Crude oil target ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil target ?
    Koi mujhy ye bata skta ha k ajha kal crude oil may itni zayda movement kyu ho rahi ha jis ki waja say buhat say loogon ko buhat zayda nuksaan ho raha ha wo yahan say kuch zayda amount ko earn b nahi kr rehy han is ki support and resistance ka b pata nahi laag raha ha
    Last edited by ; 21-07-2018, 04:24 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Crude Oil Analysis
    Crude oil aaj kal bari interesting soortehaal main aaya hua hai. Aik taraf OPEC oil ke keemton main musalsal izzaffa karti ja rahi hai aur dosri taraf Donald Trump nay 2 baar oil ke bahrti hui keemton ko tankeed ka nishaana bnaaya hai. Kun kay America main aany waaly dino main elections hony waaly hain oil ke prices main izaafa Donald trump hakoomat kay liey mushkilaat ka baais ban sakta hai.

    Iran Situation Oil Ki Bharhti Keemton Ke Wajha:
    Donald trump nay iran say kuch arsa pehly jo deal khatam ke hai aur dobaara say sanctions lagany ka kaha hai to iran ke taraf se oil supply na honey ke wajha say demand main izzafa ho gaya ha jab kay supply main wazeh kami nazar aa rahi hai. Jo kay oil ke keemton ko barhany par majboor kar rahi hai.

    Technical Soortehaal:
    Technical aitebaar say daikha jaay to market 1D chart main 2 baar 72.70 ke resistance ko touch kar kay aai hai aur us ko torr nahe saki. Lekin jab tak market 68.00 sy above ha market main trend up he rahy ga.
    Click image for larger version

Name:	20180926_013340.png
Views:	1
Size:	106.7 کلوبائٹ
ID:	12318942
    • #3 Collapse

      dear USA ki economy ki waja se hi crud oil ki market me big movement ho sakti hay agar crud oil supply aur demand par ham focus karen to asani se crud oil market ki movement ka andaza ham laga sakty hey supply me agar kami ajaye to crud oil ki market teezi se down ja sakti hay aur demand zeyda hony ki waja se crud oil ki price be up ja sakti hay, crud oil ki market me har week esi big movement ajati hay jes ki waja se crud oil traders confuse ho jaty hey latest crud oil ki market condition trading key ley bahot hi profitable ho sakti hay kinu key crud oil es year 80$/barrel tak ja sakta hay.
      • #4 Collapse

        forex trading main jitny bhi trading pairs hain un k up or down hony ki sub se bari wajah os molk k siyasi or moashi halat hoty hain jin ki wajah se os molk ki currency main otar charhao hota hai or ab aghr oil k pair ain moving achi nhai ho rahi hai tu es main bhi os molk k halat ki sub se baei wajah hogi jo k market par asar andaz ho rahi hai es liye hmain apni trading main har os pair main trading karny k liye so market ki achi traha nalsye karna chahye q k jub tak hum apni trading ko achi tarha smjh nahi paty hain tab tak hum os main achi trading nahi kar skty hain es liye bbahtr yahi hai apny analsye ko achi traha use karty howe har pair ko achi trah smjh kar order lgaen ta k apko loss na ho
        • #5 Collapse

          bt ye he k hmari hkumat ki na ehli he jis ki waja c hm crud oil mn nuqsan utha rhe hn .USA ki ecconmyzra chek krn unki is men ek bri movement ho rhe hy aur agr hm apni demand r supply pe zra dhyan kr ln to crud oil ki qemton men khatir khah kmi a skti he r wo is tra k agr hm crud oil ki supply rok dn to autometicaly is ki price necha ain ge r hmari economy strong ho ge rb udhar c demand jb zyada ay ge to hmare muashel halat behtri ki traf ain ge
          • #6 Collapse

            crude oil ki movement hamesha hi tez hoti hai agar ap trading me crude oil ki market ko dekhty hai or observe karty hai to apko pata hona chahiye.
            CRUDE OIL MARKET:
            Oil market me sab sy zeyada movement hoti hai gold market sy b zeyda par ap is me trading nahi kar sakty is me trading karny k liye apko bohat experience ki zroorat hai or apko oil market ki knowledge ki b zroorat hai in sab k baad ap oil market me trade kar sakty hai par phir b apko exact pata nahi hota k market kesy move kary gi.

            Apko chahiye k ap balance zeyada rakhy or lot size kam phir ap oil par trading kary or ho saky to apko oil trading sy door hi rehna chahiye currency par trading kary ni to ap gold trading kar ly. Oil trading tab hi kary jab is ki kafi smajh ho apko.
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai forex market Mein Hum oil IMA training Karte Hain To Hum logo ko wash bhi ho sakta hai isliye Hum logo ko trading nahi karni chahiye isme isme movement Bahut Yaad Aati Hai maa ki chut ki
              • #8 Collapse

                my dear friends ager him log market ma oil ma trading krty ha to him logo ko loss ho skta ha or hmra account wash bi ho skta ha is leya him logo ko oil ma trading krni chaya is leya him logo ko bhot dhyan sy trading krni chaya
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
                  Koi mujhy ye bata skta ha k ajha kal crude oil may itni zayda movement kyu ho rahi ha jis ki waja say buhat say loogon ko buhat zayda nuksaan ho raha ha wo yahan say kuch zayda amount ko earn b nahi kr rehy han is ki support and resistance ka b pata nahi laag raha ha
                  Crude oil ki filhal koi samajh nahi aa rahi main bhi crude oil ko by kiya tha lekin aaj mera account wash ho gaya hai crude oil Itna Jyada down aane ke bawajood bhi aur Jyada down ja raha tha aur Ghode Wale Ki Koi samajh nahi aa rahi hai ye kab tak down Jayega isliye oil made reading Na Kare Tu Jyada baithe hai Kyunki wo bahut risky ho chuka hai aur isme trade Karke Mein do baar Apna account voice convert chuka hoon
                  • #10 Collapse

                    Oil ki movement par OPEC (Oil and Petroleum Exporting Countries) ka bara asar hota ha aur recent meeting mein Opec na 1.2 million barrel per day cut karnay ka kaha ha, to is se global oil supply mein kami aye gi, jis se demand mein izafa hoga aur prices barhay gi. Lekin ye price aik dam increase nahi hoti, chun kay bohot se traders ko pata chal gaya ha kay Opec na kiya decision diya ha, to large number traders na Oil par buy order open kar diye hain, jis se ab market false trap create kar rahi ha aur Oil ki price gir rahi ha, ye tab tak giray gi jab tak bohot se buy orders khatam nahi ho jatay, yun jab sellers barh jain gy to un push karnay kay liye Oil ki price upward jaye gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil target ?

                      abhe to brother jo crude oil ka trend hai wo change ho chuka hai phelay last khuch week sy sell ka tha but abhe change ho k buy ka ho geya hai abhe us ko her down relay pay app buy karean koin last friday ko bhe wo 53.50 ki range say 55 tak wo buy hoa hai our still abhe buying main hai yahan pay us area main ager thora resist kerta hae to pher app us ko sell ki trade short term k leay lay sagty hain but over all us ka abhe buy ka trend chal raha hai our ye 67$ tak per barrel us ki price buy main jeay gee koin k sell kafi ho chauka hai our iran pay american pabandioun ki wja say bhe us nay kafi abhe high jana hai koin k oil ki pedawar main mean supply main kafi hoo gee to pehr us main app k pass us ki price barhey gee our Pakistan main bhe oil mhenga ho ga
                      منسلک شدہ فائلیں
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil target ?

                        Oil us time strong balancing area main enter ho chuka hai dosto abhe hum oil ko sell ker sagty hain koin k abhe oil kum say kkum bhe 300 say 600 pips ki down main retracement lay ga our hum sell ki trade mini lot say enter ker k us say profit earn ker sagty hian ager abhe koi buy kerey ga to us ko loss bhe ho sagta hia humean oil main ager koi bhe price action sell ka signal with RSI 70 say 80 ka level milta hai to pher hum daily time frame k mutabik sell ker k us say acha profit bna sagty hain humean us main mehant kerna ho ge our forex main technical analysis ko siekhna ho ga pher he us main app her pair k analysis ker k to sell ya buy ki trade lay k profit ker sagin gay
                        منسلک شدہ فائلیں
                        • #13 Collapse

                          Re: Crude oil target ?

                          Assalamu Alaikum their friends Jaisa ki aap Jante Hain Ki hi crowd I'll bahut hi jyada risky pears hai agar ham is per apni trade Lagana Chahte Hain Uske liye Hamara account Bada Hona chahie Jitna aapka account bada hoga utna hi aapke liye faydemand sabit Hoga aur aapse trading kar sakte hain friends crowd oil Tej moment ki market hai jo bahut jyada risky hai aapko profit bhi achcha deta hai lekin loss bhi bahut jyada hota hai isliye Hamen is ko acchi Tarah analyse karke hi trading Karni chahie Agar Ham Aisa Karenge to hi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Crude oil target ?

                            Ji Hamen Yahan per oil ko dekhna chahie usko Dekha Soch Samajh Kar apni trading Karni chahie Jab Ham Koi ko Dekhenge use per kahan Karenge To Ham Kamyab Honge isiliye Yahan per Hamen oil ko dekhna chahie use per Apna Kam karna chahie aur Soch Kar Dekh Kar Samajh Kar kahan karna hoga Soch kar Dekha Samajh Kar kahan karna bahut hi saruri hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X