Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?
    me ap sey ye poochna chahti hoon agar ma kisi bhi indicator ko test krun wo agar acha result de raha ha ma sirf ossi ko le kar chalun trading mei ya kuch aor pe b depend zaroori ha ap tafseel se batao
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AIK INDICATOR KO USE KRAIN YA ZYDA KO

    Dear forex trading mein indicators jaisa keh sb ko pta he keh hmare lie market ke analysis mein boht ahm hien aur hmein lazme htoa he keh hm un indicators ko apne forex market ko analysis mein istemal krein jen ka hmein acha knowledge ho aur agr ap ko aik indicator ka acha experience ho gia he aur ap us indicators ke istemal krne se market ke sahih trend ko rozana smjh lete ho to ap ke lie yeh acha he ap sirf aik he indicator ka istemal kr ke apne trading kia krein agr ap ko lgta he keh indicator ap ko sahih market ke price movement aur trend ko smjhne mein diqat de rha he aur kabhe maket ke sahih signals ap is indicator ke istemal se lete ho aur kabhe sahih signals ap ko is indicator ke istemal nhe nhe milte to ap ko chahe keh ap dosre indicators ko istemal krein aur dosre sb indicators ke istemal krne ka ap ko acha knowledge aur experience ho phr ap apne trading mein bhtreen trading kr skein ge aur ap ko kamaybi hasil ho ge.
    • #3 Collapse

      indicator ki definition
      Bhai indicator apko market ki predictions ma help deta hai apko market ki key support aor key resistance volume market seller buyer pressure ki hisab sy next move ky bary predict krta hai yeh koi authentication nhi hoti hai is leay

      hymen mark3t ma
      MULTIPLE
      APPROACH

      market ma humen multi indiCators ka use krna chye ta ky agr 10 myma sy agr 7 8 indicator faraz kia bullish keh rahy hain to tb apko market ma usi hisab sy entry leni chye
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
        me ap sey ye poochna chahti hoon agar ma kisi bhi indicator ko test krun wo agar acha result de raha ha ma sirf ossi ko le kar chalun trading mei ya kuch aor pe b depend zaroori ha ap tafseel se batao
        Forex trading main kitne Hue indicators working kar rahe hain Sab bahut acche hain aur Hum Kisi Se Bhi help Le sakte hain lekin Hume Kisi bhi indicator 100% Yakeen nahi karna chahiye Kyunki indicators be sometimes wrong Hote Hain
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Kuch log 1 indicator use karte hain kuch one Se Zyada indicator use karte hain ye indicator and ko kam karne mein bahut jyada Sunny Paida karte hain aur aaram ke sath market easily move hoti Jati Hai
           
          • #6 Collapse

            yeh ap ki stragety par depend karta ha kay ap ki stragety ki requirement kaya hain
            me nay bohat saray pro trader dekhay hain jo sirf chart patteren trading kartay hain un kay chart par aik b indicator nehi hota ha
            kuch trader trend trading kartay hain or trend trading ap moving avreage kay begair nehi kar sakty hain
            ab yeh ap par depend ha kay ap ki stragety konsi ha kaya os stragety ko indicator ki need ha kay nehi
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
              me ap sey ye poochna chahti hoon agar ma kisi bhi indicator ko test krun wo agar acha result de raha ha ma sirf ossi ko le kar chalun trading mei ya kuch aor pe b depend zaroori ha ap tafseel se batao
              forex trading market main traders jo bhi indicators watch kr k trading krty hain us sy traders ko faida hota hai laikin aik baat traders ko hamaisha zehan main rkhna chaye k koi bhi indicator perfect nahi hota hamain indictors ko watch krny k baad bhi market ko watch krna achye or sab sy ziada traders ko market ki news pai nazar rkhna chaye is sy traders kafi faida lai skty hain hamain kabhi bhi sirf indicators ko watch kr k trading nahi chaye q k indicators bhi kabhi perfect nahi hota
              • #8 Collapse

