Re: kya paid indicators use karnay chayen ?
je mera to paid indicators k koi experience ni ha aur na hi ma is pe believe karta houn is lye agar ham forex trading ma kamyab hona chahtay hain to hamain khud se mehnat kar k apni trading strategy develop karni chaye jis ko ham pehlay demo pe ashi tarah practice karain aur phr is ko real account pe apply karain os ma hi hamara faidah ha q k is se aik to hamain forex ko learn karnay ka moqa milta ha aur dosra forex trading ka experience hasil hota ha is lye ap khud jitni market ko samjhnay aur indicators ko use karna shuru karain utna is ma ap kamyab houn gay aur profit earn karain gay aur apni mistakes se sekhain gay is lye paid indicators ki taraf ni jana chaye khud jo mt4 k indicatos hain in ko use karain like moving average, stochestic oscillator, parabolic sar etc

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим