Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

    Indicator se galatfahmi ho sakti hai yeh possible baat hai aur forex market par bahut sari cheeje fact karte hain aur ye baat hundred percent confirm nahi hoti Ke Jo chij hum indicator se analyse karte hain 100% Sahi Ho Kyunki Agar Hame indicators sai price movement Bata rahe hote hain aur hum usko follow kar rahe hote hain tu bahut Baar aisa hota hai ki market ki movement Hamare is indicator ky analysis Ke ulte Chal Rahi Hoti Hai Kyunki indicator Se Hum Sirf technical analysis kar rahe hote hain aur Galti Hamse ho sakti hai ya FIR Aisa Ho jata hai ki market Pata dusre effect fundamental padhte Hain unko bhi Samjha Karen Taki Hamein market ke Sahi updates Hoon aur Market ky change hone wale trend ki Baju Hath pehle se pata chal jayega toh fir Ham market ke Sahi trend ko follow karte hue Apne trending save kar sakte hain hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

      Pyare dost indicator sirf movement ke bare mein batata hai lekin market ko sahi tarah se analyse karna ya khud ka dimag karta hai isliye indicators par depend nahi raha Ja sakta indicator market ki movement ko achi Tarah batata Hai Jaise ke kuch indicator Aise Hain Jo ki aapko trading Mein Kafi help lete hain lekin indicator rules to follow karte hue indicators ke signal to agar aap follow karte hain tu usme short term trading sabse best hai agar aap indicator se long term trading ki taraf jaen to yeah aap ko nuksan da hoti hai isliye indicators par depend Rehte Hue short term trading se aap kaafi accha benefit Hasil kar sakte hain aur bahut Sare Aise indicators hai jo ki direction bahut hi perfect batate hain jisse aap kaafi accha profit has kar sakte hain aur trading Mein bagair nuksan ke acchi earning kar sakte hain isliye indicators ko faltu Nahin samajh na chahi indicators ke sath short term trading Karke achha profit Hasil karne to behtar hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

        Dear Aisa kuch bhi nahi hai agar aap ek indicator se achi trading karna chahte hain to aap kar sakte hain jaise ke Ek bahut hi accha indicator RS I yeh ek Aisa indicator Hai Jiski wajah se aap bahut hi accha profile Hasil kar sakte hain jaise ke agar aap isko Ek chat par activate Kar Le Tu is main Lo Aur uptrend ke bare mein information Hasi Hoti Hai jaise ki market Agar 70% se above Jaaye to sale trade banti hai aur Agar market downtrend ki taraf se to aap ki bike Ki Tarah banti hai jck market 30% sit down ho to aap Baki trade Laga De Jis Se aap kaafi accha profit kar sakte hain
         
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

          Humn kisi bhe ghalt fehmi main tab partay hain jab kise bhe business ko krnay k leay humery pas ache advice ya guide line nahe hoti hai forex main meta trader main app iak indicator use karien gay to us say ap ko kafi confusion ho sagte hai jesay k aik stochastic oscillator ko main istimaal kerti hoon to wo mujhey achy result nahe day ga koin k jab tak meri general market perception ache nahe hoo gee main ghalt fhemi ka shekarr rahoun gee to mujhey us main jab experience acha ho ga to pher bhe main us say secure rahoun gee our doaroun say accha perform karoun gee
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

            bhai jan jo trador indiactors ko use kar k apni trading karty hain os k bawjood pher un ko loss ho jta hai tu es ka matlab yahi hota hai k wo indiactors ka knowlege nahi rakhty hain q k ap kisi bhi toll ko tab tak use nahi kar skty hain jub tak apko oska knowlege nahi hota hai tu apko aghr koi indiactor use krna hai tu apko oskko achi trha se use krna hota hai indiactors ko sahi istmal na karny se bhi loss ho jta hai jis se apko loss ho jata hai or apko chahye k ap har trha ka analysis kar k apni trading karen jis main hmain apni trading mainindiactor ko achi trha se use kar k apni trading karen
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
              dear members bohat sey log kehtay hen indicator sey foran profit hota ha ya wo indicator ko sahe samjahtay nahe onki ghalti kya hoti ha ap kya kahain gay
              Assalamu Alaikum Forex trading business main Hamein main kaafi saare tools Mil Jate Hain Jin Se Hame Pata Chalta Hai Ke market kis site par move Karne Wali Hai ISI Mein Ek indicator bhi Hota Hai lekin main aap ne saal ke mutabik ya kahunga ke indicator par kaam karna Jyada risky sabit ho sakta hai isliye aap apne manually analyse Karen aur trade ko open Karen indicator se market ki movement ka Sahi andaza nahi Lagaya Ja Sakta agar aap relative strength indicator Dekh Rahe Hain Tu Jyada accha hai Kyon Ke Liye kaafi accha indicator hai aur moving average Bhi Ek accha indicator hai jisse Hamein Kafi acche result mil sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: murtaza ahmed پيغام ديکھيے
                dear members bohat sey log kehtay hen indicator sey foran profit hota ha ya wo indicator ko sahe samjahtay nahe onki ghalti kya hoti ha ap kya kahain gay
                Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main ap indicators aik istamal karny ya phr ziada ap ko fayda tab he ho ga jab ap k pass indicator ka knowledge ho ga to he ap kamyab ho sakty han jab tak ap indicators ko samj k seek or samj k us pe trading ni karny gy to ap ko ziada fayda ni ho sakta ha is ley humy pehly indicator ko seekena or samjena chae ha or wo kam kase karta ha dakhena ho ga jab forex trading main hum proper money management or risk management sy trading karny gy to hum easily ache earning kar sakty han is ley humy pehly ache planning or strategy banani ho ge tab he hum kamyab ho sakty han
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                  Dear app ko na to zeyda indicators use karny ki zarorat hay aur na hi 1 indicators se app trend ko identify kar sakty ho, sab se pehly app ko apny experience key mutabeq ye dekna chaye key chart ko read karny key ley app kes type key technical indicators ki kami ko mehsoos kar rahy ho, app ko 2 esy indicators ki zarorat hoti hay 1 wo jo app key ley trend ki identify karny me help de aur 1 wo jo app ko trend ko conform karny ka signal de, yakeen karen agar app ye 2 indicator find karny me kamyab ho jaty hey to app ko kesi aur indicator use karny ki zarorat be mehsoos nahi ho gi.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : Aik indicator sey kya ghalat fehmi hoti ha ?

                    Yes aapki baat bahut hi in formative hi Hamesha mai ne ek hi ine Katar Koi use kiya hai aur Main Ek Hi indicator per depend Karke trading karte ho zada indicator Koi use karna traders ki Kaun fashion mein jyada Achcha De sake agar aap indication Jyada use kar lete hain to Mere Khyal Mein Har indication aapko different signal deta hai
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X