                G han dear indicators ko me kabi be without news update hasil key follow nahi karta hon meri first koshish ye hoti hay key me market ka fundamental jaiza lon use key bad 2nd option indicators hoty hey agar fundamental analyzing se koi khas idea na mily to indicators par depend kia ja sakta hay magar 1 se zeyda indicators ko use karna be traders ki ghalti ho sakti hay, hamesha 1 hi reliable indicator ko follow karna chaye, zeyda indicators key signals traders ko pareshan aur confuse kar sakty hey, indicators ko select karna aur es ko samjna be traders key ley important hay.
                • #9 Collapse

                  wese tu ap maket me ek indicator depend nhi kr sktay aur na hi ek indicator use krna chhye dekhai forx me sorat yaktarfa hoti he agr trade kry tu ap ku jitne bhee indicator nazar aye ap un ku follow kry aurindicator ap ki trading ka rukh bhee badal skti hy is lye bilkul hu-sheyaar rahe aur ek por azam rahe ky ap trading me kamyab hun gay, aur trading me price action pr bhee deyaan dena chhye ta ke koi mistakes ki waja se ap u losing na hu aur jb trade kry ap ku mrket ki news masalsal read kry ta ke ap ku changes se apni trading ka rukh badal sake.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                    me ap sey ye poochna chahti hoon agar ma kisi bhi indicator ko test krun wo agar acha result de raha ha ma sirf ossi ko le kar chalun trading mei ya kuch aor pe b depend zaroori ha ap tafseel se batao
                    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log sirf ek hi indicater ko follow krty ha to him log kabi bi kamyab nhi ho skty ha is leya him logo ko zayada indicater ko follow krna hota ha or ager him logo ny zayada profit hasil krna ha to is ky leya him logo ko zayada mhnat krna hoti ha jtni mhnat itna profit
                    • #11 Collapse

                      market may kaam krnay k lye ap ak indicator ko use na karye ap yahan sayaximum earnimg keye ap yahan say maximum information ap yahan say tabb he het kr skye gay jab ap ko pata ho k ye market ap ko zayda nuksan ni daye gi ap ko yahan say aona business ko long time k lye develop krna hota ha tegular yahan say working krna hoti ha
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                        Smarket Mein Kisi Aur tuition Ka Intezar kar lena chahiye usse achi wali position Hogi usse Hum investment Karenge to achha hai Jis se kam karne mein help bhi mil jati hai aur confidence Mil Jata Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                          forex trading main market ko analysis karny k liye apk pass aik strong indicators ki pridection hasil karna boht achi bat hai q k aghr ap kisi bhi indoxators ko use kar k trading karty hain tu market ko smjhny main asani ho jati hai or ap apni trading ko bahtr kar skty hain es liye aghr hum indixators par bat karen k hum es par depend kar skty hain tu mera jwwab hai k nahi q k baz okat hmain hmara indicators 100 percent nahi milta hai es liye apki apni ability bhi lazmi hai k ap os time main market ko khud ki anlaysisation se chek kar k apni trading kar skaen aghr hum kisi achy indiactors ki bat karen tu RSI indicators hmain acha result deta hai q k es main jitny bhi lvel hain os se hmain kafi help milti hai k hum market main over bought or over sold ko asani se chek akr skty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                            Piary dosto indicators ko forex trading main bohat ehmiat hasil hay and mukhtaf waqat ke leay mukhtalif indicators istimal hotay hain. Relative strength idex aik esa indicator hay jo ke trading ke trend ko calculate karta hay and most of time ap is pe depend kar ke apni trade kar sakty hain and esi bohat se example aur bhe hain. Khush log set of indicators use kartay Hain jo ke mazeed effective hoty hain so main set of indicators ko recommend karta hun. Dear ap ne indicators se sirf help laini hay mukamal depend nai karna and is ke sath fundament analytics ko bhe zere Nazar rekhna hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Kya ap sirf aik indicator pe depend kar saktay ho ?

                              ap ko trading me kisi cheez par depend nahi hona chahiye agar ap trading seekhna chahty hai to aisy treeqo sy seekhy jis sy ap ko kisi par depend na hona pary independent trading seekhy.
                              Q k koi b signal koi b indicator 100 percent nahi hota sab sy best ap k apny analysis hoty hai agar ap khus analysis seekh ly to best hai.
                              Or agar ap koi indicator use kar rahy hai to thori bohat help k liye use kar ly agar na b use kary to ap ki trading theek ho ap us par depend na kary.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X