Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak
dear forex markeet main ham achi earning krnay k liye agar apnay emotions pay kaboo pa saktay hain to ham markeet main lose say achi tarha say bach saktay hain aur agar ham aisa krnay main nakaam hain to ham markeet main lose k baad lose krtay jayengay,emotions ko apnay control main rakhna bahut he mushkil kaam hay is solutions k liye ham ko kisi ilaaj ki zarurat nai hay yeh jub tak hamaray khud k andar say khatam nai hoga ham isay kisi tareekay say khatam nai kr saktay hain hamko kam say kam volume ki trades krnay ki habbits dalnay say ham emotions ko control kr saktay hain agar ham lalach pay kaboo pa saktay hain to ham emotions ko bhi apnay control main rakh saktay hain agar in cheezonko ham achay tareekay say follow kr saktay hain to ham is bimaari say bachnay main kamyaab ho saktay hain .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим