Jaiza : Law of supply aur Law of demand
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Law of supply aur Law of demand
    Supply aur demand ka market economy me most important fundamental concepts hota hay

    Supply: economic theory price aur quantity ka relation hota hay quantity ki supply agar zeyda ho gi to price be increase ho sakti hay

    Demand: buyers ko kitny quantity ki produced ya service ki desire (khuwaish) hoti hay ye economic market key supply graph se es ki identification ki ja sakti hay

    Law of Supply: Law of supply produced ya service ki quantities ki khas keemat par farokhat ko demonstrates karta hay, supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay.
    Click image for larger version

Name:	economics4.gif
Views:	2
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12461960
    Law of demand:
    Law of demand ko asan words me agar other factors equal hon aur market price higher hoty hey to produced ki demand bahot kam logo ko ho sakti hay, market price higher hony se quantity demands me kami ajati hay, peoples naturally produced ki buying avoid karen gey.
    Click image for larger version

Name:	economics3.gif
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12461961
    Last edited by ; 01-08-2018, 10:22 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab market Mein loss apply Hogi aur uske Sare Jahan Par depart veekam Hogi toh aapko chahiye kya huya par Jyada investment Na Kare agar aap Yahan Par Jyada investment kar lenge to aapko Yahan Par income generate nahi hogi Aap Yahan Se acche se income bhi kam karne ke liye use kar sakte hain aur aap ka kaam bhi Yahan Par Asar nahi hoga
    • #3 Collapse

      My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal jibb loss apply hogi to AP Kam sy kam ibveinvest kro kau ky is soorat ma AP sub logo ko buot hi Kam profit milta ha or jib AP ky high apply ho to is Sy AP zayada investment sy zayada profit hasil KR skty ho
      • #4 Collapse

        Dunyie ke sari markets supply aur demand kay law per he chal rahi hai aur inn mai prices ke movement b ziada tar supply aur demand kay up down honay ke waja say hoti hai .

        ager market mai kisi cheez ke supply ziada ho aur iss ke demand ya talab itne na ho jitne iss ke supply hai tu iss cheez ke prices neehay aa jain gee.
        isshe trah say
        Ager market mai ager kisi cheez ke demand ziada ho lakin iss supply kam ho tu phir iss cheez ke prices mai izafa ho jaye ga.

        Traders kay liye yeh bohot achi baat hai ke woh trading ke leraning kay liye economics kay basic concept ko samnjhain tu iss say in ko achi trading karnay mai b kafi madad mily ge.
        • #5 Collapse

          bhai ap ny boht achi post ki hai jo k hmary liye kafi informative hai forex trading main market aik aham role ada karti hai or market ki moving such main demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai forex market main morket ki mofing main demand or supply ki boht ahmiyat hoti hai jesa k aik currncy ki values main izafa ho rha jai tu es ka matlab yah hai k os molk ki chezun ki demand bhar rahi hai log maret ki traf bhar rhay hain tu es sorat main os chez ko buy karny se cha hai osko sell kar den q k logun ki demand main har consumer achi price par hasil kar sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

            Agar traders you feel kar rahe ho toh unko trading Nahin Karni chahi Kyunki Jab aap receive Karke trading Karte Hain To proper planning Nahin Karte aur loss ke chances increase ho Jate Hain Kyunki aap ko market share trend ki samajh nahi aati
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

              G ap ny sahi kaha hai law of demand and supply bohat effect hota hai market par agar supply zeyada ho jaye to price me kami ajati hai q k wo cheez market me zeyada ho jati hai is liye us ki price kam ho jati hai ta k market stable ho saky.
              Or is tarha hi jab kisi cheez ki demand barh jaye to to us ki price brha di jati hai ta k us ki demand kam ho jaye or us ki halat market me stable ho jaye.
              Agar ap demand or supply ko samjh ly to ap ko analysis me thori asani ho jaye gi or ap easily kisi pair ki value ko smjh jaye gy k up jaye hi ya down.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

