Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?
    Asalam-o-alikum! Pakistan main kon kon c currencies se forex market main invest kiya ja sakta hay aur un ko invest ks channel kay through kiya jaay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading ma apko apni account trading ma currency account specific ktna hota hai jos ma ap euro ma account bna skty ho ap doller mean usd doller ma account bna skty ho apko rupees kp pehly doller ma ya euro ma convert krna hota hai is ky leay apko pehly online account bnana hita hai jis ma skrill paypall moneybokr etc jesy account hain is ky bad apko us amount ko apny trading account ma transfer krna hota hai yahan forum ma jo log bonus py trading krty hain inko bonus doller usd ma dia jata hai phr wo yahan sy usd ma trading krty hain aor agy profit exchange krvaty hain doller sy rupees ma
    • #3 Collapse

      Bhai jesa ky apko ota hai ky Pakistani currency ma forex trading nhi hoti hai to apko isky leay apni currency ko doller ya euro ma conversation krni prti hai doller ab to mazeed mehnga ho chuka hai euro bhi usi hisab sy qeemti hai apko online account bank jo hoty hain wo facility dety hain ap unky thorough he upload kr skty ho apny fund aor withdrae bhi kr skty ho isky leay apko forex ky rules pta hony chyen achi trah sy
      • #4 Collapse

        dear pakistan me trading account me app apni marzi ki currency select kar sakty hey investment key ley us dollar aur Eur popular currencies hey jes me app trading account bana sakty hey aur skrill ya payCo me app ko pakistani rupees us dollar ya Euro me app ki money ko exchange ho jati hay aur app trading account me ye money transfer kar key trading start kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Walakum-Slam hmary mulk Pakistan main sirf Pak currency use hoty hay aor jb hm forex market main investment karty hain to hm apni Pak currency ko use karty hian mgr hmain jo trading account hota hay us kay liay apni Pak currency ko USD dollar main exchange krna hota hay kion kah jo bhi forex broker hain woh sb account USD main hy open karty hian is liay wahan pr Pak currency ka account open nhi hota hay to hm ko apni Pak currency ko use kar kay USD account balance use karty hain to yeh tareeqa kar hota hay aor forex market main investment kay liay USD account open krna hota hay aor hm apni Pakistan Rupees ko USD main convert kar kay forex trading account main deposit karty hain aor yeh sb online ho jata hay jo kah boht hi easy hay is main hm ko koi problem face na hota hay.
          • #6 Collapse

            dear pakistan sy bhe invest kiya ja sakta ha q k forex mein ap master card k sath kafi achi earning deposit kr sakty hein or master card bna k is mein easy pakistan rupes dollar rate k sath convert ho k easy in mein deposit ho sakty hein or ap achi earning kr sakty hein or kamyab profit is sy hasil kr k apni life ko change kr sakty hein or master card ko ap easy apply kr sakty hein or easy achi earning kr k rich bna ja sakta ha
            • #7 Collapse

              Forex trading business mein ap js bhi broker par trading karain gay us broker mein ap ko bata diya jata hy k ap apne account mein kon si currency mein account open kar saktay han aur kon si currency mein investment kar saktay han ap jab kise bhi broker mein account open karain tu us account mein ap withdraw deposits mein dekh saktay han k ap kis currency mein investment kar saktay han ziada broker mein account USD mein open hota hy aur kuch broker euro mein bhi account open kartay han aur euro mein investment bhi kar saktay han aur Pakistan mein investment ap kise bhi money Booker se kar saktay han aur in mein sab se best skrill account hy aur ap investment kise bhi bank k card se kar saktay han aur insta forex ka account USD mein open hota hy aur ap ko investment bhi USD mein karni hoti hy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Asalam-o-alikum! Pakistan main kon kon c currencies se forex market main invest kiya ja sakta hay aur un ko invest ks channel kay through kiya jaay?
                Salam Bhai AP ny bhot hi acha question poucha ha ky him log Pakistan ma kon si currency ma apni trading kr skty ha
                Mary khayal ma him sub logo ko dollars ma trading krni chya kau ky is sy him logo ko bhot Sara profit milta ha Bhai jesa ky apko ota hai ky Pakistani currency ma forex trading nhi hoti hai to apko isky leay apni currency ko doller ya euro ma conversation krni prti hai doller ab to mazeed mehnga ho chuka hai euro bhi usi hisab sy qeemti hai apko online account bank jo hoty hain wo facility dety hain ap unky thorough he upload kr skty ho apny fund aor withdrae bhi kr skty ho isky leay apko forex ky rules pta hony chyen achi trah sy
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  g dear member daikhain ham sab pakistan may rehtay hain or hamaari currency rupee hay jab ham log forex may investment kay liye pakistan say deposit kerwaaye gay to hamaray paisay yahan say to as rupee jaayain gay lekin skrill may pocanch ker wo paisay automatically transaction commision katnay kay baad United Staes Dolaars ya phir EURO kay ander convert ho jaatain hain aap sab kay skrill account ki currency kay mutabiq uss kaya nder convert ho jaaye gi leekin ager aap chahain to directly dollars bhi aap deposit kerwa saktay hain iss kay liye aap ko bank may paisay dollars may deposit kerwanay parain gay or wahan say directly insta ya skrill kay ander shift ho jaayain gay ziyaada preffered to yehi hay kay directly insta may kerwa lain shift takay skrill walay commission na katain
                  • #10 Collapse

