trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemtali001 پيغام ديکھيے
    dear trading mein time k sath profit earn hota ha kya agar hum tradign mein zyada profit earn krna chahty hein to is mein achi eanring k liye hum is mein zyada time dy kr itni zyada earning kr lein baqi kam chore dein or ghar mein beth kr k he apna karobar bna lein ta k behtar sy behtar paisy kamaye ja sakeen kya khayal ha dosto




    DEAR FRIEDNS AGAR APKO MERI RAYE ACHI LGI TO ZAROR LIKE KIJIYE GA OR BAL K HAR KISI KI ACHI POST KO THANKS K SATH USKI HOSLA AFZAI KIJEYE GA SHUKRIYA
    Dear brother forex market main zaida time kaam karney say zaida munaafa kabhe bhe kise soorat main aapko hasil nahii ho sakta hai. Even agar aap forex main zaida dair trading karte hain to us ka aapko nuqsaan honey ka khadsha hota hai. Kun kay jab aap over trading karte hain to aapko phir us over trading kay nateejy main loss ka andeesha rehta hai. Jab insaan kise bhee kaam ko aik makhsoos wakt say zaida karta hai to aik time kay baad us ko kaam karney ma mushkil pesh aany lagti hai aur usko kafi zaida preshaani ess liey uthaani parti hai kay wo sahi tarha say har cheez ko samjh nahi paata hy. Lehaza aap agar sahi tarha sy ye kaam seekhna chahty hain to aap esko proper time dain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      aoa mery pyary bhai trading ka time period nahi ha ap is mein kisi bhe time trading kr sakty hein or yehi best work ha q k week mein 5 din market open hoti ha or ap is mein 24hour kisi bhe time is mein work kr sakty hein or iski help sy achi earning hasil kr sakty hein or forex mein agar ap achi earning chahty hein to ap is mein zyada sy zyada time learn kreen jesy k forum ki help indicators ko use krna or har trad open hoty hein stop loss take profit use krna ye bateen bohat he eham hein inki help sy bohat he achi earning ki ja sakti ha or forex work aysa ha is mein apka short time trading k liye zyada time apki life change kr sakta ha or ap is mein unlimited earning kr sakty hein or kamyab profit apko rich bna sakta ha is liye zyada time zyada earning forex mein hasil ki ja sakti ha
      • #18 Collapse

        Forex Mein trading karne ka koi time period nahi hai aap kabhi bhi kisi bhi time par market me investment kar sakte hain Kyunki Yeh market 24 hours working Karti Hai Jab aap free ho aapko market the capital Mein investment karne ka time ho to aapas mein jakar investment Karde haan Itna Jyada time market ko Denge aap Yaad Nahi dete nahi Zyada kar Sakenge depend karta hai
        • #19 Collapse

          Yaha par abhi market Mein Kaam Zyada Zyada karna chahiye Jagjit Rajaram Hypermarket ko time Jayenge Mari information Mara long time with working karne ka experience be both are decreased ho jayega kaam ko kam kuch samajh kar Kare Kabhi Bhi Hum yaha par without effort kaam nahi milega without Academy answer income generated nahi hogi isliye chahiye ki market Mein long time ke liye ispe management Kare money management Kar Ke Hum Yaar se bola charcoal face ke sath earning kar sakte hai
          • #20 Collapse

            G dear trading time or mehnat require krti ha forex market aik bohat bari market ha is me jitna zyada time diya jai is me utna zyada fida ha agr hm forex me properly time dain or mehnat karain to yaqeenan hm acha profit kam sakty hain or apni income ko ghar baithy increase kr sakty hain ye aik unique or bohat he advance level ka business ha is me market k logic jo samjnay k liye high level ki research or mehnat require ha so hm market ko Time dy kr is ko samj kr acha profit earn kr sakty hain
            • #21 Collapse

              Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

              agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy pahly isy sihkna chahey or pher mahnet sy kam karna chahey hamy aik time table bana kar kam karna chahey forex mai hum pairs or currency py trading karty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be katem na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
              • #22 Collapse

                Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                yeh forex hi to aysa karobar hy to apny member ko apny trader ko us ki mazi ky mutabeq taim diny ki gunjaesh rukhta hy warna to har kaam apny kam karny waly ko paband rukhta hy keh ji to ny itna taim dina hy or zaher ci baat hy jes kaam ko jetna taim do gy utna hi us sy naffah hasel ho ga agr hum taim zeyada din gy to us sy hamin naffah zeyada ho ga or agr hum taim kum din gy to us sy hamin naffah bhi usi hesab sy kum hi ho ga mutlab zeyada naffah kmany ky lie taim bhi zeyada dina parhy ga agr taim kum din gy to naffah hi kum hi hasel ho ga baqi baat rahi trading karny ky taim ki woh ap ki marzi hy agr chahin to sara den or sari raat trading karty rahin agr chahin to 2 4 ghanty trading kar lin yeh ap ki marzi ki baat hy jetna taim dy do is main koe fekx taim ni hy
                • #23 Collapse

                  Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                  forex mai hum live trading karty hain hum is mai aik dun mai kuch ganty kam kar ky be acha bonus kar sakty hain hum full time be trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • #24 Collapse

                    Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                    Forex trading business mein trading karna Koi mushkil nhi hy kiok trade tu wo bhi open kar sakta hy Js ko Aik din hi is business ko join kiya ho lakin forex trading business mein profitable trading karna mushkil hota hy aur is k liye buht ziada mehnat aur hardwork ki zaroorat hoti hy aur profitable trading ko karne k liye mehnat kar k learning knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy aur forex trading business mein market ko samjhne ki zaroorat hoti hy aur greed se Bach kar aur emotional trading see Bach kar trading karni hoti hy aur achi planning ki zaroorat hoti hy aur ye Sab hum tab hi kar saktay han jab hum forex trading business ko ziada se ziada waqt dain gay aur forex ki learning knewledge aur experience hasil karain gay is k liye ye zaroori hy k agr hum full time kaam kartay han tu hum trading ko bhi jaldi samjh saktay han aur part time mein waqt bhi ziada lagta hy is liye forex ko wo log hi full time kar saktay han Jo mehnat kar saktay han aur trading ki learning knewledge aur experience hasil kar k full time kar k ziada earning kar saktay han kiok agr hum full time business kartay han tu learning knewledge aur experience acha ho ga js se achi earning kar saktay han
                    • #25 Collapse

                      Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                      Friend ap ny bilkal tek kaha m ap sy agree karta hon mgr hamy phly ye dakhna ho ga k ham forex m ktny perfect trader ban gy han ya ham successfully trading kr skty han ya ni ham agr berozgar han or hmary pas koi choice ni to ham full time k liay forex ko join kr skty han ham isy part time job k tor par b easily kr skty han ye zrori ni k ham sara wakt trading py lga dan agr hmary pas achi job hy ya koi or acha business kr ry han to hamy forex ko part time job k tor par krna chaiy is sy b ap profit hasil Kar sakty han bs hamy trading m successful hony k liay zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy mehnat k bagar dunya ka koi kam ham easily ni kr skty chahy phr wo part time ho ya full time hamy mehnat krni chaiy
                      • #26 Collapse

                        Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                        bhai jan forex tradung k liye hmain market 24 ghnty open milti hai jis se hum apni trading aghr 24 ghnty bhi rading krna chahen tu bhi kar skty hain q k market hmain open he milti hai es liye aghr ap apni trading karna chahty hain tu apko market main tab enter hona chaaye jub ap ko profit milna ho risky market ki sort e hal main trading karny se avoide karen q k market main apko rsik tab zyda milta hai jub market fast hoti hai market ki achi movemnt main apko profot milta hai fast se apko apk achy analysis ki base par he acha profit milta hai tu apko market k accoding trading karni hoti hai is se ap acha profit eran kar skty hain laken en sub baton k ilwa aghr apki api trading ability weak hai tu apko os main kbhi bhi orofit nahi mil skta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemtali001 پيغام ديکھيے
                          dear trading mein time k sath profit earn hota ha kya agar hum tradign mein zyada profit earn krna chahty hein to is mein achi eanring k liye hum is mein zyada time dy kr itni zyada earning kr lein baqi kam chore dein or ghar mein beth kr k he apna karobar bna lein ta k behtar sy behtar paisy kamaye ja sakeen kya khayal ha dosto




