko change kar sakty hein is liye forex mein acha experience hona he sab say bari bat ha kiyon kay forex ko basic or acha experience he apko kamyabi dilwa sakta ha jis say ap easy success hasil kar sakty hein so hard work to get success easy in forex work
                  • #10 Collapse

                    Re: profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?

                    Agar Hum Log lagatar kamyabi se profit hassil kar rahe hain to yeah Hamari mehanat ka hi natija hai isliye Agar Hum Log kamyabi se profit Hasil kar rahe hain toh hum log Apne aapko Ek accha traders samajh sakte hain Jiske Hum logo ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai isliye Agar Hum Log abhi se Prophet Hazrat kar rahe hain to Fir Hum logo ko apne aap ko Kamyab trader samajh na chahi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: profit earn karny ko hi kia ham successful trading keh sakty hey?

                      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea ha ha jb ham koi trade andazy sy open krty han or us ka hamy profit mil jata hy to ye successful Trading k bjaiy aik blind trading ho gi q k ham ny anylyses ko pahry bagar or sochy smjy bagar trade open ki hy to ye aik br to ap ko profit dy ga mgr agli br b ap andazy sy trade open karty han to ap ko kbi b profit ni ho ga sirf loss hi ho ga is liay phly forex ko zyada sy zyada study karan or anylyses ko pahrh kr trade open karan ta k ap ko loss na ho profit ho or ap successful traders ban skan forex andazy sy ni chlta asy ye ap ko kbi profit ni dyta forex asa business hy jis m jitni zyada mehnat ho gi utna hi profit ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X