Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

    Dear apne bahut achi post ki ha, main apko batata chaloon k Analysis achi trading k liay zaroori ha lakin kaafi nahi ha, iski waja ha, wo ye k agar sirf Analysis k bunyaad pe hi trade kia jata to saath main baaki cheezon ko nazar main rakhnay ki zaroorat nahi parti.
    Misaal k taor pe apne technically or fundamemtally Analyze kar lia ha markeet ups downs ko, or trade laga dia ha, to ho sakta ha News apko zero kar de. News ka barha assar hota ha trading pe, is liay Analysis k sath sath, News awareness or Good entry point ka dhoondh lena bahut zaroori ha. Risky time main analysis bhi sahi tarah se nahi ho paata, or wrong target select ho jata ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

      Dear friend forex trading main humy analysis k sath sath apny account k mutabiq trading karni ho ge q k agr ap achy analysis karty han par both bari lots size istamal karty han to ap Jo k ap ka account wash kar dati ha to ap k analysis ka koi fayda ni ha
      Forex trading main humy chae ha proper money management or risk management k sath trading karny ta k humy loss bilkal na ho or hum maximum knowledge or experience hasil kar sakeny is ley humy forex trading main apni mehnat sy learning or practice karni ho ge or tab he hum kamyab ho sakty han forex trading main humy technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis karny chae han ta k hum maximum earning kar sakty han
      • #33 Collapse

        Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

        G nahi dear professional traders siraf market analysis karny ko hi successful hony key ley lazmi nahi samjty sath me terminal tools aur apni strategies aur planing ko be kamyabi key ley best samajty hey, market ko analysis karna to lazmi hay hi es key baghir to trades open karny ka sochna be nahi chaye, hamesha profitable trading karny key ley traders ko market analysis karny se agey be sochna chaye, achi planing aur achi trading strategies key sath bahot se tools be esy hey jes key help se har trader successful trading karny me kamyab ho sakty hey.
        • #34 Collapse

          Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

          Well bro, Market analysis trading mein buhat ahmiyat rakhta hai magar srf ache market analysis se hi srf profitable trading nhi hoti balke baki sare factors bhi ahmiyat rakhte hai, jesa ke emotions pe control agar nhi hoga to ap ki perfect trade mein bhi nuksan hoga aur is ke ilawa patience se apne trading plan ko follow karna bhi ahem hota hai. Kisi bhi ek chez ko agar nikal denge to ap kuch waqt tak to profit earn kar le per over all ap nuksan ka hi samna kare ge.
          • #35 Collapse

            Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

            Analysis Kay sath sath humre pas skills or experience hona bhi bohat zarori hai jis ko use karty hoe hum forex market may profitable trade laga Kay acha profit earn kar sakty hain begaar knowledge or experience Kay hum kase trade laga sakty hain is Kay sath sath humre pas ziyda balance hona bhi bohat zarori hai kyu Kay money management ko sath sath manage karna or apne balance ko dikhty hoe trade lagna bohat zarori hai kyu Kay bohat say trader trade lagty hoe apne balance ko dikhty nahi hai or ziyda risky trade laga lyte hain jis say sara balance zaya ho jata hai is liye humsha lot size select karty hoe koshish karain Kay apne balance Kay hisaab say ho ziyda risk kabi bhi nahi lyNa chahye or koshish karni chahye Kay loss say bachty hoe earning ki jiye shukria...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: Kya sirf Analysis kaafi hotay hen achi trade k lye ?

              ji Bhai market ka andaza lagane ke liye hamen sirf analyses per hi nahin rahana chahie fundamental bhi read karna chahie news ka pata hona chahie kyunki news ke waqt market bahut hi jyada movement Kar jaati hai news ke waqt hamare tamam analysis fail ho jaate Hain isliye news ka hamen khaskar khyal rakhna chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X