Jaiza: Market mein GAP ka matlab.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market mein GAP ka matlab.
    Forex market 24/7 open rehti ha, forex traders kay liye market Friday ko close ho jati ha lekin central banks kay liye market 24/7 open rehti ha. Is difference ki waja se price par farq parta ha jis ko market gap kehtay hain. Gaps candles kay darmyan khali space ki form mein chart par show hoti hain.
    For example, Eur/Usd Friday ko 1.1600 par close ho gya lekin Monday ko 1.1650 par open ho gya, to 50 pips ka gap aa gya. Gap short ya long dono taraf ho saktay hain. Gaps bohot acha moqa hota ha profit earn karnay because market gaps aam tor par jaldi fill ho jatay hain, yani price original level tak (jahan close hui thi aur gap aya tha, e.g 1.1600) wapas aa jati ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear chart me 1 gap ban jata hay ye gap down be ho sakta hay aur up gap be ho sakta hay es ki waja ye hoti hay key market holidays me close hony ki waja se kesi time prices bahot zeyda movement kar leti hey, market close hony ki waja se ham es ko chart me real time me to nahi dake sakty magar bad me jesy hi market open ho jati hay ye gap hamy nazar ajata hay ye gap kesi be time new market session open hony key sath be a sakta hay zarori nahi key kesi holiday me hi ye nazar ajaye, market price agar koi other new market open ho jaye to be up de down ya down se bahot zeyda up ja sakti hay.
    • #3 Collapse

      Sometime Aisa Ho jata hai ki market ke pairs difference increase ho jata hai aur Yahan Par movement bhi Kafi Speed ke sath up and down side pomona start ho jati hai aisi condition main aapko chahiye market Mein working Na Kare Kamariya Kare Jab Uske baare mein aapke paas information aa Jayegi Idea nikal Lenge aap Kis Liye kaam kar sakte hai aur account manage kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Dear main ap ki bat say agree karta hon currency pairs ki news ya as ka rate ka hasb say jab market open hoti hai to bad dafa market ka kuch pairs main gap aa jata hai aur as gap nay apni us price ko dobra tach karna hota hai to ya ak acha time hota hai ap ko profit layny ka agher ap as wqt atni trading open karty hai to ap boht hi km risk main as trade say profit nakl sakty hai gap ya to up ki sorat main hota hai ya pher down ki sorat main lakn agher zyda gap ata hai jas tra 100 pip say 200 tak to us gap ko time lagta hai lakn market us price to tach lazmi karti hai chahya kuch din hi kay na lag jay as lay market open hony ka bad foran chak kar layna chahya ta ka ap as say fyda hasl kar saky jas trah aaj market open haoty hi gap aya hai ap as ko chak kar sakty hai.
        Click image for larger version

Name:	Screenshot_5.png
Views:	1
Size:	70.2 کلوبائٹ
ID:	12321141
        • #5 Collapse

          Bhai Mary khayal ma ager him log gap per ghor krty ha to bi him logo ko bjot fida Hota ha kau ky him logo ko market ko smjnay ka moqa Milta ha or him log ko market ki smj ati ha or him log acha profit bna skty ha
          • #6 Collapse

            Friday ko jab market close hoti hai aur Monday morning mai opening ke time per price mai difference hota hi . iss ko market price gap kehty hain.

            Price gap bannay ka main reason yeh hota hai financial institutes aur bank aur kafi saray baqi institutes Saturday aur Sunday ko b currency ke trding kar rahy hoty hain. Lakin in dino mai broker kam nai karty hain warna currency ke exchange tu har din open rehti hai.
            Aur prices move b hoti ha jis ke waja say prices ka oper aur neechay move karna kafi normal se baat hai.
            Kafi saray traders Friday ko market kay close time per trade open ke kay Market gap ko predict kar kay profit earning ke try b Karty hain lakin yeh bohot he risky hai aur traders ko cahiye ke iss ko avoid he Karin tu behtar hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Market mein GAP ka matlab.

              Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main market 24/7 chalti ha par humary ley weekend or close hoti ha agr weekend pe koi khas news ho ya country k halat behtar hon ya kharab to Monday waly din market gap main open hoti ha Jo k humy lagta ha gap main open hue ha par saal main market chalti rehti ha forex trading main jab bi gap open ho to humy chae ha proper money management or risk management k sath trade laga lan agr market down gap main open ho to buy kar Dan or jab gap up side ho to humy chae ha sell kar dan ta k humy acha profit ho q k gap 1 sy 2 din main aik bar zarori fill hota ha to is sy fayda utha sakty Han gap ki waja sy q k ye confirm hota ha k jahan sy gap bana ha wo auk bar zaror fill ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Market mein GAP ka matlab.

                Gap trade mn is k mtlb ye hy k ik din frz kiya k dollar ki qeemat 150.006 py close hoi market. Jab next day market lagi to dollar ki qeemat hundred point uper ya nichy sy market ny start liya. To ye jo gap darmyan mn ata hy isko gap kehty ye chart mn gap ki surat mn nazar bhi aata hy ye bry bry broker apny benifit k liye ye krty hain is py or kisi ka control bhi ni hota or analysis bhi ni ho sakta
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Market mein GAP ka matlab.

                  Dear friend forex trading main market bazdafa kisi time gap marti ha ya phr weekend pe agsar hum dakhty han k market main kuch pairs gaps k sath open hoty han market main gap is waja sy hota ha k weekend pe ko koi high impact news hoti ha ya phr us country main koi halaat kharab hoty han jis ki waja sy market main gap hota ha par ye gap ap ko confirm profit data ha q k market jis side bi gap main open ho wahan sy trade lagany or take profit jahan sy gap start hua ha wahan da dan to humy confirm profit hota ha q k market gap clear karti ha par is pe ho sakta ha aik do din wait karna pary par profit confirm hota ha is ley jo trade lagany to us main stop loss or take profit istamal lazmi karny
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Market mein GAP ka matlab.

                    Trade mn gap sy kiya murad hy. Ap kisi currency exchange waly k pas ja k koi bhi currency lety ya dete hain to rate mn frq hkta qeemat khreed or or qeemt e frokhat or frz kre agr ryal 41.70 ka mil rha to ap unko usi wqt bhi sale kren to 41.10 ka wo len gy. To ye jo center mn frq hota isko GAP kha jata ye is lkye k wo broker jo ye kam kr rhy us ny isi sy profit kmana hota hy.
                    Ye ap online agr sell ya buy krty to same jsi trha wo bhi pesy rkhta isko gap bolty hain
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Market mein GAP ka matlab.

                      G bilkul drust kaha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X