sentimental analysis kya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sentimental analysis kya hai?
    Dear members sentimental analysis kya hai aor isko kesy find kety aor apply krty han?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sentiment analysis

    dear members sentiment ky mani hain ky opinion about any thing expressed matlb zeyada tr logo ka rujhan kya hai jisi bhi currency ya instrument ky bary ma koi currency buy ho rahi hai ya sell ho rahi hai ya koi aisi chez hony wali hai jis sy kisi bhi currency ya instrument ky sentiments chang ho skty hain is chez ko hum.sentiment analysis kahen gay forex trading ma sentiment ko bhi bht importance hasul hai kesy technical aor fundamental analysis hota hai is ky milap ko bhi ap sentiment analysis keh skyy hain
    • #3 Collapse

      Forex trading mein 3 types ki analysis ha, Technical, Fundamental aur sentimental. Sentimental analysis mein traders ki psyche aur jazbaat ko dekh kar market ka tajziya kiya jata ha. Jab market mein aksar traders ka rujhan aik taraf ho, for example Bullish, to us waqt ghalib imkan yahi ha kay trend bullish ha aur bullish trend kay mutabiq market ki analysis ki jati ha. Sentimental analysis different forums, websites se ki jati ha jahan forex ki discussion hoti ha aur traders kay comments ki roshni mein apni trades ki direction set ki jati ha.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
        Dear members sentimental analysis kya hai aor isko kesy find kety aor apply krty han?
        Forex trading main 3 types ke analysis hote hain Ek fundamental analysis hote hain Ek technical analysis hote hain aur fundamental analysis and technical analysis ke Milne Se Jo analysis bante Hain unko sentimental analysis kehte hain bahut se traders trade karne ke liye sentimental analysis Bhi Karte Hain Jis Se main market ki next movement ka intazar ho jata hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Sentimental analysis me ham fundamental analysis aur technical analysis dono se hi trading idea le kar trading kar sakty hey, sentimental analysis me kesi 1 analysis type par depend nahi karty es me 2no type ki analyzing par focus karna hota hay, koch traders esy hoty hey jo sirf 1 hi type ki market analyzing par depend karty hey mery khayal me ye hamari mistake hoti hay hamy market ka sentimental analyzing par depend karna ho ga agar ham se market ki technical analysis me mistake ho jati hay to hamari ye mistake fundamental analysis se recover ho sakti hay.
          • #6 Collapse

            forex trading main trading karny k liye hmary pass 3 technical hoty hain jin ko use kar k hmain trading karni hoti hai jin main aik fundamntal hota hai aik technical analyses or last main sentimental analysese en ko use karny k liye hum saf lafzon main kah skty hain k hmain jaiza lena hota hai k kisi aik khas point ka jis main hum apni trading ko asan ban skty hain es liye hmain har analyses ko achi traha se use karny ka knowledge hona chahye jis se hum apni trading ko bahtr se bhatr bna saken
            sentemnatl aalyses:
            sentimental analyses ayh analyse hoty hain jis main aik trador market main hony wali situation ko chek kartaa hai or dekhta hai k kis pair main trading ho rahi hai or kitny order kis trah se lag rhay hain buy zeyda ho rah hai k sell ho raaha hai trador apny es analyse se market ko es nkty se dekhta hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
              Dear members sentimental analysis kya hai aor isko kesy find kety aor apply krty han?
              Dear sentimental analysis ka matlab ye hota hai kay aap technical analysis aur fundamental analysis ko jabb milaa kar karte hain to usko sentimental analysis kehty hain.
              Kuch logon ka rujhaan sirf aur sirf technical analysis par hota hai jab kay kuch log sirf aur sirf fundamental analysis ko tarjeeh dety hain aur us par apni trading karte hain. Lekin kuch log en dono ko milaa kar analysis karte hain aur phir un analysis ko dekh kar khud idea lagaty hain kay un kay idea ky mutabik market up jaay ge ya phir market down jaay ge. Es cheez ko ham sentimental analysis kehty hain aur bhout say experienced traders ka kehna hai kay aapko sentimental analysis lazmi karna chahey.
              • #8 Collapse

                Sentimental Idea kachiwala technical analysis hota hai isme Agar working Karte Hain Tu Yahin se aapko isko Samjhana sabse Jyada important hota hai Jitna Diya Uske baare mein aapke paas information Hogi aap ko achhe se samajh sake iss ki help Se Jyada working kar Sakenge aapka long time working increase Ho Jayega aapko Uske help Sab kaam karna Aasan ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Sentimental analysis bahut acche analysis of the in analysis ki help se main market ki direction Ka Pata lag jata hai market ki movement ke sath sath liye Bhi Karte Hain Hame market ki movement Kabhi Idea Yaha se acche se develop ho sakta hai kaam karne mein nahi aata Hume easily Pata Lag sakta hai ki market ki original direction kaise hai aur kaise Hoti Hai Hum iski direction Mein working kar sakte hain aur Apna catalyst direction invest kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    bhai leverage ki ager him log brhty ha to him log kam balance ky sath bri trad ko open kr skty ha is leya him logo ko loss bi jldi hota ha is leya him logo ko leverage ko bra nhi krna chaya
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Assalamualaikum bhai sentimental analysis ki wajah se hum log bhi kar sakte hain trading kam karne ke liye Hum logo ko mehanat karna padti hai aur hum log jitni Jyada Mhnat Karte Hai Hum Logo Ko Itna Jyada profit Milta Hai kal hum logo ko analysis ko follow bhi karna hota hai phir Hum Log kamyabi send reading karne mein kamyab ho sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear forex market me hm 3 trah ki analysis krty hain aik technical analysis dusra fundamental analysis or tesra sentiment analysis mostly log technical analysis pr kam krty hain sentiment analysis advance level ki analysis me shumar hoti ha jis me psychology ki bunyad pr trading ki jati ha matlb k forex market aik riski type business ha jis me hamain aksar order lagatay huvy ye khof hota ha k kahin hamain loss he na ho jai si is isi khof ki fiza me hm order ni laga paty or market apni move kr jati ha or hm apni trade ni laga paty isi psychology ko improve krny ko technical analysis kehty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X