Gold per trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold per trading
    Salam bhai mary khayal ma ager him log gold ma trading krty ha to him logo ko zayada fida ho skta ha kau ky golg ma loss or profit dosri currency ki nsbat zeyada hota ha ma apko ek achi analyse daine jarha hoon goly ko kis time sell kiya jai ya buy
    mere analyee k mutab app apne forex markeet main gold ko ziyada main ziyada sell per he rake keu k gold market main ziyada ta sell main he rehta hain or app buying tab se kare jab k gold 1390 se up jai or ri per kam kare or gold ko tab buy kar jab daily wali 73 se up ho or sell tab kare RSI daily wali jab rsi 28 se down hon ap ort tream main b noqsan nhn khae ge or he mid tram noqan khaie ge dear ap mere analyes ek bar ue kar k dakho syed apko noqsan requar hojai dear
    Is leya ager him log gold per trading kre gye or hmri planning achi ha or him logo NY mhnat ke Howe ha to him log gold per zayda sy Zayda profit bna skty ha
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    W SALAM, Friend me gold per trading kerta hun or gold mujhe bohat best lagta hai hum traders ko gold per trading kerni chahye q k yeh profitable hai kafi means achi trading kere to gold se earning achi hasil ho sakti hai or hum traders ko gold per but trading ache capital se kerni chahye or kam risk per trading keri chahye or capital or experience acha hone per gold per trading high risk per ker sakte hain.
    • #3 Collapse

      Dear ap sahi keh rahy hain agr ham gold par trading karty hain to ua mein loss aor profit 2no zyada hoty hain agr hum is mein planing k mutabiq trade karen to hamen acha profit ho sakta hay....Gold ki market mein movement zyada hotiii hay is liye is ehtyat sy trading karni chahiye.
      Last edited by ; 05-08-2018, 05:57 PM.
      • #4 Collapse

        g han dear lekin forex mein agar ap kisi bhe pair py trading kreen to kafi acha profit earn kr sakty hein lekin gold py is liye ap behtar profit earn kr sakty hein q k gold ki movement fast hoti ha or is mein market ek na ek din wapis wahi apni rate py ati ha or is mein agar ap 1000$ dollar k sath kam lot size use kro to kafi acha profit earn kr sakty hein or kamyab profit earn kr sakty hein is liye gold py apki achi trading apki life change kr sakti ha or kamyab profit dilwa sakti ha
        • #5 Collapse

          Dear gold par trading waisy to bahot asan hai aor ais mai ye bhi hai k hum ko profit bhi kafi zayda hota hai magar ais mai trade karny k liay jo kuch zarori hai wo mai ap ko batata hu.

          Gold Par lot Size:
          Dear jab hum gold par trade karty hai to hum ko chaye k hum apny account k hisab se ais mai lot select kry jaisy ap k pass 100$ ka account hai aor ap aus par trade karna chaty hai to ap 0.01 ki lot use kary gold par aor jab ap k pass 200$ balnce ho jaye tab ja k ap aus par 0.02 ki lot lagye kun k agar ap lot 0.02 ki lot 200$ se phly hi laga dy gy to ap ka account phans sakta hai ais liay ap ne jab bhi kaam karna ho to lot ka khas khyal rakhy.

          Gold wali trade par Sl/Tp
          Dear jab bhi ap ne gold par trade lagani hai to aus k liay ue bahot hi zarori hai k ap ais par Take profit aor stop loss zaror lagye kun k ais se ap ka account wash ni ho ga jab hum gold par trade lagaty hai to hum ko ye bhi pata hona chaye k gold Usd dollor k opposite chalta hai aor gold jab aik dafa moment start kar deta hai to aus time phir ye ni rukta.
          • #6 Collapse

            bhai gold aik aisee cheez hy jis ki trade ko her ko pasand karta hy ais ma loss and profit dono he ziyada hota hy and jaldi result bhi milta hy likin mery khayal ma gold per trade ky liye app ko pehly app sab ko apna capital ziyada karna chahyee tab he ap gold py achi trade bhi kar sakty hy and achi earning bhi ker sakty hy gold ma risk ko kam say kaam karny ky liye apna capital ziyada karien and lot size kam rakheen and newbies ko start ma gold ki practice demo py karni chahyee and gold ma trading ky liye experience ka hona boht zaroori hy and jab aik baar app gold ma experience kay bad capital bhi ziyada ker laien to ais sy achi ko trade nahien
            • #7 Collapse

              Dear ap nay gold ki Thread open kar ka ascha kya hai as say sub member apni apni gold ka bary main raay dia sakty hai dear glod ak khas trand main chlta hai aur ap as trand main rah kar gold say asch profit earn kar sakty hai lakn gold pay trading ka lay humry pass capital zyda hona chahy km say 1000$ tab ja kar ap gold pay successful trade kar sakty hai humy gold pay long tream trade karni chahy jasa ka ap MT4 ka weekly chart daky to ap ko trand nazar aa jay ga ka glod nay katni movement ki hai aur kas price tak ki hai weekly chart main hum dak sakty hai ka 20 Nov 2016 tak down trand rah hai aur Golg ki price 1120 thi us ka bad up trand shoro ho gay tha aur as nay 27 Aug 2017 ko 1356 ko tach kya 27 Aug 2017 ka bad pher gold down shoro howa aur as nay 1234 ko 17 Dce 2017 ko tach kya aur pher up trand main chala gya aur 1365 ko 21 Jun 2018 ko tach kay aur pher down trand main aa gay as say ya pata chlta hai ka gold ki trading boht aschi hai agher hum long tream ko follow karty hai aur wo bai zyda capital ka sath main kuch pic up load kar rah hon ap an ko chak kar sakty hai agher ap ka pass 1000$ ki investment hai to ap trand ka sath gold ko sell aur buy kar sakty hai lakn ap km say lots size use kary gay to ap apny account ko aschi trah manage kar saky ga 0.01 ki lots size trading ka lay boht aschi hai.
              Dear main ya Weelky trand ka analysis kya hai ap as ko chak kar sakty hai.
              Click image for larger version

