Gold ka future hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ka future hai ?
    Guys mai aap sb sy pochna chahta hun k ap k ainalysis k mutabiq GOLD is hafty mai kis side par kitna ja sakta hy please apny apny ainalysis share karien
    Last edited by ; 31-07-2018, 02:27 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap gold main prevous years main market chart visit kerain tou apko pata chaly ga ky same months main market ki movement gold main kafi down chali jati hai aur agar same year main bhi aesa hi hua tou bhi market price ho sakta hai ky 1200 sy thora neechy chali jaey but gold ka future yeahi hai ky market dobara ab kisi bhi waqat trend change kery gi aur 1350 ko cross ker jaey gi aur yeah bhi jo sakta hai ky 1400 ky qareeb chali jaey so in dino agar ko sell main trade open kerta hai tou yeah bahot bara risk ho sakta hai isliay jab market 1200 tak nechy chali jaey tou woh buy kerny ky liay golden chance hoga ky agar nechy jati bhi hai tou thora sa nechy ja ker jab trend change kery gi tou bahot zyada profit main chali jaey gi so agar profit main band na ki jaey tou kafi income ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Dear main ap ki bat say agree karta hon jas trah ap kah rahy ka ap prevous year ko chak karty hai to gold 1240 say 1235 ko tach kar ka 1365 tak up gya hai agher ap as up aur down ko chak karty hai to mary hasb say gold up trand main jay ga aur ho sakta hai 1200 ko tach kary lakn gold ka trand up ka trader agher buy ki trade open karty hai un ka lay profitable ho ga.
      Last edited by ; 31-07-2018, 08:02 AM.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
        Guys mai aap sb sy pochna chahta hun k ap k ainalysis k mutabiq GOLD is hafty mai kis side par kitna ja sakta hy please apny apny ainalysis share karien
        Salam Bhai AP ny bhot hi acha question poucha ha ky gold es weekend kis trf jae ga Mary khayal ma gold ko ko many es dafa anakanal Kya ha is ky mutbk gold ko ager him log buy krty ha to wo opoer jae ga is leya him sub logo Jo gold ko buy krna chya ta ky him log acha Sy acha profit hasil kr skty ha
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          speak me Gold ke abhi Koi Khaas analysis nahi hai Kyunki ji range kar raha hai 1212 or 1242 yeah 2 Level Hai Jeene Ke Upar yes sport on 1242 pe as a resistance le raha hai jab tk daily closing 1242 say above nahi ho jati tab tak gold me rent trading ki Ja sakti hai swing trading abhi hum nahi kar sakte hain jab tak us ka trend clear buy ka nahe ho jata app ko wait kerna go abhe app range trading ker sagty hain 1212 area say buy karean our 1225 area tp dain same 1236 1240 say sell kerean our 1225 us ka tp rakhean
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
            Guys mai aap sb sy pochna chahta hun k ap k ainalysis k mutabiq GOLD is hafty mai kis side par kitna ja sakta hy please apny apny ainalysis share karien
            Forex trading sab sy risky commodity gold hai gold maun trading krny k liye traders k pass bohat knowledge or experiwnce hona chaye agar ham gold main bna knowledge or experience k na honay k trade krain gy to hamin loss ho jai g or hmara account tak wasj ho hai ga or mujhe lgta hai k gold is week main or zida up jai ga q k jo analysis show ho rhay hain or indicators jo dikha rahay hain us sy tehi lgta hai k gold ab buy main jai ga laikin is k liye hamain us dollar pai nazar rkhna ho g q k gold or us dollar aik dosry k agaibst mobe krty hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              dear without news key advance me koi be gold market ki movement ka andaza nahi laga sakta hay, regular agar ham news updates hasil karen gey to hi gold key sath all currency pairs ki market analyzing hamary ley easy ho sakty hey, gold ki market ko next week ki expert analyzing report par hamy focus karna ho ga, app online kesi be expert trader ki analyzing report read kar sakty hey aur next week key trading ideas laga sakty hey magar hamy sirf expert key reports par hi focus nahi karna chaye hamy khud manually be market ka jaiza lena chaye es se hamary experience improve ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                dear gold ki trade aik high risk trade hy and ais ka taluk $ ki possition sy bhi hai jis taraha ki talukaat USA ky dosray mukoon sy hy $ ko kisi bhi time dhacka lag sakta hy and us ka impact directly gold py pary ga ais ky ilawa ab general openion ko bhi deekhaien to ab kis bhi wakt gold apna trend change kary ga ager 1150 sy gold neechy gaya to phir thora sa bearish rahy ga gold mery khayal ma jo ky mera analysis hy august ky end ky bad yani ky September ma ja ky shayed apna gold trend change kary kion ky September ky first week ki policies and news he market trend ko wazeeha ker deeti hay and overall movemet aisi week ky decision py chalti hay ager koi politically unexpected news month ky kisi time ma na aa jaye to ais liye mary khayal ma traders ko opportunity ka wait ker laina chahyee
                • #9 Collapse

