Jaiza ; kuch cheezain joke demo say nai learn ho sakti.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza ; kuch cheezain joke demo say nai learn ho sakti.

    demo account main hum trading k expiernce ko haisl karty hain jis main hmari trading method ki practice hoti hai jis se hum market ko follow karny ki practice karty hain q k jub hum demo account ko use karty hain tu hmari trading palns or trading startgy hmary pass kitni hain osko hum aik trha se test karty hain or money mangemngt ki aghr hum bat karen tu hmary liye money mangemnt main take profit staop loss or lot size ka mattr hota hai jis main aghr tu hum sahi traha se set kar lety hain tu hum apni trading ko secure kar k achi or miyari trading kar skty hain or hmain profot milny k bhi chances hoty hain jub hum money manegemnt karty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza ; kuch cheezain joke demo say nai learn ho sakti.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
      g dear wesay to demo account (demonstration account) bohat zaruri hay iss ki ahmiyat say bilkull bhi inkaar nahin kiya jaa sakta lekin daikhain aaisi bohat si cheezain hain jokay ham sirf apnay real trading account say hi seekh saktay hain ye demonstration say seekhi to jaa sakti hain lekin koi seekhta nahin hay misaal kay tor per

      1- Money management-
      daikhain dear members money management aik aisi cheez hay jo kay ham log demonstration say seekh to saktay hay lekin nahin seekhtay kiun kay demonstration may hamari real money nahin hoti to ham har kism kay loss ko ignore kerdaitay hain or duusri baat yeh kay hamaray paas demonstration account kay ander capital bohat ziada hota hay minimum bhi 3000 dollars hota hay jabkay real may average logo ka capital 300-400 dollars say ziada nahin hota

      2- Trading plan-
      dear doosri cheez jo kay mainay observe ki hay kaybohat say traders demonstration account kay ander apna aik proper trading plan hi nahin bana paatay uss ki bhi yehi wajah hay kay hamaray paas capital bohat ziyada hota hay iss tarah ham loss cover ker letay hain lekin real may short capital kay ander rehtay hoay ham logon ko trading plan banana hota hay jokay ham 2-3 months may seekh jaatay hain

      Dear aap ka bhi ager iss baray may koi experience ho to zaroor share kerain
      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main demo account main kam sy kam balance 3000 hazar hota ha jab k real account main humary pass muskal sy 500 dollars hoty han jis sy hum us tahra trading ni kar sakty han jase demo account main trading karty han forex trading main demo account main hum log proper planning ni karty han bas trade open karty rehty han jase tuka lag gea to Tek ha warna loss to hona ni ha is ley hum log tensn free ho k trading karny or demo main ache earning hoti ha jab k real account main is k ult hota ha
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza ; kuch cheezain joke demo say nai learn ho sakti.

        Her aik cheez mery dost demo account sy learn ho sagti hai koin nahe possible haan ye us waqt mumkin nahe hia jab app us main demo ko serious ho k kaam nahe karien gay ager app apny sath sensior hain to pher app ko us main mini account jtina app real investment kerni hai utnay dollar ka open karein oiur aik trading plan banin k us k sath chalna hai risk itna ho our stop loss take profit ye ho ga to pher he app money management kerty hoey kamyaab hoon gay
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza ; kuch cheezain joke demo say nai learn ho sakti.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
          g dear wesay to demo account (demonstration account) bohat zaruri hay iss ki ahmiyat say bilkull bhi inkaar nahin kiya jaa sakta lekin daikhain aaisi bohat si cheezain hain jokay ham sirf apnay real trading account say hi seekh saktay hain ye demonstration say seekhi to jaa sakti hain lekin koi seekhta nahin hay misaal kay tor per

          1- Money management-
          daikhain dear members money management aik aisi cheez hay jo kay ham log demonstration say seekh to saktay hay lekin nahin seekhtay kiun kay demonstration may hamari real money nahin hoti to ham har kism kay loss ko ignore kerdaitay hain or duusri baat yeh kay hamaray paas demonstration account kay ander capital bohat ziada hota hay minimum bhi 3000 dollars hota hay jabkay real may average logo ka capital 300-400 dollars say ziada nahin hota

          2- Trading plan-
          dear doosri cheez jo kay mainay observe ki hay kaybohat say traders demonstration account kay ander apna aik proper trading plan hi nahin bana paatay uss ki bhi yehi wajah hay kay hamaray paas capital bohat ziyada hota hay iss tarah ham loss cover ker letay hain lekin real may short capital kay ander rehtay hoay ham logon ko trading plan banana hota hay jokay ham 2-3 months may seekh jaatay hain

          Dear aap ka bhi ager iss baray may koi experience ho to zaroor share kerain
          Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha demo account sy hum har chez ni seek sakty han par is main money management ko hum samnjy ki try karny chae humara account bara ho par lots size humy tohra rakhna ho ga tab he hum ache trading kar sakeny gy jab tak hum account main money management ni karny gy to humy loss ho sakta ha money management both zarori ha trading main is ley humy money management lazmi karni chae ha is k alawa bi humy planning or strategy khud banani ho ge or phr demo account main apply kar k practice karni ho ge jab money management or planning strategy humy kisi ache expert trader sy seekeni ho ge tab he hum kamyab hon gy
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza ; kuch cheezain joke demo say nai learn ho sakti.

            bhai aapane bahut achcha sawal Kiya damoh se Ham ismein experience to handle kar sakte hain aur ismein jyada se jyada knowledge to gain kar sakte hain aur ismein kuchh chijen aisi bhi hai Jo Ham damoh se nahin hasil kar sakte hain mere khyal mein apne makan mein sab kuchh nahin kar sakte hain lekin ismein sirf ek chij land nahin kar sakte ho yah ki awaz mein jab aayega trading karte hain to uska pressure hota hai aur aapka Paisa jyada hone ka khatra hota hai isliye aur gosht ko control karna chahie aur ismein naraj nahin karni hai to aapko nahin hotifeel free hokar post karte hain jiski vajah se aapko profit hota hai aur aap ismein achha achha puraskrit karte hain lekin jab aapke apne paise Lage hote hain to aapko demotions mein a jaate Hain jiski vajah se aapko loss hota hai isiliye humne ismein jyada se jyada confidence ke sath trade karni chahie aur mehnat karni chahie Taki Ham ismein successful ho sake sake aur ek accha profit gain kar sakte

            اب آن لائن

            Working...
            X