Jaiza: Forex market mai analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex market mai analysis

    Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay traders ko aik aisay business say achi earning kerni hoti hai jiss mai bohat mohtaat rehna hota hai. Forex trading mai trading kernay kay liye analysis ki bohat ehmiat hoti hai. Trading market mai traders ko MT4 trading terminal pay charts ki reading kenri chaiye jiss say trends ko samajhnay mai bohat madad milti hai aur uss kay saath saath trends ki madad say he analysis nikalay jatey hai. Jo traders achay analysis ker laitay hain woh achi trades bhi open ker laitay hain. Aur achay profits bhi unhi traders ko hotay hain jinn kay analysis bohat achay aur strong hotay hain. Forex trading mai analysis kay liye manual tareeka kaar kay elawa indiactors bhi use kiye jatey hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex market mai analysis

      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy mutfiq hon forex m trading ki success k liay anylyses ki behad ahmiat hy anylyses k bagar ham achi trading ni kar sakty anylyses ko study kr k ham achi trading kr skty han anylyses trading m 3 qism k hoty han technical analysis fundimantiol anylyses or sentimental anylyses in ko study kiay bagar ham achi or successful trading ni kar sakty forex jasa k aik bot bara or behad profitable business hy mgr ye utna he ziada difficult or risky business b hy is m kamyab hona asan ni is m hamy zyada mehnat ki zrort hoti hy or anylyses k bagar wasy to ham trading m agy ni brh skty mgr technical analysis forex trading k liay bot faida mand han is liay hamy in k bagar trading kbi b ni karni chaiy
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex market mai analysis

        Assalamu Alaikum dear friends dear main aapki baat se agri karta hun acchi trading karne ke liye sabse pahle market panelize karna bahut jaruri hai ki aap trading nahin kar sakte dear aap time check kar sakte hain aur UN time-frame ko Apna licence ke liye Kisi bhi kar sakte hain Karte Hain Arun timeframe ko aap analysis tools ke jariye kisi repair ko analyse kar sakte hain short time trader jyadatar technical analysis per focus karte hain jisse per profit and kar sakte hain vah Jo long term trader vah technical analysis and fundamental analysis donon per focus karte hain Kyunki unhone trade Karni Hoti Hai technical analysis Karte Hain ho jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex market mai analysis

          forex markeet aik safar ki tarha hay jaisay ham aik safar karnay say pehlay yeh jantay hain k ham nay kaisay yeh safar karna hay aur kahan say kahan tak kis speed say agar ham jatay hain to hamara safar achay tareekay say guzar sakta hay,same isi tarha say forex markeet k business say relatd analsys ka kaam hay agar ham markeet main enter honay say pehlay yeh jaan jatay hain k iska trend kia hay aur is wakt current trend kia chal raha hay,markeet kahan say d1 k chart say reject ho sakty hay aur agar iski support ya resistence break ho chukky hay to tab hmako markeet main enter honay ka faisla laina theek hota hay,bas aisay he kuch analsy hotay hain jinki wjaha say ham markeet main enter ho kar achi earning say apnay aapko introduce karwatay hain in baatonko he ham analsys ka name datay hain in ki wjah say he experts apnay signals ko published kartay hain aur apna experience share kartay hain aur kuch bhi markeet main khaas nai hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            forex market ko analysis karny key ley app ko different tools ki zarorat ho sakti hey jes se app ko market analysis karna easy ho sakta hay, Terminal me kabi be app time frames se market ko analysis karny me useful ho sakty hey aur na indicators tools key help zeyda behtar tareeqy se app market ka jaiza le sakty hey, indicators aur time frames se zeyda powerful market ko analysis ham news se ka sakty hey, agar news release data par ham focus karen aur major currencies hamary nazar me ho to mery khayal me kesi be pair me trading hamary ley profitable ho sakti hay.
            Janab ap ko trading tools kay sath sath es kay fundamental or technical analysis ko daikhna hoga. Ap apny pairs ko daikhain kay ap nay kon say pairs ko aghy lay kay chalna hai. or phir ap un kay fundamental or technical analysis kar lain or sath main ap kay pas un pairs kay demo waly woh patterns hony cheye jo ap nay experience kar kay use keye ho. Jab ap kay pas patterns achy ho gy or ap apny pairs ki trend line ko easily draw kar kay un sy bhout kam time mai acha entry point lay sakty hain jis sy ap ko market mai jald he profit mil sakta hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X