International trades kay kiya faiday hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    International trades kay kiya faiday hain ?
    Countries kay darmiyan trades kay kiya faiday hain aur is ka forex par kiya asar parta ha?
    Last edited by ; 06-07-2018, 12:26 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INTERNATIONAL TRADES :
    international trades boht he ahm hote he kese bhe country ke economy ko bhtr krne ke lie aur jb international trades countries aik dosre ke sath krte hien to donon countries ko boht fiada hota he aur jaise countries ka faida hota he phr forex market pr bhe asr prta he aur forex trading market mein bhe teze ate he aur jb world mein khush hale ho ge aur sb countries aik dosre ke sath ache rwabit rkhein ge aur aik dosre ke sath business krein ge to boht fiada hota he aur es ka asr forex market pr hota he aur forex market mein bhe boht teze ho jate he aur market mein traders boht acha profit hasil kr lete hein to international trades sb world ke countries ke lie boht ahm role play krta he aur es se he pore dunia ke trading mein bhtre ate he agr international trades na hon ge to markets bhe tabah ho jate hien.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
      Countries kay darmiyan trades kay kiya faiday hain aur is ka forex par kiya asar parta ha?
      International trade ke bahut fayde Hote Hain full superhit bahut jyada Asar padta hai UK international trade Jab Hoti Hai To usse Kisi country ki economy power badhti hai aur kisi country ke economy cover kam hoti hai Jise forex market Mein Kafi movement Ho Jati Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
        Countries kay darmiyan trades kay kiya faiday hain aur is ka forex par kiya asar parta ha?
        international trade ke bahut Sare fayde hain aur waise bhi hum jo Forex trading karte hai yeh ek international trade hai isme Puri Duniya K investors Apna Tashan West karte hain aur Apna Apna target achieve Karte Hain
        • #5 Collapse

          international trading business ka faida ye hota hay key ham asani se huge earning kar sakty hey aur forex business be international business hi hey jes me trading karny ley time limit koi nahi hay ham investment kar key apna own business start kar dety hey jes me ham ghar me bate kar hi trades open kar sakty hey aur profit earn kar skaty hey, jab key other business me esy nahi ho sakta hay other local business me time ki pabandi aur sath me etna profit be nahi hota jetna kesi international business me ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            International trading cable advantages Hai in atwater advantages come follow kar sakte hai Yaariyan maximum investment ke saath saath maximum profit generate kar sakte hain for investment copy Delhi be a sperm increase ho jayegi iske liye hardworking karna hoti hai
            • #7 Collapse

              My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma international trader ka forex trading ma both hi ihmayat hoti ha ha aku yk wo log is ma mhnat krty ha or in ky pass knowledge bi zayada hota ha him log in ky knowledge sy bhot fida hasil kr skty hav
              • #8 Collapse

                Re: International trades kay kiya faiday hain ?

                Hamein Pompeii Aisi post Karni chahiye Jis Ke quality or quantity donon Jyada honi chahie form 10 Hamesha trading se related posts Karni chahiye Kitni Achhi hai Hamare post Hogi Hamein utna hi accha form se bonus Milega isliye Hamesha form says products trading se related knowledge share Karen is aapki post Ki Galiyon Jyada Hogi aur jo bonus Milega vade Jyada hoga
                • #9 Collapse

                  Re: International trades kay kiya faiday hain ?

                  Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha international forex trading k both sy fayde han forex trading sy aik to khud ko fayda punchta ha or is k sath sath humary mulk ko fayda punchta ha is sy hum khud profit hasil kar k humy apny ap ko set karty Han or mulk ki economic ko bi behtar karty han is k alawa agr huny loss hota ha to is ka asar mulk pe bi parta ha mulk ki economic down hoti ha is ley humy chae ha jab bi forex trading karny to pehly ache tahra learning karny ta k humy ziada sy ziada profit ho jis ki waja sy humary mulk ko bi fayda ho mulk ki economic behtar ho or mulk bi develop hota jay
                  • #10 Collapse

                    Re: International trades kay kiya faiday hain ?

                    International trades k bohat faidy hai jesy agar p ki country k pas salt yani namak zeyada hai to ap is ko dusri countries ko bech kar us sy koi aisi cheez ly sakty ho jo ap k pas kam ho.
                    or Forex trading par is ka asar ye hai k agar internationl trading k nateejy me dollar ki value increase hui hai to forex trading me b is ki price increase ho gi or agar dollar ki value decrease hogi to market me b kam ho gi is liye international traders ka bohat zeyada impact hota hai forex trading me b.
                    • #11 Collapse

                      Re: International trades kay kiya faiday hain ?

                      har kaam ka apna meyar hota hy us ky karny waly ko bhi us ky meyar ka khayal rukhna parhta hy agr kaam karny wala us kaam ky meyar ky mutabeq kaam kary ga to us main us ko utna hi naffah ho ga or agr us main us kaam ky meyar ky mutabeq kaam na howa to us ko munaseb naffah bhi hasel ni ho ga trade karny ka kaam bhi ayk meyar rukhta hy is main bhi bara soch sumajh kar chalna parhta hy or khas towr py yeh jo trading hy is main to ayk khas kaam karny ka tariqah hy jes ko meen teen rukhna zarori hy or us ky hesab sy ki hoe trading insan ko faeda bhi diti hy or jetni zeyada is main maelomat hon gi utna hi zeyada faeda ho ga or pher agr ho bhi international trades to pher to kia hi baat hy us main nolej bhi baehy ga or us main naffah bhi zeyada hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: International trades kay kiya faiday hain ?

                        Apne Gaon Mein Ek planning G biscuit lete hain kuch log theatre jumper cables Log Yahan Par Painting ki cutting karna start kar sakte hain Kaplan bhi bahut jyada acchi wali aur important Cheez Hai Jiske saath saath Agar Hum kaam karte Jaenge to earning karne ke chances be strong level par Jayenge support and resistance level Kabhi message acche se kam ho jayega thik Kaise kam karte hain aur Hamesha Se Kaise Yaad Nahin kar sakte hain kya chij hai in Sab Ka Hona lazmi hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X