                Agar Hum Log kis Mulk economic condition ko dekh kar trading Karte Hain To is Hum logo ko bahut hi fayda hota hai unke is hamlogoko law of supply and law of demand Ka Pata Chalta Hai Jis Se Hum Log trading Karke kaafi accha profit Hassan kar sakte hain
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

                  daily earning ka formula market me best time ka wait karna hi ho sakta hay koi other esa formula nahi hay jes key base par trading me daily regular profit earn kia jaye, daily hamari nazar esi news par honi chaye jes se ham conform 100% trading se profit earn kary, support and resistance levels se trading karna be best hay magar news ki ehmeyat es se kahi zeyda hay, news time me market fast hoti hay esy time me traders ko wait karna chaye, koi be esi mistake ya over trading nahi karni chaye jes ki waja se loss ho, kam profit earn karna acha hay zeyda loss karny se.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

                    Law of supply aur demand aik aik key indicator hay jis per kafi trader market main trading ker rahay hain. que kay ager ham chart per gehri nazar dalen to hamen pata chalay ga kay market kisi bhi chart main supply aur demand kay zone hotay hain jesay support aur resistance kay zone hotay hain. jab kisi bhi product ki demand aik high level per chali jati hay to us say wo product zayada produce hona shoro ho jati aur logo ki demand pori bhi ho jati hay aur jab koe bhi buyer nahi bachta to us cheez ki demand kam ho jati hay us ki value bhi down hona shoro ho jati hay. isi trah say supply zone bhi kam kerta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      Supply aur demand ka market economy me most important fundamental concepts hota hay

                      Supply: economic theory price aur quantity ka relation hota hay quantity ki supply agar zeyda ho gi to price be increase ho sakti hay

                      Demand: buyers ko kitny quantity ki produced ya service ki desire (khuwaish) hoti hay ye economic market key supply graph se es ki identification ki ja sakti hay

                      Law of Supply: Law of supply produced ya service ki quantities ki khas keemat par farokhat ko demonstrates karta hay, supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay.
                      [ATTACH=CONFIG]4051[/ATTACH]
                      Law of demand:
                      Law of demand ko asan words me agar other factors equal hon aur market price higher hoty hey to produced ki demand bahot kam logo ko ho sakti hay, market price higher hony se quantity demands me kami ajati hay, peoples naturally produced ki buying avoid karen gey.
                      [ATTACH=CONFIG]4052[/ATTACH]
                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jis ki demand ziada ho to us ki price auto pe up chali jati ha or isi tahra jis ki demand Kam hoti jati ha us ki price bi kam hoti rehti ha
                      Yehe waja ha k jab market main aik Chez majood ho or us ki demand bilkal na ho ya ho bi to both kam ho to market main is ki value kam hoti jati ha jab kisi ki value kam ho to auto pe price pe affect hota ha or price down hoti jati ha
                      Jab k market main koi Chez both kam ho ya na ho or us ki demand ziada ho to us ki value barti jati ha jab market main kisi chez ki value barti ha to us ki price auto pe bhar jati ha
                      Isi tahra forex trading main bi har pair ki value up down hoti ha is ki demand or supply k mutabiq
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

                        hum us ko fundamental main bhe diekh sagty hain our technical toor pay bhe supply and demand ko explain ker sagty hain dosto us main jab bhe app trade karein supply area main kisi bhe currency mean support sy buy karein our demand area jes k normal zaban main resistance khetay hain us ko sell karein gay to pher he app ko acha profit earn ho gaa
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Law of supply aur Law of demand

                          mery dost main app ki batoun say itifaaq kerta hoon app nay jo supply and demand ki tareef bain ki hai wo boht ache hai us main app ko un forces ka market k ksii bhe pair k chart ka pata chal jata hai to pher app us k oper asani say sell ya buy ki trade open ker k to us market say acha profit nikal sagty haiun forex main supply area ko balancing area khety hian jo bhe barey banks hai ya firm hain un k pending orders kisi bhe supply ya demand area main sell k ya buy k lagay hty hain our ager app bhe un k sath trade lagaty hain to pehr app bhe us main asane k sath trade ker k us say acha profit bana sagty hain app ko bus mehnat ki zarorat hai forex main acha profit kia ja sagty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X