Trend ko find kesy kryen ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trend ko find kesy kryen ?

    Trend is friend in forex trading. To kamyab traders hamesha trend ko follow kar k hi trading kartay hian is lye sab se pehlay trend main 3 qisam k hotay hain jaisay
    == Bullish ya up trend: jis ma market uper ki direction ki taraf move karti ha
    == Bearish ya down trend: is ma market down side ki taraf move karti ha
    == sideway ya range bound jis ma koi wazih trend ni hota
    Trend ko pechnanay k tools:
    == Trend line: chart pe trend line ko draw kar k ham trend ko identify kar saktay hian
    == D1 chart ko read karnay se bhi market k main trend ka pata chal jata ha
    == Pivot line: agar market pivot line se uper ho to bullish ha aur agar necchay ha to bearish trend ha
    == Moving average: jab moving averages aik dosray ko cross kar k direction seedhi kar lain to trend ko identify kia ja skata ha
    == Parabolic SAR: yeh dots ki soorat hotay hian k agar chart k uper lagian to down trend aur agar nechay hain to up trend ho ga
    == candles ki formation se bhi pata chal jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trend ko find kesy kryen ?

      Forex market Mein kamyabi Hasil karne Hetu iske liye Hum logo ko sabse pahle Jo kaam karna hai wo trend find karna hai Kabootar and Hum Logo Ko Mil Jata Hai To fir Hum Log Aise Kafi achha profit nikal sakte hain aur hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai friend ko. Karne ki vajah Se Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X