Jaiza : Gold pey trading k lye achi strategy konsi ha ?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Gold pey trading k lye achi strategy konsi ha ?
    dear members gold ki trading thori risky ha yahi suna ha mera gold pe koi experience nahe but gold pey trading karna chahta hun acha sa method batain ap
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gild py trading krni ho to apko aik to usdx doller index ko critical view krna chye isky elawa jitny bhi pair yen ky sath hain ko bhi view krna chye agr yeh strong ho raha ho to gold up jata hai aor agr yen down trend ma ho ga to gold bhi down jay ga yeh aps ma opposite move nhi krty doller index ky sath gold move krta hai opposite.
    • #3 Collapse

      GOLD TRADING KI BEST STRATEGY:
      Dear forex trading mein gold ka pair boht risky he lekn jb hm gold mein trading krne se phle apne aik ache gold ke trading strategy bna lete hien to hmein gold se boht acha profit hasil hota he aur gold ke trading strategy ke lie trader ko moving average indicator ko istemal mein lana chahe aur rsi aur bollinger band indicators ke istemal se bhe trader ko boht faida gold trading mein ho jata he es lie trader ko hmesha es bat ka dihan rkhna he keh gold mein trading se phle gold ke ache trah se analysis technical kre aur gold ke sahih price movement support resistance pivot level ko smjh kr gold mein trading kre aur jb trader aik simple aur asan se gold ke strategy bna leta he to phr trader ko gold ke trading mein boht profit hasil hota he aur trader ke lie gold mein trading krna risky nhe hota he.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
        dear members gold ki trading thori risky ha yahi suna ha mera gold pe koi experience nahe but gold pey trading karna chahta hun acha sa method batain ap
        Agar Hum gold pe trading karna chahte hain to uske liye Hame proper planning Banakar trade Karni Hogi aur gold made trade karne ke liye Hame kabhi bhi apna pura balance hai ki tradeway invest nahi karna chahiye ICSE Agar Hamari trade laws maybe gayi toh Woh jaldi cut nahi hogi aur Hamara account We Wash nahi hoga gold Mein trading karna kaafi risky Hota Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
          dear members gold ki trading thori risky ha yahi suna ha mera gold pe koi experience nahe but gold pey trading karna chahta hun acha sa method batain ap
          assalamu alaikum bhai Agar aapko old car trade karna chahte hain toh aap wo chahiye ke pahle market analysis karna sikhe Jis Se aap ko pata Lage ga ke gold ka kya chal raha hai aapko analysis karna nahi aata to seniors members analysis Karte Hai Delhi unke analysis Gori Se fayda Hota Hai
          • #6 Collapse

            Gold par trading se pehlay gold ki psychology ko samjhain. Market mein Gold par big fishes (baray players/traders) trading kartay hain. Gold par bohot baray baray contracts hotay hain, jis ki waja se gold ki price har waqt tez hoti ha. Gold mein try karain kay trend kay start mein hi enter ho jain, previous month gold $1340+ par tha aur is month mein $1244 tk aa gya. To gold hamesha long term trading mein bohot faida mand ha.
            Scalping gold par ziyada kamyab nahi ha lekin kabhi kabhi gold ki price aik fixed range mein trap ho jati ha, strong support aur resistance kay darmiyan. Us waqt higher high par sell aur lower low par buy kiya jaye to acha profit hoga.
            • #7 Collapse

              gold par trading karna bohat zada risky ha or ap ko gold me trading karnay kay liey kam az 100$ ki need hoti ha agr ap profit earn karna chahtay hain gold me movement achanak bohat zada fast a ajati ha jis se jin kay pass balance low hota ho un ka account wash ho jata ha
              gold me agr ap success chahtay hain to gold me breakout stragety sekhay ap breakout stragety kay har pehloo ko parhay un ko demo account me practice karay
              gold me breakout stragety karnay ki reason yeh ha kay gold jub kafi move mwnt deta ha to few say kay liey stuch ho jata ha ap os ko horizontal line mean support or ressistance kay break out par trade ki entry lain ya phr technical analysis ki triangke stragety ki khooob practice karay yeh 2 stragety hain jo gold me success ha
              • #8 Collapse

                dear candle stick pattern ko agar app ne study kia ho aur es me learning ki ho to mery khayal me gold me app achi trading kar sakty hey ye esi strategy hay jes me app ko kabi loss nahi ho sakta hay har candle app ko market movement ka advance me market changing ka bata sakta hay, es key elawa esi bahot se trading strategies hey jes ko agar ham gold trading me use karen gey to hamy profit ho sakta hay, 1 strategy price action ki be hay jes ko traders bahot hi zeyada like be karty hey aur ye all world key traders me popular samji jati hay.
                • #9 Collapse