                  Gold Analysis:

                  Dear gold main kafi arsy sy down trend chal raha hay aur hamnay dekha kay market 1218 sy 1230 aur phir pichly dino 1205 sy 1215 tak range main rahi hay. Aur pechy week main market kafi down aai aur 1194 level tor kar 1184 touch kia aur phir us kay baad direct 1160 ke support ko test kar kay dobara sy 1284 ke range main chali gai.

                  Click image for larger version

Name:	20180819_002116.png
Views:	1
Size:	148.2 کلوبائٹ
ID:	12318687

                  Mane H4 time frame main Fibonacci level ka analysis kiya hay aur mery khayal main abi 1284 main level hay. Agar yahan sy market up jaati hay to agli manzil 1296 aur agar down aati hay to 1257 par support ban rahi hay jo kay kuch dino main agla station nazar aa raha hay gold ka. To aapko advice yehi hay kay jab tak trend down hay aap sell ke achi wali entery ko daikhty rahin aur sath sath dolloar ke value par bhe dhiyaan rakhin kun kay dollar directly affect karta ha gold price ko.
                  • #10 Collapse

                    dear i think gold k chances i think abhi is week k down ha is liye is meine ap isi myab business dy sakta ha is liye or forex mein gold py is month ki trading apko bohat he fast earning day sakti ha or is mein acha business apki life change kr sakta ha or is mein apki bohat he achi earning apko kamyab bna sakti ha or is liye is mein ap work trading ka sell limit use kro gy to is mein achi earning kr sakty hein or is liye is meinwe kafi acha balance hony ki wja sy ap is mein maharat rakhty hein to kam balance k sath ap is mein kamyab profit earn kr sakty hein or is liye is week gold sell hoga to is mein zyada lot k sath zyada profit earning kr sakty hein
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ka future hai ?

                      Yeh Baat To aap ne Suni he Hogi Trend friend of the trader isliye traders ko chahiye Kya Hamesha friend ke sath trading Karen aur Trend ke against trade na Karen lekin apni Puri planning karne ke bad hi trading Karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ka future hai ?

                        Gold ki abi jo condition hay us ko dekh ker lagta hay kay gold abi down jaye ga. que kay gold nay oper say down ki traf fast move ki hay aur abi correction ker raha hay. is liye yeah bat baray wasooq say kehi ja sakti hay kay gold aglay kuch din down move keray ga aur yeah move lambi bhi ho sakti hay. jis ka idea is say ho sakta hay kay gold abi is condition main hay kay 1233 ki price tak ger sakta hay. aur yeah bhi mumkini hay kay short down move kay bad up move ker jaye. yeah to time hi bataye ga kay kon sa idea thek hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ka future hai ?

                          Gold aik boht hi fast move kernay wala aur mehnga pair hay. gold kay future ki bat ki jaye to meray khayal main long term gold mazeed up jaye ga. que kay forex market main gold ka chart dekha jaye to idea ho jat ahay kay gold mazeed up jaye ga. aur ager ham short term ya medium term ki bat karen to gold kuch din kay liye down move ker sakta hay. is liye trader ko apnay apnay accoune kay mutabiq aur trade style kay mutabiq trade kerna chahye aur risk ko control ker kay trading kernay say account ko safe kerna chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ka future hai ?

                            Aj kal gold ki position baar baar change ho rahi hai kabhi up to kabhi down kabhi analysis k ulat to kabhi slow is liye aj kal to gold par trading karni hi nahi chahiye q k agar aj kal trading kary gy to loss k chances zeyada hai.
                            or gold ka future b kuch aisa hi hai is month to aisa hi hai next month shaid change ho jay or mery mutabiq to gold jab b theek huwa to up move kary ga down nahi aye ga ga q k kafi down hai ab wo up hi move kary ga next month sy.
                            Is liye zra dekh kar or soch kar gold par trading karna ap ta k ap ko loss na ho or ap ka account wash hony sy bach jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ka future hai ?

                              Mere Khayal Se gold ka ab uptrend khatam ho gaya hai ab gold Ne download jana hai isliye Hum logo ko sell Lagani chahiye jisse Hum logo ko Kafi achha profit Hoga Agar Hum Log by Karenge to Fir Hum logo ko koi fayda nahi hoga Aur Hum logo ko loss keh diya tha chance hai lekin Mere Khayal Mein gold patriot Karni hi nahi chahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X