How banks are related to forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How banks are related to forex?
    Banks forex market main kya kirdar ada karty hain aur banks ka forex par kia asar hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex market main ap ko pata hai k banks huge accounts k sath trade kerty hain jesa k US main us ki market hai to jab US session open hota hia to news bhe release hoti hai our us time our us k baad kafi traders enter htoy hain jin main banks jin k forex main account hoty hain wo bhe trade kerty hain our profit ya loss kerty hain.
    Central Bank aik country main aik he bank hota hai jo k us country ki currency ko centrellize rakhta hai USA main aik central bank ho ga our us k bad UK ka apna central bank hai jesa k Pakistan ka state bank of Pakistan main bank hai un ka kaam currency na to aik dam say increase ho our na he aik dum say decrease ho ager easa ho to us country ki economy destroy ho jati hai
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain bht acha sawal kiya hai to jnb main aapko batata chalon k markeet main daily trillion k hissab say trading hoti hai aur itni ziada ammount main koi normal banda trading ni kar sakta hamaray account chotay chotay hain had kar do to lakh dollor say ooper kisi ka account ni ho ga to jo daily basis pr itni large ammount main trading hoti hai un main sb say ziada hissa in banks ka hota hai jo k kaafi large ammpunt main trading kartay hain jis say un k loss main or profit main har second lakhon rupay ka nuqsan ya faida hota hai or issi tarah har mulk ka apna aik bank hota hai jo apnain mulk ki curruncy ko stable rakhta hai jesa k ooper bhai nain bataya hai k state bank of pakistan apnain country ko represent kar raha hai aur iski curruncy ko control kar raha hai ta k iski economy kharab nan ho issi tarah baaqi tamam countreis k bank bhi unhain issi tarah support kartay hain ...umeed hai aapko jawab pasand aya hoga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
        Dear forex market main ap ko pata hai k banks huge accounts k sath trade kerty hain jesa k US main us ki market hai to jab US session open hota hia to news bhe release hoti hai our us time our us k baad kafi traders enter htoy hain jin main banks jin k forex main account hoty hain wo bhe trade kerty hain our profit ya loss kerty hain.
        Central Bank aik country main aik he bank hota hai jo k us country ki currency ko centrellize rakhta hai USA main aik central bank ho ga our us k bad UK ka apna central bank hai jesa k Pakistan ka state bank of Pakistan main bank hai un ka kaam currency na to aik dam say increase ho our na he aik dum say decrease ho ager easa ho to us country ki economy destroy ho jati hai
        Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha kt forex trading ma kn sa bank istaml hota ha to Mari is ky bary ma ya Rae ha
        The main players;
        Banks


        The largest currency volume is traded within the inter-bank market. This market comprises all types and sizes of banks that trade currency over electronic networks with one another. The ‘big banks’ are highly involved in such trades. Banks are known to facilitate all the Forex transactions for their clients and also conduct certain speculative trades over their trading desks. Central banks

        Central banks are highly important players when it comes to the Forex market. Interest rate policies and open market operations have a great influence on currency rates. Central banks are responsible for Forex fixing lies. The central bank’s actions within the Forex market are done primarily to stabilize or increase the economy’s competitiveness. Central banks, along with speculators and governments, take part in currency interventions so that currencies can be depreciated or appreciated.
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Banka financial institutions hain jo forex market ki movement mein bara role ada kartay hain. In mein se kuch major banks hotay hain like Central banks aur kuch commercial banks hotay hain jesay privately owned banks like UBL, HBL etc. Central banks ka kam mulki currency aur maishat ko stable rakhna hota ha aur ye aik policy kay tehet kam kartay hain, jis ko monetary policy kehtay hain. Central banks ki Monetary policy, lending rates, interest rates etc ye sab mil kar us mulk ki currency par asar daltay hain aur yun wo currency forex market par asar andaz hoti ha. Commercial banks thora differently operate kartay hain. Ye investors aur banks dono ki taraf se trading kartay hain aur finance se related dusray logon ko bhi trading ka moqa detay hain. Electronic Brokerage System jo 1993 mein aya, us kay baad online dealers kay sath buy aur sell quote match honay lagay, jis kay baad forex ki mojooda shakal wajud mein ai.
          • #6 Collapse

            Yahan par sab Bank market Mein related Hote Hai market Mein investment karne ke related Hote Hain Aapke SBI Bank ki sabse market Tak excess Le sakte hai aur Apna easily working kar sakte hain jaise Jaise Aap Yahan Par long time ke liye working Karte Jayenge aapko market Tumko Sama Jeene Ke liye confidence for Spain information increase hoti Jayegi
            • #7 Collapse

              assalamu alaikum bhai mere pyar mein bahut Sare Bank Forex trading me paise nahi karte hain isliye Hum logo ko Dhyaan se training karna chahiye aur hum logo ko Jyada Se Jyada mat karna chahiye tha Ke Hum Log profit Hustle kar sake Hum Log Apni Yaadon Mehnt Karenge Hum Logo Ko Itna Jyada profit mi
              • #8 Collapse

                Re: How banks are related to forex?

                Forex trading business may trade lagna bohat hi technical proces hota hai forex may profit earn karne Kay bad hum kabi bhi begaar bank account Kay withdraw nahi karwa sakty forex trading business may koshish karain Kay ziyda sy ziyda mehnat ki jiye or achi kama Kay easily bank say withdrawal karain koshish karain Kay trading account may apna balance sara show na karawain kyu Kay balance wash ho Jame ka khatra rahta hai in case ager loss ho jiye tu.. Profitable trade Kay liye ziyda sy ziyda experience gain kiya jiye ta Kay acha profit earn ho saky...
                • #9 Collapse

                  Re: How banks are related to forex?

                  Bank ki policies par bahot hi zeyda depend kia jata hay aur esi base par market key prices change hony ki umeed ki ja sakti hay, Central bank ki meeting me bahot si important policies banai jati hey aur es par aamal be jald kia jata hay es waja se jesy hi ye meeting start hoti hay market ki price 1 point par stay nahi karti hay aur market me teezi ki waja yahi news ya policies banti hey, month key start week aur Friday ko ye meeting hoti hay es time traders ki koshish yahi hoti hay key wo trading na karen aur bahot se traders ne pehly se planing ki hoti hay aur strategies be esi din ki banai hoti hay.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex mein banks ka role bohot important hai kyunki yeh interbank market ke through currencies ki buying aur selling kartay hain. Banks liquidity providers hote hain jo bade volume ke transactions ko facilitate karte hain. Retail traders direct banks ke sath contact nahi karte, balki brokers ke zariye trade karte hain jo banks se liquidity lete hain. Central banks bhi forex market mein apni currencies ki stability ke liye intervene karte hain. Bank rates aur economic policies forex market ki direction ko directly affect karte hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X