Definition: Price upar jaye ya nechy seedhi line main nahi chalti balkeh zigzag chalti hay kuch movement kay baad wapas aik khas muqam say wapas mor jati hay kuch dair yahan rakhny kay baad dobara apna sabar shuru kar daiti hay es khass muqam ko support or resistance kehty hay nechy di gai picture say samjha ja sakta hay
Support and Resistance line Draw karnay ka tariqa: humay aik baat zehan main rakhni chahiye keh support aur resistance aik area hota hay fix price level nahi hota nechy diye gye chart main agar aik aisi mutwazi line khaichi jaye jo 2 ya 3 shadow ko milaye to es area ko support/resistance kehty hay agar ye line chart hay upar ki side par ho to resistance ho gi aur agar nechy ki side par ho to support kehlwaye gi
agar price upar ja rahi ho to aik muqam par ruk jaye gi agar yahan say price upar jati hay to ye muqam support kehlaye ga agar yahan say wapis mor jati hay to ye muqam resistance kehlaye ga
Support and resistance ki sada si misal kamay ki hay jis main frash support aur chatt resistance ho gi nechy ki picture main wazih hay
support and resistance kay bany bnaye indicators bhi milty hay humay line khenchni nahi parti indicators khud he line zahir ho jati hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим