Metal trading achi hai ya currency trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

    dono ki trading hi achi hai agar ap k pas balance acha hai tu ap metal trading kr skty hain aur agr ap ka balance thora hai tuh currency trading krein lekn agar ap k pass knowledge hai tuh dono ki trading bhoot achi hai!! metal ki trading mein gold is the best one aur currency mein euro gbp aur un k crosses wgera achy hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
      Salam bhaioo
      Mai ap sy pochna chahta hun k new members ko METAL par trade theak rahy ga ya CURRENCY par please guide kar dain
      Assalamu Alaikum Mujhe Forex trading co karte hue one year ho chuka hai aur main ismein jo analyse Kiye Hain Uske mutabik metal aur oil per trade karna bahut jyada risky Hai Kyon Ke iski movement ko samajhna bahut jyada Mushkil Hai agar aap last week a analyse Deccan to market ki movement gold mein bahut hi critical Ban chuki hai pure week main market ki movement bilkul Heartbeat Jaisi Ayi Hai kuch samajh Nahin a Reha trade' upside par Lagaya Jaaye ya FIR down side par
      • #18 Collapse

        Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

        Forex trading business mai metals or currencey pairs dono he mai acha profit banaya ja sakta hai.Agar trading account ki leverage ziada hai to currencies mai bhi bohat profit lot size ziada rakh kay banaya ja sakta hai.Metals mai gold achi trading or achay profit kay liye bohat best hai.Gold ki trading kay liye trading account ka balance acha or ziada hona bohat zaroori hai.Experience or expert traders ziada ter gold mai or crude oil mai trading kertay hai.Gold or crude oil ki movements bohat achi hoti hai agar account balance ko daihtay huay lot size rakh kay trading ki jaey to bohat acha daily profit kamaya jaa sakta hai.Metals mai trading kay liye market mai her waqt anay wali news or analysis ko samajh kay trading karey to achi trading ho sakti hai
        • #19 Collapse

          Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

          dear donon trading hi best hai metal trading biggest hai aur currency trading be lekin agar aap acchi earning karna chahte hain to aapke paas achha balance backup Ka Hona jaruri hai jaise ki agar aap Princy trading Karte Hain tuva aapke liye bahut banta hai Kyon Ki currency trading mai aap ko itne acche balance backup ki jarurat Bhi Nahin Hoti e aur Itni Zyada equity ke bagair bhi aap acchi earning kar sakte hain lekin Jaise k a metal trading mein gold trading best Hai Jisme aap aap achche balance ke saath aap accha munafa Kama sakte hain aur yah Aise metal Hai Jinse aap bahut fast earning kar sakte hain lekin metal trading Mein risk ke chances Bhi Jyada Hote Hain currency trading Mein risk a chance kam hote hain isliye dornan trading hi best Hai isse acchi earning ke liye sirf aur sirf achha experience aur accha balance backup Ka Hona jaruri hai jisse aap donon mein achha profit Kama sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

            bhai jan forex trading main jitny bhi pairs hain sub par he trading karna cha hai es main koi bhiaysa pair nahi hai jis main hum achi trading nahi kar skty es k liye apka knowledge hota hai tab ap har pair main trading kar k acha profit eran kar skty hain tu apko kisi aik pair par trading karna bahtr hai k nahi es se zyda zarori hai k ap apni trading ko roper laern karen or khud ko itna qabil bnaen k marketmain jis pair main bhi acha trend show ho tu ap os main achi trading kar saken or aghr hum metal ki bat karen tu main ny kbhi bhi metal main trade nahi ki hai or mujhy lgta hai es se bahtr hai k hum currency pair main trading kar len jsis e hmain faida bhi milta hai or hum achi trading ka expiernce bhi gain kar skty han
            • #21 Collapse

              Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

              Ji ha metal trading aur currency trading Dono hi behtar hai lekin Mere Khayal Se currency trading Zyada behtar hai aur waise bhi main Forex main Abhi new Hoon Tu Mujhe jitne bhi logo Ne macha Diya Hai matlab Mere jitne bhi senior log the acche trailer the unhone Mujhe sirf aur sirf currency trading karne ko hi kaha hai aur unhone Yaha bhi bataya ke metal trading mai Main Agar trading karna hai to accha balance backup Hona jaruri hai Jab aapke paas achha balance backup Ho tabhi metal trading Mai trade Karen otherwise currency trading best hai isliye currency trade Mehi hardwork Karen aur ISI Mein achi earning kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                humery pass kafi sarye currency pairs hain jin main hum trade ker sagtay haen metal main Gold humery pass best hai ye to aik trader k knowledge or experience k oper depend kerta hia ager to app nay demo ko time deaya hai our app ki practice ache hoo to pher app isi main ksi bhe pair main trade ker ksagtya hin app ko koi issue nahe ho ga app bus apny oper confidence build karein pher app ksii bhe setup main trade main enter ho to us main build ker laing gay to her app k us main earning ache ho ge
                • #23 Collapse

                  Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                  jeay k hum sab bonus pay trade kernay walay hain to us main humesan her month ache mehnat k bad he bonus acha milta hai to aqal mandi to ye hai k humean us main us ko phelay secure kernay ka souchna ho ga pher us k oper profit bhe humean acha milay ga to dosto metal trading main gold he sab say famous hai to us main trade karo gay to loss k chances zeada hotay hain koin k us main boht bare mafeaya involve hoti hai currency trading main easa nahe hota hai our sab say secure major currency pairs main trading hai cross main bhe loss k chances zdada hotay hean to metal main trade mat krean
                  • #24 Collapse

