Jaiza : Har Market Session Main Ostan (Average) Movement Kitni Hoti Hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Fashion main market ki movement change hoti Rehti Hai Kabhi B A sem nahi chahti hai market is perfect karti rehti hai aap isme different. Par different changing Nazar Aayegi aap ko kam karne ke liye
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      market main kam karna hay to is main har aik movment ko read karna hota hay jis ki base say hi humain maloom hota hay kis tra trade ki jati hay market main kafi bare bare movments hoti hay is main kafi pips market up and down jati hay jis say kafi traders profit hasil karty hain or kuch loss b karty hain
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
        Har market kay session main har pairs ki average movement to hoti ho gi sab traders apny apny remarks dain ta keh sab ko idea ho saky keh har market kay session main kitni movement possible ho sakti hay?
        i think forex trading market main daily tkrebn 4o sy 50 pips ki movement hoti hai laikin kabhi kabhi jab market main bri news ati hai to bohat ziada pips ki movement bhi ho jati hai us time traders ko chaye k pory dyhan sy kam krain ta k ham acha profit bna skain wo time traders k liye kafi dangrous hota hai or traders ko loss bhi bohat ziada ho ksta hai
        • #19 Collapse

          market movement pair kay session kay hisab se hoti ha asian session me aud jpy or nzd fast move kartay hain
          london market me pound euro chf walay zada pair move kartay apni baqi session me 2 se 3 guna zada moving hoti ha
          usa session me usd cad bohat fast move kartay hain asian or euro session se 3 guna fast movement hoti ha
          • #20 Collapse

            forex market ki daily ki average different dakhi gai hay aor trading main boht sary forex market kay session hoty hain jo kah international countries kay apny apny session hoty hain to in session different different trading pairs ki movement hoti hay aor jahan tk mara experience hay daily average 60 / 70 pips sy 130 tk dakhi jati hay aor daily market low movement main rahty hay kabhi kabhar jb market kay big issues hoty hian international news aor fundamentals forex market py effect karty hain to phr market ki average movement different dakhi gai hai aor phr hr pair ki daily movement 200 sy 300 tk aor is say bhi zyada dakhi gai hay to trader ko in trading ki things ko mind main rkhna chhy aor trader market ko follow karay aor trend ko smjh kar trade kia karay
            • #21 Collapse

              Market Mein kaam karne ke liye jab tak aap ke paas Hoon average movement na ho aap se achi measurement bhi nahi kar sakte hain achha kaam bhi nahi kar sakte hain isliye Jyada Se Jyada aap isme management Pawan Nazron ke jitne Jyada Aap Ki Marzi working level Hoga aapka standard Hoga aap apna kaam easily aur Akshay and 10 se yahan se kar sakte hain
                 
              • #22 Collapse

                market main movment jab b hoti hay to pairs ki movement say hi hoti hay is main jo b kam hota hay is kay humain pairs ko chose kar kay hi order ko palace karna hota hay jis ki base say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain dykhny ko ye bat milti hay market main kafi fast movement hoti rahti hay
                • #23 Collapse

                  market main kam karty hain ti is main humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay is main kafi movment hoti hay is main hum agr hard work kar kay kam karty hain to hi kam karna humry liye asan ho sakta hay ism ain demo ko use karty hain to to market kay bary main achi maloomat milti hay
                  • #24 Collapse

                    market main agr kam karna hay to is main practice say kam karna ho ga is say humain knowledge ki base say kam karna ho ga is main agr kam karty hain to is main agr success hasil karni hay to practice kay liye humain market ki movment say is ko understnad karna ho ga boht fast is main market move karti hay
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #25 Collapse

                      Io

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Masom پيغام ديکھيے
                      Har market kay session main har pairs ki average movement to hoti ho gi sab traders apny apny remarks dain ta keh sab ko idea ho saky keh har market kay session main kitni movement possible ho sakti hay?
                      market session main agar aap yaha par moving average ko jitne Jyada use Karenge aap kuch nahi Jayega Jab profit Milega aapki adding Delhi Bhaskar increase hoti Chali Jayegi disqualified karna last mein ho jayega kya Kaise working kar rahe hai
                       
                      • #26 Collapse

                        Jo mera andaza hai us k mutabiq to jo major pairs hai jesy eur/usd eur/jpy is trha k pairs ki normal movement day ki 80 sy 110 pips tk hoti hai or in k ilawa jo pairs hain un ki movement 50 sy 80 pips tak hoti hai kabi kabar km zeyada ho jata hai or matels jo hai us me main bs gold trading hi karta hu or gold to 300 sy 400 pips move karta hai or kabhi kabhi to is sy b zeyada or bari fast moving karta hai. mjy to bs intna pta hai or ye many khud observe kia hai 100 percent theek b nahi ho skta ye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : Har Market Session Main Ostan (Average) Movement Kitni Hoti Hay?

                          Dear mery khayal me market ki total movement average se kesi be market session me honi wali movement ka andaza lagaya ja sakta hay, ATR indicator aur Moving average indicator ko agar use key jaye to traders ko every market session me market me hony wali movement ki average percentage me information hasil ho sakti hay, important ye hay key demo account me ye define kia jaye key sab se zeyda moving average kon si market me zeyda hoti hay aur kon se session me low volatility key sath market move karti hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X