                  Kbhi kbhi gold b achi trade data ha .gold me agr ap success chahtay hain to gold me breakout stragety sekhay ap breakout stragety kay har pehloo ko parhay un ko demo account me practice karay
                  gold me breakout stragety karnay ki reason yeh ha kay gold jub kafi move mwnt deta ha to few say kay liey stuch ho jata ha ap os ko horizontal line mean support or ressistance kay break out par trade ki entry lain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
                    dear members gold ki trading thori risky ha yahi suna ha mera gold pe koi experience nahe but gold pey trading karna chahta hun acha sa method batain ap
                    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma gold ma market ki movement bhot hi zayada hoti ha or is ma account bi bhot wash hoty ha or loss bi bhot zayada hota ha ager gold ma trading krni ha to phir achi planning ky sath trading kro kau ka jtni achi planning ho gye itna zayada kamyab ho gye
                    • #11 Collapse

                      dear gold pay trading karna bohat he achi bat ha or gold mein bohat he achi trading kar sakty hein or forex mein to ap gold py long term tyrading kareen gold mein hamesha profity kay liye 1% risk poay ap kay pass first to bohat he acha balance backup hona zarori ha then acha experience ho to ap trading open kar kay long term trading kareen or market mein wait kareen kiyon kay wait jitna ap kareen gay itna he acha profit ap earn kar sakty hein kiyon kay gold ki market ki limit bohat kam movement ki ha is liye zyada balance backup kay sath ap market say unlimited profit earn kar sakty hein
                      • #12 Collapse

                        My dear forex main humery pass sab say danger pair trading main our pher commodity main Gold hai koin k us main aik to app ko trading k leay ache investment chahy our pher ye itne matter nahe kerti hai jitna app ka demo experience ager gold trading main ho ga to wo matter karey ga app ko forex main mehnat kerna ho gee pher he us main app trade ker k us main acha profit ban pian gay
                        Gold trading k leay best strategy to ye hai k app us main risk zeada mat lain kion k app ka target 10 pips mean 1290 say 1280 tak hota hia to app us main maximum .03 lot ki he trade lain koink hum forum members k account small hoty hain to jab app us k oper .10 ki trade lety hian to 10 ssay 20 pips move pay account wash ho jata hai to app ko apni psychology ko control main rakhna hai to money management k sath trade kerna ho gee pher he app us main successful trading ker paen awal to forex main humean her soraat main apni greed ko control main rakhna ho ga pher he us main hum ache earning ker pain gay koin k pheli koshsh app ki servival ki hone chahy
                        • #13 Collapse

                          Forex kay jitnay bhi pairs hain is kay kuch quaday aur qanoon hain ye un kay teht move kertay hain new chahye jesi bhi ho ye wesa hi move karen gay jesay is nay move kerna hay. Is liye jo bhi ap log strategy banatay ho wo kabi bhi kisi aik pairs ya chart kay liye nahi ho gi ager wo strategy achi hay to wo har pair per kam karay gi aur apni out put achi hi day gi.
                          Main nay boht say logo ko suna hay kay ye strategy falan pairs kay liye hay aur ye falan kay liye. jab kay asi koe bat nahi hoti ya to un ki strategy thek nahi ya uno nay is ko kabi dosray pairs kay liye test nahi kia hota. is liye knowledge wo hasil karen jo mukamal ho naqis ilam ap ko naqis out put hi day.
                          • #14 Collapse

                            mery bhae gold main trading k leay ap ko boht he experience ki zarorat ho gee forex maen app ager app demo practice k bagheer currency main bhe trading kernay ki koshsh kerty hain to pher us main bhe app ko loss hoo ga to Gold to boht he dangerous pair hai main nay to jb bhe us main trade ki hai mera account wash hoa hai forex main humean agar gold main trade app nay kerni hai to pher humean us main practice ki zarorat hoo us main best strategy to forex business ki yahi hai k us main money ko manage ker k kaam kia jeay koin k abhe insta nay jab say leverage zeada de hai hum currency main bhe account wash over trading say ker dity hain to humean us main ye kerna ho ga apnay capital bonus ko diekh k he currency our gold main trade kerna ho gee pher he us main app trade ker k acha profit earn ker pain gy nahe to gold main app apna sraa capital wash ker dain gay us pay trade k leay best app support and resistance ko strickly follow karean our trend ka use karein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear aap nay gold ki trading main strategy poochi hai to dear pehli bat to ye ky gold main aap ky pass experience hoona chahyee aor ais ky ilawa aap ky paas aik bary size ka capital hoona chahyee kionky gold main boht risk hai aor rahe baat strategy ki to dear wo situation ky hisaab sy change hoti hai ais liye aap ye nahin keh sakty ky koi aik strategy kamyaab ho jaye ge ais main aap ko jaldi jaldi and timely decisions laany party hai aai main ager aap ki koi trade entry ghlat hoo jaye to aap scalping and hedging ky zareeye aany account ko save kar sakty hai baki ais main aap ko news ka istimaal acha aana chayee aor aap ka personal analysis bhi acha hoona chahyee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X