                    pakistna may wroking karna koi mushkil kaam nahi ha ap yahan say kafi zayda invest kar skty han pakistan ki curreny may invest kar skty han or yahan say kafi kuch ap ko informtion mill skti ha jis say ap ko idea mill skta ha yaahan say
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?

                      Forex trading main invest kernay kay liye trader ko jo bhi currency invest kerni ho wo ker sakta hay. lakin zayada ter pakistani log forex trading main usd ki currency main invest kertay hain. wo pakistani currency ko usd main change ker kay apnay account main invest kertay hain. que kay use aik international currency hay aur asani say mil jati hay. is liye usd main hi invest kerna sab say best ho ga. baki trader ager chahye to wo eur aur gbp main bhi invest ker sakta hay. lakin phir trader ko yeah currencies exchange kernay kay time per problem ho sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?

                        Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main duniya main jahan bi hon to AP easily usd eru main investment kar sakty han is k alawa bi currency main investment kar sakty han par usd or eru main investment behtar ha Mary khayal main usd best ha easily mil jaty han or sell ho jaty han is k behtar ha Pakistan main ap usd main investment karny or ache trading karny or ache earning karny or successful hon Pakistan main usd ya eru main investment behtar in ko easily sell or buy kar sakty han market sy or ache trading karny
                        • #13 Collapse

                          Re: Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?

                          pakistan main pakistan currency main forex main trdaing k liye apko pakistan pair koi bhi nahi milta hai jis main ap trdaing invest kar skty hain aghr apk pass itni income hai or ap forex main invest krna chahty hain tu apko apni currency ko dollrs main convert karna parhti hai jis k bad ap ki income dollors main show hoti hai osi ko ap forex main apni trdaing k liye use kar skty hain q k aghr hum pakistani ruppes ka forex main currency pairs ko chahty hain tu aysa nahi hota hai ap ny aghr trdaing karni hai tu es procedure k teaht trdaing karni parhti hai jis se ap forex trading main apni invest akr k es business ko handle kar skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?

                            Dear is bat ka taeyun ap khud krte hain account bnate waqt agr ap ne curruncey euro slect ki ti ise men invest krna ho ga agr dollar slect ki ha to dollar men invest ho ga. Pakistan se direct invest nae kr sakte yhan se san method ha skrill k zariay invest krnaa. ap apne bank se skrill me money transfer kren than skrill ap ki money dollar me convert kr de exchange rate k mutabiq wahan ser ap un dollars ko apne forex account men transfer kr sakain gay us k bad ap us investment se trading kr sakain gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pakistan ma kon c currency se forex ma invest kar sakty hain?

                              Forex trading ma ap Pakistani currency ma invest ni kar saktay hian is lye ap ko ya to Euro ya US dollar ma apnay rupees ko convert kar deposit karwana padta ha to ap k real account ma ap ko woh amount eur ya usd dollar ma deposit ho jatay hain lakin is forum ma jo ko posting ki wajah se bonus milta ha yeh USD dollar ma milta ha is lye ap k deposit aur withdraw bhi USD dollar ya Eur dollar ma ho ga aur ap ki trading ka profit bhi in do currencies ma ho ga jis ko phr ap Pakistani rupees ma convert karwa k withdraw lay skatay hian to is k lye sab se best option Skrill, netellor etc aur ap banks k through bhi invest kar saktay hain ya ap k debit card ha to is k through bhi apnay real account ma invest kar saktay hian

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X