                    Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: frd36 پيغام ديکھيے
                    Salam bhaioo
                    Mai ap sy pochna chahta hun k new members ko METAL par trade theak rahy ga ya CURRENCY par please guide kar dain
                    Dear friend ap ny both acha question kea ha par friend ye ap pe depend karta ha ap ziada risk la k ache earning karna chahty han ya bagar risk k tohra tohra profit hasil karna chahty han metals main risk both ziada hota ha q k metals both fast movement karty han jab k in main isi tahra profit or loss bi ziada ho sakta ha or currency pair main main normal movement hoti ha or in main risk bi kam hota ha or in sy ap tohra tohra profit hasil kar sakty han wo bi bagar risk laty huy or ziada ache trading kar sakty han Pakistan forex forum sy humy maximum knowledge or experience hasil karna chae ha or phr trading karni chae ha ab ap dakh lan ziada risk lana ha ya ni ap ki apni marzi ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                      Assalam walekum doston mere khyal mein jis chij ka hamen knowledge Ho hamen use per hi jyada pet karni chahie agar to hamare pass Forex trading ka knowledge hai aur uske bad agar hamare pass commodities karnali Ho jaise ki gold crude oil net gas ya kuchh aur jaise commodities per hai silver vagaira to hamen use per trade karne ke liye bahut bada account chahie hota hai matlab yah ki Ham use per chhote kaun se trade nahin kar sakte kyunki unka Jo separate hota hai vah bahut jyada hota hai matlab June ka commission hota hai vah bahut jyada hota hai to agar hamare pass Bada kaun hoga tab bhi Ham use per trade kar payenge lekin jo currency per hote hain unke Mukhtalif commission hote Hain jo ki hamen kam balance se bhi Ham Jin per trade kar sakte hain aur mere khyal mein hamen currency pair per hi trade karni chahie kyunki currency pair per movement bhi kam hoti hai aur analyse bhi acche se ho jata hai face liye agar hamen Forex trading mein acchi nahin karni hai to hamara kaun Bada hona chahie aur hamari Jo trading hai vah currency pair per honi chahie tab hi Ham is per kamyab ho sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                        Tarde wohi achi hoti jis k ap strong analysis kr sakty hon .or jis mn apka experience acha hy. Baqi apko pta hona chahye k currency ki trade pair mn ki jati yani usd ki eur k sath agr ik ki qeemat barhti hy to dosri auto py down ho jaye gi.
                        To jo metal hy silver or gold to iski value USD k rate py depend krti hy jitna Usd ki vakue change hogi usi hisab sy ye badly ga. Usd agr km hoga to metal ki value barhy gi or agr zyada hoga usd to metal down hoga.
                        Or bhi gactor hain yani k metal ki demand kitni hy. Last py bat ye hy k trader py depend krta k wo kis mn experience rakhta hy.
                        • #27 Collapse

                          Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                          bhai ager ap money managment ky hisab sy trading krin gy to yh hmary liay best hy lakin newbies kaliay metal py trade kerna bht best hy q kh yh pair bht hi slow hoty hn in ki movment fast nh hoti hmain bhi chahiay kh hum in ko use krin q kh baz mertaba gold ya cl hy ya koi or metal us per trade kerny sy hmara account wash bhi ho sakta hy hmain ziyada ky lalich main kam profit best hy.
                          • #28 Collapse

                            Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                            Ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya aap currency ka trading aur kisi bhi mat ja sake goliyan sale Ho Gaya report reading karne se pahle acchi tarah jalela karaya aapko iske bare mein experience hona chahie kya aapko currency per jyada fayda hai ya ki metal vecancy per koi bhi ho ja sake Euro USD ki misal Le Le ismein crore USD per hain aur koi bhi ek strong hoga to dusra uske liye mukabale week hoga ISI tarah metal ja sake goliya silver Ho Gaya after running karne se pahle aap ko pata hona chahie ki USD value kya hai agar University wali week hoga to metal ke value jyada honge isiliye aapko apne hisab se experience ke sathyahan per depend karta hai ki aap kis tarah trade karte hain aur aap kis per trade karke ek accha bonus hasil kar sakte hain profit banaa sakte hain ek successek successful trader hamesha wanted finalize karta hai aur uske bad apni train jata hai mat rupaya currency pair per to usmein kavya hota hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                              Metal trading Vs Currency trading

                              Dear es bary me mera opinion ye hay key app currency trading karo ya metal trading app ka experience hi app ki trading ko profitable bana sakta hay, metal trading me high leverage size ki zarorat hoti hay jab key currency trading small leverage size par be ho sakti hay, agar high risky trading currency pairs me be ki jaye to loss metal trading jetna be ho sakta hay esi tarha agar metal pairs me be high risky trading ki jaye to bahot zeyda loss ko face kia ja sakta hay hamari koshish honi chaye key ham metal trading karen ya currency trading hamara experience acha hona zarori hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Metal trading achi hai ya currency trading ?

                                metal trading aur currency trading ya jiss main bhi ap trade karain pehly ap ky pas forex maket ko samjhny ka experience hona zrori hai phir he ap market ko samjh kar kam kar sakty hain ager ap forex ko samjhain gay nahi ya ap ky pas knowlegde nahi ho ga tu chahay ap jitni bhi easy pair main kam karain gay ap ko loss he ho ga is lea forex main success hona hai tu ap ko pehly learning karni pary gee phir he ap ko forex main experience hasil karna pary ga phir eh ap success ho sakty hain aur mazeed ap ko forex main kabhi bhi short term time period main success nahi milti hai ap ko kuch arsa mehant karni hoti hai aur practice karni hoti hai usi say jab ap ko experience milta hai tab he ap ko forex main success milti hai es lea pehly forex ko samjhain skehain phir jis marzi pair main kam karain tu ap ko koi mushkil nahi paish ayy ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X