Name:	Screenshot_18.png
Views:	1
Size:	91.5 کلوبائٹ
ID:	12318614
              Dear ya analysis Monthly trand ka hai ap as ko bi chak kar sakty hai.
              Click image for larger version

Name:	Screenshot_17.png
Views:	1
Size:	77.3 کلوبائٹ
ID:	12318615
              • #8 Collapse

                Gold

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
                Salam bhai mary khayal ma ager him log gold ma trading krty ha to him logo ko zayada fida ho skta ha kau ky golg ma loss or profit dosri currency ki nsbat zeyada hota ha ma apko ek achi analyse daine jarha hoon goly ko kis time sell kiya jai ya buy
                mere analyee k mutab app apne forex markeet main gold ko ziyada main ziyada sell per he rake keu k gold market main ziyada ta sell main he rehta hain or app buying tab se kare jab k gold 1390 se up jai or ri per kam kare or gold ko tab buy kar jab daily wali 73 se up ho or sell tab kare RSI daily wali jab rsi 28 se down hon ap ort tream main b noqsan nhn khae ge or he mid tram noqan khaie ge dear ap mere analyes ek bar ue kar k dakho syed apko noqsan requar hojai dear
                Is leya ager him log gold per trading kre gye or hmri planning achi ha or him logo NY mhnat ke Howe ha to him log gold per zayda sy Zayda profit bna skty ha
                Goldman trading karne ke liye aapke paas bahut jyada capital Ka Hona lazmi Hai Itna Jyada Aap Yahan Par capital Hoga aap God mein kuch nahi Zyada acche se entry Laga sakte hain market ko acche se samajh sakte hain wo kaam mein bahut jyada positive trend Leke yahan par aa sakte hain jhoka aap ko kaam karne mein help Karega
                 
                • #9 Collapse

                  gold par kaam karyen or ap yahan say buhat auchy say ap loog yahan say apnay account ko manage kar skty han or ap apnay lye yahan say kuch na kuch yahan say get kar skty han or ak auchy wala plate forum b yahan say mange kar skty han
                   
                  • #10 Collapse

                    es me koi shak nahi key gold me trading karny ka traders ko ye advantage hota hay key wo other currencies pair se zeyda gold me profit earn kar sakty hey, gold me esy traders ko hi trading karni chaye jes ka expernice es level ka ho key agar un ko loss be ho jaye to wo es ko recover karny ki Capacity rakty ho, loss ko recover karny ki capacity agar traders me hon gi to us ka gold me trading karna zeyda behtar sabit ho sakta hay, gold profitable hony key sath high risky pair be hay agar ham se trading me tordi si be mistake ho gai to hamara account gold ki trading se bahot kam time me wash ho sakta hay.
                    • #11 Collapse

                      Bahut Log Yahan Par working karne ke liye go to Papa Kehte Hain Jis ki wajah Hai Iski movement Mein Woh Bhi Jyada Speed ke saath Tej Ho Jati Hai Isme kaam Bhi Hum easily kar sakte hain hum sab log management bhi kar sakte hain isko acche se find out karna bahut log bhi ho jata hai Hamare Liye
                       
                      • #12 Collapse

                        Salam bhai ap ny sahe kaha ha lekin mn add krna chahon ga k new trader be gold pr na kren trade qk gold pr sahe profit long term mn ata ha or woh shuru mn bht mushkil ha is leye ap slow moving pairs pr kam kren or 1 h 4 h frame mn zada kren kam
                        • #13 Collapse

                          buhat say loog yahan say zayda speed k sath working karnay kl ye gold par kaam kar skty han jis ki waja ssay wo yahan say auchy kaam karnay ki bajaye yaahn say wo loss he kar jaty han or yahan say kuch b earning nahi kar paaty han is kaam ki waja say
                           
                          • #14 Collapse

                            Aslam o alikum Dear friends Instaforex mein zayda say zayda log gold trade open karty hey Koi euro usd ka trade open karty hey. Mein apko ye advice dena chahta ho k konsa currency pir mein apko experience hey wahi currency pair pa trade open kar lay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gold per Trading
                              Walakum Salam han bhai forex trading mein god per trading krna hmein boht acha profit deta he aur hmein trading mein gold ko ache tareeqe se analysis krna hota he aur hmein apne trading mein gold ke sahih trend ko smjhna aur trend ko he follow krna zarore he aur hm apne forex trading mein sahih time pr gold mein buy krein aur sahih point pr sell ka order lagaein aur hmein gold ke lie jo technical analysis ke indicators hien un se rozana gold pair ke sahih price movement ko smjha krein aur hmein forex trading mein gold ke up down hone ke wajohat ko smjhna he aur hmein apne trading mei jb gold ke pair ke sahih trend ko smjhne ka tareeq ho ga aur hm gold ke trading mein sahih time pr apne order lagaein ge to hmein saf bat he gold ke trading mein acha profit hasil ho ga aur hm apne trading mein gold ke trading ke lie ache investment krein aur ache planing se kam krein to hmein gold se boht acha profit asane se mil skta he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X