                          DEAR FRIEDNS AGAR APKO MERI RAYE ACHI LGI TO ZAROR LIKE KIJIYE GA OR BAL K HAR KISI KI ACHI POST KO THANKS K SATH USKI HOSLA AFZAI KIJEYE GA SHUKRIYA
                          Assalamu Alaikum ji Bhaijaan Forex trading Ek Aisa business hai Jisko aap full time bhi kar sakte hain aur as a part time job bhi kar sakte hain agar aap is main acchi performance Dena Chahte Hain Tu Jyada Se Jyada iski learning karne se Aisa possible ho sakta hai aur aap ko pahle acche tarike se Jana Chahiye ke stop loss aur take profit kya chij hai aur ise apni Har trade main use karna Shuru kar den Kyunki ISI se aap apne account mein maujood risk ko kam kar sakte hain aur yeah aapke account ko save Rakhta hai
                          • #28 Collapse

                            Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                            Dear friend forex trading main hum utna he time dan jis main hum analysis kar k market ko samjny or proper stop loss or take profit k sath trade open kar k chor dan or wait karny phr humy profit hota ha k loss par bar bar trade ko dakheny ki zarorat ni ha humy loss sy bach k ache earning karni ho ge
                            Forex trading main ap k pass knowledge or experience jtna ziada ho ga ap utna he easily ache strategy or planning k sath achy analysis kar k ache trade open kar sakeny gy kam sy kam waqat main jab k ap k pass knowledge or experience ni ho ga to ap ko ziada waqat dana ho ga bar bar trade ko dakheny gy jis k ap ko tension he rahay ge is ley pehly ache tahra learning or practice k bad trading start karny ta k ache trading kar sakeny
                            • #29 Collapse

                              Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                              Forex trading mai traders kay liye koi time specified nahi hai. Forex market Monday say Friday tak lagtaar 5 din jo kay 120 hours bantay hain apni trading jaari rakh saktay hain. Forex market 24 ghantay lagtaar world time zones ki wajah say open rehti hai kiyu kay poorau world ka time GMT say Lia Jata hai tou iss liye her jagah ka time bhi differ kerta hain. Ab ye traders pay munhasir hota hai kay woh Kitna time trading kertay hain. Kabhi kabhaar aisa bhi hota hai kay traders trade open ker laitay hain laikin woh close nahi ho paati aur profit loss kay darmiyaan move kerti rehti hai. Laikin Agar koi trader apnay trading session ko limit kerna chahta hai tou usay chaiye European ya USA market mai trading kia Karey kiyu kay unn mai movements achi hoti hain aur business bhi acha ho jata hai. Ziada time dainay say profit ka taaluq nahi hai bulkay achi trading say profit ka taaluq hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trading kitna time ki ja sakti ha agar zyada time do to acha profit ha....?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemtali001 پيغام ديکھيے
                                dear trading mein time k sath profit earn hota ha kya agar hum tradign mein zyada profit earn krna chahty hein to is mein achi eanring k liye hum is mein zyada time dy kr itni zyada earning kr lein baqi kam chore dein or ghar mein beth kr k he apna karobar bna lein ta k behtar sy behtar paisy kamaye ja sakeen kya khayal ha dosto




                                DEAR FRIEDNS AGAR APKO MERI RAYE ACHI LGI TO ZAROR LIKE KIJIYE GA OR BAL K HAR KISI KI ACHI POST KO THANKS K SATH USKI HOSLA AFZAI KIJEYE GA SHUKRIYA
                                Bhaijaan Forex trading business Ki Yahi to Khas baat hai ki ismein time limit ki koi restriction se nahin hai aap Jitna Bhi time ke liye apni trade ko open Rakhna Chahte Hain Rakh sakte hain aur yah sirf ghante Mein hi nahin bol ke Ham Bhi Main open Reh sakte hain bahut Sare traders scalping ke tarike se kam Karte Hain Jo Ek bahut hi accha Tarika hai lekin yah Achcha hone ke sath sath bahut hi Khatarnak bhi hai Kyunki isase Hamen ekadam Se Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai lekin Kuchh hi der Mein Hamara pura ka pura account bhi Khali ho sakta hai isliye is tarike ko istemal karne se pahle market ki acchi Jankari Hasil kar lena Jyada Achcha hai
                                https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X