Support aur Resistance market mein different price levels hotay hain. Market kabhi aik straight line mein nahi jati balkay ooper neechay move karti ha. Is movement kay nateejay mein jo levels bantay hain unhain support aur resistance kaha jata ha.
Support aur resistance strong aur weak hotay hain. Jab price kisi aik support/resistance ko lambay arsay tak break na kar sakay to us ko strong support/resistance kaha jata aur jab ye strong support/resistance break hoti ha to aksar trend hi badal jata ha aur price bohot ziyada move karti ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим