Hum jantay hain kay forex mein currencies pairs ki form mein hoti hain, aik base aur aik quote currency hoti ha. Aik full quotation (pair) 2 prices se mil kay banti ha, jin ko Bid aur Ask kehtay hain. Bid aur Ask kay darmiyan farq ko Spread kehtay hain. Spread broker ka profit hota ha.
Bid woh maximum price ha jo aik trader kisi currency pair ko buy larnay kay liye day ga.
Ask woh minimum price ha jo aik trader kisi currency pair ko sell karnay kay liye day ga.
Ask price usually Bid price se ziyada hoti ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим