What is Spread?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
    Dosto spread kya hai or trading me is ka kya amal hai?

    My dear all friends Mary Khayal ma AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary Khayal ma sprd is ko khaty ha
    Jab aap koi bhe currency buy karty hain ya phir sell karty hain to aap ko buy aur sell kay rates main fark nazar aay ga. Maslan EURUSD buy price 1.1589 aur sell price 1.1600. Ye jo buy aur sell main fark hay es ko ham spread kehty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Spread ASK price aur BID price kay darmian ka difference hota hai. Spread say murad woh fee hai jo broker ap say apni services provide karnay ke maozay ke toor per charge karta ha. Forex market mai broker har trade ka traders ko commission charge karty hain aur yeh spread hota hai.

      Aam toor per Spread ko PIPS mai zahir kiya jata hai. Matlab point ya ashariya ke baad kay 4th digit ke sorat mai zahir kiya jata hai.

      Spread duyia ke har market mai majod hota hail akin har market mai iss ka naam mukhtalif hota hai ager app ghor Karin tu dunyia ke har market mai buying price aur sale price mai difference zaroor hota hai.
      • #18 Collapse

        Dear ap ko mazeed knowledge ki zarorat hy kiyon m forex trading mein spread ki bohut he badi ahmiyat hy is k bary malom hona lazmi hy spreed aske price aur bid price k beech difference ko kehty hain aur ab ap ko ask aur bid malom karna hoga kiyon k markit ask aur bid he hain naky jo candell hain markit ask aur bid price per he chalti hy aur is price k beech ka difference spreed kehlata hy
        :1f63b:​BE HAPPY
        • #19 Collapse

          Market angel commodities over Rahi hoti hai isme Jo bid and ask working kar rahi hoti hai usko Hum Sab Saath khate Hain sweet and ask Darmiyaan guitar different hota hai is corn subject kehte hain market ki ek bahut jyada Hoti Hai Log is ko baat karne ke baad Phir market Mein karna Pasand Karte Hai isliye Jitna Jyada difference song office pe investment login to achha hai
          • #20 Collapse

            Re: What is Spread?

            Mere Khayal Mein To trading strategy aur trading clan main kuch khas distance nahi hota train train aur satellite Jivani Hote Hain Jo traders trading karne ke liye banate hain trading karne ke liye plan bahut Jada important hai ISI Tarah setar 8GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab day trading Karen tho ek proper trading Ka Plan Banaya Kis Se aap achche trading kar Sakenge
            • #21 Collapse

              Re: What is Spread?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
              Spread ko jan'ny se pehly main aapko aik basic cheez batana chahun ga jo spread ko jaan'ny se pehly zaroori hay kay aapko maloom hona chahey kay forex market main currency pairs main buy ya sell hoti hay. Jesa kay EURUSD ya GBPUSD weghra. Pair main pehli currency Base jab kay Dosri currency Quote Currency kehlati hay.

              What is Spread:
              Jab aap koi bhe currency buy karty hain ya phir sell karty hain to aap ko buy aur sell kay rates main fark nazar aay ga. Maslan GBPUSD buy price 1.3203 aur sell price 1.3200. Ye jo buy aur sell main fark hay es ko ham spread kehty hain.

              Spread Ke Wajha:
              Aap kisi bhe normal market main exchange kay ly jaain to aapko agar USD leny hain to mehngy aur deny hain to sasta rate milta hay. Jis ka faaida us exchange waaly ko hota hay. Esi tarha online forex trading main bhe yehi cheez lagu hoti hay aur spread sy broker apny expenses nikaalty hain aur profit bnaaty hain.

              Types Of Spread:
              Fixed Spread: Jis currency pair main spread change nahi hota aur Constant rehta hay usko fixed spread kehty hain.
              Variable Spread: Jis pair main spread halaat aur demaand pe change hota rrhata hay us ko variable spread kehty hain.
              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main different currency pairs hoty han jin ka spread bi different hota ha ye broker pe depend karta ha k kis pair main ktna spread rakhta ha har pair main different spread hota ha masal k tor pe jase eruusd ha is value 1.1234 or 1.1237 chal rehe hoti ha is main jo difference ata ha is ko hum spread kehty han Jase eruusd main 34 or 37 value ha last pe is main difference 3 ka ha to is ka Matlab hua k eruusd pair main 3 ka spread ha is he tahra different pair main different spread hoty han isi tahra gold main 60 ka different hota ha or GBPUSD main bi 3 pips ka spread ha
              • #22 Collapse

                Re: What is Spread?

                jab bhe app ko do value k dermean main bid our ask price kiise bhe currency pair ko lay lain ya commodity ko lay lain to us main difference ko spread khety hain our her broker ka her currency pair ka dosarey sy differ ker raha hota hai jes ki kafi reasons hoti hia app ko kum wlay main trade kerni chay floating kam ho gee
                • #23 Collapse

                  Re: What is Spread?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                  Dosto spread kya hai or trading me is ka kya amal hai?
                  Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main jtny bi currency pairs han ya metals han sab main sell or buy value main difference hota ha is difference ko spread kehty han jasa k EURUSD or gold main spread ka jo farq ha ap ko btata hon farz kea
                  EUR USD main value 1.1330 selling or 1.1333 buying value ha in donu main 3 pips ka difference ha is ley EUR USD main 3 ka spread ha
                  Gold main value 1500.00 selling or 1500.60 buying value hoti ha is tahra in donu main difference 60 pips ka ha or is tahra donu spread 60 ha
                  Jin pairs main spread ziada hota ha woe both risky hoty han in main both ahtiayat sy trading karni chae ha jab k jin ka spread tohra hota ha wo risky ni hoty han in main ziada earning kar sakty han
                  • #24 Collapse

                    Re: What is Spread?

                    Spread.
                    Basically spread ki bahut sari definition ki jaati Hai Magar ek common qism ki aur aasan qisam ki definition yah hai, spread ek gap Hai between bid and ask price for security of asset, jo ke different currency, commodity and stock mein different hoti hai. Aasan lafzon mein isko samajhna aise ho ga ki Jab Ham ek trade place karne lagte Hain currency pair mein to actual price se teen pips up ya teen Pips down hamari trade place hoti Hai woh ek qisam ki broker ki security fees hoti hai jo ki vah hamen platform muhaiya per le raha hota Hai. Different brokers ki spread different hoti hai un broker ko bahut zyada like Kiya jata Hai jin ki spread sab se minimum Ho.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے


                      My dear all friends Mary Khayal ma AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary Khayal ma sprd is ko khaty ha
                      Jab aap koi bhe currency buy karty hain ya phir sell karty hain to aap ko buy aur sell kay rates main fark nazar aay ga. Maslan EURUSD buy price 1.1589 aur sell price 1.1600. Ye jo buy aur sell main fark hay es ko ham spread kehty hain.
                      Dear es sy be asan bataya jaye tu spread woh hota hai jo ap kay pair ki price kay dunu difference ko show kary. Yad rahy normal spead jo ap ko daikhny ko milta hai woh am time mai mab market movement kar rahi hoti hai woh spread hota hai lekin some time jab koi high impact news hoti hai tu yeh spread kabi kabi normal spread sy kafi zaida ho jata hai or us duran ap koi trade apni close karty hain tu ap ko high spread day kar trade ko close karna hota hai esleye jab be aisy time mai market ki koi be pair ki trade close karain tu daikh lain spread kiya hai. Sahi time pay spread ki trade close ap ko achi earning dy sakti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X