Dear friends ap logo k pass bhi bahot sari trading strategies ho gi jin par ap kaam karty hai aor profit banaty hai aj mai yaha par kuch trading strategies batata hu.
Trend line break
Dear friendz ap ne trend line k bary mai suna ho ga k kuch log hai jo chart pr trend line laga lety hai aor jab trend line break hoti hai to aus par trade lagaty hai aus mai ye hai k jab trend line break hoti hai to aus par kuch log foran entry le lety hai aor kuch log jab conformation candle banti hai to aus par trade lagaty hai.
Triangle par trade
dear ap ne chart par dekha ho ga k triangle ki diffrent types banti hai jo kisi aik taraf break hoti hai asal mai ye hai k ap jo bhi triangle apny chart par draw kar ly aor jab wo triangle break ho to aus par hum ko trade lagani hoti hai asal mai jab triangle break ho to aus mai retest par trade lagani chaye.
Pin bar pr trade
Dear h1 ya h4 mai ap ne bahot sari pin bar dekhi ho gi jaha se market reverse leti hai agar ap baat kary pin bar ki to ais mai jab bhi koi pin bar resistance ya support par banti hai to aus par trader lagani hoti hai agar hum pin bar pr trade lagana chaty hai to aus par aik to jaisy hi new candle bany aus par entry le leni chaye ya phir pin bar ki 50% retracment par trade lagani chaye ya phir hum ko pin bar k highr par trade lagani chaye ab ye ap par depend karta hai k ap kaha se entry lety hai.
Harmonic Pattrens
Dear ap ne dekha ho ga k aj kal kafi log hai jo apny chart pr harmonics pattrens banaty hai aor aus par trade karty hai agar hum harmonice pattrens par trade lagaty hai to aus mai ye hai k hum ko ye faida hota hai k aus mai trade zayda tar profit mai aati hai aor ais mai ye hai k humri trade ka stop loss atna zayda ni hota jitna aus mai take profit hota hai ais liay aj kal zayda tar log harmonics pattrens par kaam karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим