Jaiza : Paishawaar mehanati khaasiat k maalik traders emotional b hotay hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Paishawaar mehanati khaasiat k maalik traders emotional b hotay hain ?
    Aslamualikum dear memebrs, ap kia samjhtay hen k Paishawaar traders jinka kaam he forex ha best trading k liye mehnat ki hoti ha wo bad emotions ko apnay nazdeek nahe anay detay kya yehi unki kamyabi ka raaz ha ap esko detail mei byan karain new log b kuch samjhen
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G nahi dear esy traders jo key professional traders hoty hey wo kabi be emotional nahi ho sakty es ki 1 simple waja ye hay key esy traders ko market me risk ratio ka knowledge hota hay, professional traders profit earn karny se zeyda apny account ki safety ko zarori samjty hey, jo traders account balance ki safety kar sakta hay un ko kabi be loss nahi ho sakta hay aur na hi esy traders kabi emotional ho sakty hey, emotional zeyda tar esy traders hi ho sakty hey jen ka trading expernice bahot hi kam hota hay.
    • #3 Collapse

      Jo Log Yahan Par Forex ke business ko samajhte hain isme learning karne ke liye confidence ke sath kaam karte hain Yahan Par long time business develop kar lete hain aur bahut acche se working kar sakte hain isme hardworking Karte Jayenge aap investment earning decrease hoti Jayegi 12 Karta Hai depend karta hai kya piya se kya karna chahte hain isliye isliye working
      • #4 Collapse

        Emotions har trader kay sath hoti hain, chahay wo expert traders hon ya beginners. Beginners chun kay new hotay hain aur un ko abhi market ki nature ka ilam nahi hota, is liye wo aksar emotions kay under trading kartay hain like ghussa, revenge, overconfidence etc. Bohot se traders ko jab emotions ki waja se loss hota ha to wo trading hi chor detay hain. Dusri taraf expert traders ka chun kay experience ziyada hota, is liye un ko apnay emotions par control hota ha aur wo bohot kam emotional ho kay trading kartay hain. Baghair emotions kay trade possible hi nahi ha kyun kay ye emotions hi hotay hain trading kay liye motivate kartay hain.
        • #5 Collapse

          Bhai him logo ko forex ma apny emotions py mukml control krna Chaya kau ky ager him log asa krty ha to him logo ko Kafi fada hota ha or him log acha profit bna skty ha is leya emotional nhi hona Chaya forex ma
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Paishawaar mehanati khaasiat k maalik traders emotional b hotay hain ?

            Dear ap ny bot acha question kea hy friend emotional hr trader hota hy mgr aik kamyab trader wahi hota hy jo apny emotions py qabo pa sky q k emotions k sath ap kbi b successful ni ho skty jo successful traders hoty han wo kbi b emotional ho kr trading ni krty un k successful hony ka yahi raz hota hy ham jb trading m emotions ko ly aty han to ye hamy bot bara loss dyty han q k is m ham chahty han k zyada sy zyada profit ho or jaldi ameer ban skan jb koi trade thory sy profit m jati hy to hamy usy w8 kiay bagar usy close kar dyty han or jb hamy loss hota hy to ham market k wapis any ka intzar kiay bagar close kar dyty han ta k zyada loss na ho is liay successful trader asa ni krty tbi wo kamyab rahty han
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Paishawaar mehanati khaasiat k maalik traders emotional b hotay hain ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: shaukatje پيغام ديکھيے
              Aslamualikum dear memebrs, ap kia samjhtay hen k Paishawaar traders jinka kaam he forex ha best trading k liye mehnat ki hoti ha wo bad emotions ko apnay nazdeek nahe anay detay kya yehi unki kamyabi ka raaz ha ap esko detail mei byan karain new log b kuch samjhen
              Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main jo log expert trader han ya jin ka experience ziada ha forex trading main to wo forex trading ko samjty han or in k pass maximum knowledge hota ha jis ki waja sy wo emotional ni hoty han balky apny knowledge or experience k mutabiq trading karty han jis ki waja sy uny parshani ni hoti ha or na he uny emotional hona parta ha emotional wo log hoty han jin k pass knowledge or experience ni hota ha or na he forex trading ko samjty han is ley humy chae ha k forex trading main kanyabi k ley humy pehly ache learning or practice kar k knowledge or experience hasil karna ho ga tab he hum kamyab ho sakty han
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Paishawaar mehanati khaasiat k maalik traders emotional b hotay hain ?

                Professional aur peshawar trader ki yehi khubinaur nishaani usay dusray average traders say alag kerti hai kay wo kabhi emotional nahi hota bulkay her trade ko puray naap tol kay saath daikha hai. Professional trader ki pehli koshish yehi hoti hai kay baghair home work trade open open na ki jaey aur Agar achay home work aur study ker kay open ki Janey waali trade bho loss mai jaey tou wo emotional hknay ki bajey positive thinking rakhtay huay sirf ye baat daikha aur sochta hai kay kaha mistake hui hai ya market nay reverse movement kiyu ki hai. Iss Tarah usay future mai market ki situation ka mazeed andaza hojata hai aur wo dobara ghalti ko repeat nahi honay deta hai.

                Professional traders ki approach trading business aik alag approach hoti hai. New tarders jab trading join kertay hain tou unhain andaza nahi hota kay market bohat tezi say movement kerti hai tou uss mai prices ka pata he nahi chal raha hota uss waqt new traders emotional ho rahey hotay hain aur expert ya professional traders sirf market watch ker rahey hotay hain. Iss liye peshawar ya professional traders kabhi emotional nahi hotay kiyu kay unhoo nay long time iss profession ko chalana hota hai aur emotional ho kay aisa nahi ho sakta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X