Economic indicators kon kon se hoty hey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economic indicators kon kon se hoty hey?
    kia koi member ye bata sakta hay key economic indicators kon kon se hoty hey aur en key name kia hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Economic Indicators

    Economic indicators kise bhe mulk ke economy ke health ko zahir karty hain. Aur economic indicators sy hamko pata chalta hai kay ab aany waly wakt main economy kis tarf ja rahi hay ya phir abi economic lehaz sy kise mulk ke kiya situation hay. Economic indicators 2 tarha kay hoty hai:
    1. Leading Indicators
    2. Lagging Indicators

    Ye dono types ko aap aik dosry kay ult keh sakty ho. Kun kay aik aapko aany waly wakt ka btaata hay aur dosra aap ko guzry huy wakt main economy ke sortehaal btata hai.

    1. Leading Indicators:
    Leading Indicators wo indicators hoty hain jo aap ko aany waly wakt main economy ke predictions dety hain kay kis taraf economy ja rahi hay. Aur es main mukhtalif cheezin shamil hoti hain. Jo kay mandarja zail hain
    Stock Market
    Inventory Level
    Manufacturing Activity
    Retail Sales
    Building Permits
    Housing Market


    2. Lagging Indicators
    Lagging Indicators hamko ye nahe btaty k economy kis taraf ja rahi hai bal kay jo pichly wakt main economy main jo tabdeeli aai hui hoti hay us ke nishaandehi karti hay. Wesy to jitny bhe indicators hain un ke details aap k sath share karna chahta tha lekin ye 1 topic nahe hai to just aap k sath name share karta hun
    Changes In GDP (Gross Domestic Product)
    Unemployment Rate
    Income & Wages
    Interest Rates
    Currency Strength
    CPI (Consumer Price Index)
    Trade Balance
    • #3 Collapse

      dear wase tu ami ne indicator koi b use nhn kiye lekin mai ap ko ye kehna zaror cahhon ga k forex boht he simple busienss hai agar ap es mai sakoon aur smjh k he kam karna hoga forex mai ap ko boht he behtreen business tab he ap acha faida ho skta hai soo ap ko mehnat k sath he kam karna hoga soo ap ko chaiye k apna fiada hasil ho skta hai soo ap ko mehatn k bina ap ko kch hasil nhn hone wala ap mehnat karo aur apnii lfie ko set karo sath sath apni leanring ko b mazeed behta rkaro tab he tu ap apnii lfie ko b set kar lo gy...
      • #4 Collapse

        forex trading main jo economic indicators wo hoty hain jis se kisis bhi molk k ecnomicly sitauion ko zahar katyy hain jesa k hum kisi bhi molk ki currncy pair main trading karty hain tu hmain os molk k ecnomics indicators ko use kar k trading karni chhye jis se hum apni traiding kar skty hain or ecnomics indicators 2 trah k hoty hain jis main trading ki jati hai aik tu leader indicatos hoty hain or dosry main lagging indicators hoty hain leading indiactors main hmain economy siytaion k bary main pta chlta hai or hagging main hmain os molk ki ecnomy k kam yah zeyda hony ka pta milta hai
        • #5 Collapse

          kuch indicators free Hote Hain Jo economic calendar ke sath Se Baatein Karte Hain economic calendar ko follow kar sakte hain is Kohram message kar le usko watch Karle Toh Hum Kabhi Jyada acche se working ko Aage ki taraf se lekar Ja sakte hain
           
          • #6 Collapse

            Economic Indicators :

            Dear hr mulk ke economic indicators ke apne apne level hote hien aur in indicators se pta chlta he keh es mulk ke economy kaise he aur hr mulk ke economic indicators boht sare hote hien Unemployment Rate, Inflation Rate , Interest Rate , GDP Annual Growth Rate, GDP From Manufacturing, Consumer Price Index CPI yeh chand names mein ne ap ko bta die hien waise to boht sare names aur bhe hein jo ap online dekh skte hien aur jo sb ze zyada important economic indicators hote hien un ke detail mein ap ko yahan bta dete hon.

