Jaiza: Support aur Resistance.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Support aur Resistance.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Support aur Resistance market mein different price levels hotay hain. Market kabhi aik straight line mein nahi jati balkay ooper neechay move karti ha. Is movement kay nateejay mein jo levels bantay hain unhain support aur resistance kaha jata ha.
    [ATTACH=CONFIG]3992[/ATTACH]
    Support aur resistance strong aur weak hotay hain. Jab price kisi aik support/resistance ko lambay arsay tak break na kar sakay to us ko strong support/resistance kaha jata aur jab ye strong support/resistance break hoti ha to aksar trend hi badal jata ha aur price bohot ziyada move karti ha.
    Assalamu Alaikum Forex trading business Ek bahut hi critical business has ismein Hamein basic cheezon par jaroor Nazar Rakhna Hoti Hai jis mein sabse ahem chij Hai spot aur resistance level ki knowledge hona trading ke liye technical analyses Kiye Jate Hain aur Dekha jata hai ki currency ki comedy t k value kis jagah par niche aati hai aur Jis Jagah par wo niche Aati Hai wahan par uska Ek support level hota hai aur Agar currency Iske opposite move Karen aur Upar Jati Hai Tu Wahan iska 1 resistance level Hota Hai indoor levels ka Hamein bahut carefully Dhyan Rakhna Hota Hai Kyon Ke Agar yeah donnan levels break ho Jate Hain To current market trend change ho jata hai aur aur Hamare liye ya accha bhi sabit ho sakta hai aur Bura bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Support aur Resistance.

      support................:::
      forex trading main market ko jub dekha jta hai tu market jub down main move kar rahi hoti hai tu aik aysa point ata hai jahan se market daobara wapis morna start kar deti hai es point ko support kaha jata hai.
      resistance.............":::
      esi trha market k up jany se market main resistance level par market show ho rahi hoti hai or yah bhi aik point se start ho kar aik point par rok jati hai pher wajah se mor jati hai ayse point ko um resistance level kahty hain.
      forex market main support or resistance time to time bnaty rahty hain jin ko follow kr k hum apni trading kar skty hain or proft eran kar skty hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Support aur Resistance.

        Assalamu Alaikum aap ne bahut hi accha Sawal Kiya Hai normally hamm trading Kafi kuch learn Karke start Karte Hain but at the end Jab trade lagane ka time Aata Hai Hi To Ham support aur resistance ko lazmi dekhte hain Kyunki Ja sabse major level Hain bade bade firms aur Bank in levels ko like karte hain Aur Woh Apne pending orders in levels ke upar place Karte Hain Aur Hum Bhi in ke upar trade kar kar profit kam Aate Hain
        Iske ilava support and resistance core supply and demand area bhi Kaha jata hai aur Hamesha supply area mein Main Jab Bhi UN stability Ati Hai Tu tour demand use par Ghalib Aati Hai aur Hamein buying opportunity milti hai aur hum jisse trade Kar Ke profit kamate Hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Support aur Resistance.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
          Support aur Resistance market mein different price levels hotay hain. Market kabhi aik straight line mein nahi jati balkay ooper neechay move karti ha. Is movement kay nateejay mein jo levels bantay hain unhain support aur resistance kaha jata ha.
          [ATTACH=CONFIG]3992[/ATTACH]
          Support aur resistance strong aur weak hotay hain. Jab price kisi aik support/resistance ko lambay arsay tak break na kar sakay to us ko strong support/resistance kaha jata aur jab ye strong support/resistance break hoti ha to aksar trend hi badal jata ha aur price bohot ziyada move karti ha.
          Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main support level or resistance level ki both ziada importance ha q k support level or resistance level sy jo bi hum trading karty han us sy hum maximum profit hasil kar sakty han
          support level
          Support level ko hum technical analysis kar k pata kar sakty han or candle chart ki madad sy bi hum support level pata kar sakty han jab market down movement karti ha or aik level ko touch kar k wapis ati ha or tohra up swing kar k phr down ati ha or same level sy wapis jati ha to is ka matlib ha ye market ka support level ha yahan sy buy karny to humy ziada fayda ho sakta ha
          Resistance level
          Resistance level main up movement karti ha or upar aik khas level ko touch kar k wapis ati ha or swing la k wapis jati ha or or usi level sy dobra wapis hoti ha to is level ko resistance level keheny gy or yahan sy sell trade humy acha profit hasil karny main help kar sakti ha
          Support level or resistance level sy hum ache trade la sakty han par is k ley humy proper learning sy trading karni ho ge
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Support aur Resistance.

            Salaam alaikum dosto Forex trading market mein jo sports and resistant level hote hain vah hamare liye bahut jyada ahmiyat rakhte hain aur market UN per work bhi karti hai aksar hota hai ki jab bhi market returns leti hai to uske piche sport and resistant hi hoti hain yah kaisa level hota hai ki agar market divergence banati hai tab bhi inki sports and resistant horizontal line hoti hai jinko Ham chat pe laga ke analyse karte Hain ki market mein ab sport banai hai yah resistant banai hai

            Sport.... Aur jo banti hai vah hamesha hi market ke downtrend se banti hai kyunki jab market bye hoti hai to vah sport ki vajah se hoti hai


            Resistance.... Resistance of p hai yah market ke high level per banti hai matlab yah ki jab market bahut jyada bye Kar jaati hai to yah resistant ki jo humne line lagaye hoti hai pahle se chat par usko jab yah touch karti hai to market wapas retrace leti hai aur market ka trend hamen down ana shuru ho jata hai sports and resistant any chijon ka naam hai.........
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Support aur Resistance.

              Support and resistance ye horizontal lines hain trade chart py ye lines price k up or down k hisab sy lgai jati hain
              Support jahan sy koi bhi currency ki value bharti hy to wahan py lagti. Or resistance jahan sy koi bhi currency back move krti hy usy kehty hain.
              Support sy ap buy yani k khreedty hain or resistance py sell yani k bechty hain. Support jab km qeemat hoi khreed liya jab mehnga hoga to ap bechen gy. Ye tools istimal kr k ap achi trade kr sakty hain.
              Jab market constant support or resistance k and rehti to iski values strong hoti jab market isko cross krti to sara nizam hi bdl jata or support or resistance kamzoor ho jati.

              اب آن لائن

              Working...
              X