Jaiza: without indicator trading strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: without indicator trading strategy

    Thank you brother aap ki vajah se market Mein indicators ke bagair market ko Jogi karne bare mein maloomat Hasil Hui Hai Is Se Pahle is bare mein nahin Jaanta tha lekin aap ki posting ki vajah se isase Badi maloomat Hai hui hai aur bahut jyada fayda hai Agar market ko candles ki Jari movement ke bare mein read karna a Jaaye to aap hi Achcha trade Ban sakte hain aur mere Khyal Se Hindi cartoon trading karne wala sex frustrating mein bahut hi jyada seen Ban Sakte
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: without indicator trading strategy

      Without technical indicator key be ham candlestick chart pattern key base par achi strategy banany me kamyab ho sakty hey, agar ham news par hi consider kar key trading karen gey to per be hamy kesi indicator ko use karny ki zarorat nahi pardy gi, indicators market trend ki information key ley hi agar use key jaye to esi condition me ye kesi had tak traders ko market samjny ka muqa de sakty hey magar jab traders fully technical indicators par depend karny lagty hey to wo es key baghir koi be trading strategy banny me kamyab nahi ho sakty es ki waja ye hoti hay key traders hamesha indicators ko use karty howy shortcut way se hi strategy banny key addi ho jaty hey.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: without indicator trading strategy

        Forex trading mai MT4 trading terminal kay tools ko use kerna ya na kerna trader ki apni marzi hoti hai. Mujhay aik saal say ziada hogaya hai laikin abhi tak mai nay kisi aik trade mai bhi indicators kabhi use nahi kiye hain aur na he bohat say dusray tools use kiye hain phir bhi achi trading ho rahi hai. Trading kay tools ko use kerna ya na kerna trader ki strategy pay depend kerta Hai. Jo trader market read kerna seekh laitay hain unhain indicators ki zarurat nahi rehti kiyu kay indicator bhi khud movement nahi Bana rahey hotay bulkay market ki he previous movements ko calculate ker rahey hotay hain aur future ki trading kay andazay he laga kay Bata rahey hotay hain tou yehi kaam aik trader khud say manually bhi ker sakta hai jiss mai koi masla bhi nahi hota hai. Indicators kay baghair trading kerna indicators kay saath trading kernay say ziada asaan hota hai kiyu kay bohat say traders ki itni ziada education ya experience nahi hota kay woh indicators ko jaldi samajh sakain.

        اب آن لائن

        Working...
        X