            1- Gross Domestic Product :

            Gross domestic products mulk he tarqe aur economic mein boht bhtre late hien agr kse mulk ke domestic products ache hein aur es se mulk he domestic products ke demand world level pr zyada he to us mulk ke economy bhtr hote he aur us mulk ke economy mein izafa automatic hota jata he es lie hr mulk apne domestic product mein izafa krta he aur es trah mulk ko khoshhal krta he aur economy mein bhtre lata he to yeh sb se big mulk ke economy hote he es lie hr mulk sb se zyada apne domestic products ke demand ko world mein zyada krne ke koshish mein rhta he.

            2- Employment Indicators :

            Employment indicators se mulk ke logon ke rozgar aur berozgare ke ratio ka pta chlta he aur jes mulk ka employment sahih ho us mulk ke economy bhtr hote he kion keh agr mulk apne logon ko rozgar de rha he aur mulk ke log tarqe kr rhe hien to us mulk ke logon ka rhan sahan acha hota he aur us mulk mein koi problem awam ke trf se nhe hota he to yeh employment rate mulk ke tarqe ka aur mulk ke economy ko bhtr krne mein madgar he jes mulk mein log berozgar hon log ghurbat se zalil ho rhe hon us mulk ke economy smjho boht he kharab hote he.

            3- Consumer Price Index :

            Consumer price index se murad yeh he keh mulk ke logon ke jo rozmara istemal ke chezein hote hien woh kes had tk awam ke phnch mein hein aur jo mulk apne awam ko low price pr rozmara istemal ke chezein deta he aur apne awam ko bachat deta he to es ka mtlb saf hota he keh us mulk ke economy bhtr he aur woh mulk tarqe ke rah pr gamzan he.

            4- Central Bank Minutes :

            Central bank minutes yeh mulk ka bank hota he jo keh logon aur mulk ke bhtre ke lie policies tiar krta he aur apne mulk ke logon ko low interest pr project deta he jes mulk ka central bank interest km ho ga woh mulk khushhal ho ga.

            5- PMI Manufacturing & Services :

            PMI manufacturing mulk mein economy ko bhtr krne mein boht madd krta he aur es mein market groups aur business development ke planing hote hien jo keh apne mulk ko baher se lene wale products ko apne mulk mein suste rates pr lane mein koshish krte hien to yeh bhe mulk ke bhtre ke lie lazm hota he aur agr mulk ke PMI ache he to smjho us mulk ke economy boht ache he.

            To yeh batein jo mere knowledge mein thein mein ne ap ko smjha dein keh kse mulk ke economic ke indicators kon kon se hien aur in se mulk ko kia kia faida hota he sb kuch tafseel se bta dia he umeed he keh ap ko economic indicators ke smjh ab ba-asane a jae ge.
            • #7 Collapse

              Economic calendar post hote hain economic calendar is pic mein Hone Wali market ki movement ka id aapko share karte hai ki market ki movement Kitni ho sakti hai aur Aapko Humse Kitna profit mil sakta hai aur Market kis site par Jyada Speed ke sath move kar sakti hai nahi kar sakti hai Orissa booster kuch aapko Idea nikalna Hota Hai
               
              • #8 Collapse

                jo mere knowledge mein thein mein ne ap ko smjha dein keh kse mulk ke economic ke indicators kon kon se hien aur in se mulk ko kia kia faida hota he sb kuch tafseel se bta dia he umeed he keh ap ko economic indicators ke smjh ab ba-asane a jae ge forex trading main jo economic indicators wo hoty hain jis se kisis bhi molk k ecnomicly sitauion ko zahar katyy hain jesa k hum kisi bhi molk ki currncy pair main trading karty hain tu hmain os molk k ecnomics indicators ko use kar k trading karni chhye jis se hum apni traiding kar skty hain or ecnomics indicators 2 trah k hoty hain jis main trading ki jati hai aik tu leader indicatos hoty hain or dosry main lagging indicators hoty hain leading indiactors main hmain economy siytaion k bary main pta chlta hai or hagging main hmain os molk ki ecnomy k kam yah zeyda hony ka pta milta hai
                • #9 Collapse

                  Economics indicators sy apki murad indicator ya trend indicators hn to is mn trend or volitality or oscilators hn jo apko trend k indication detay hn jis sy apko kafi help mil skti ha
                  • #10 Collapse

                    ap yahan say ecnomic calender ko use kar skty han or ap yahan say aucy say working b kar skty han jis ki waja say ap k kaam ko auchy say manage b kiya jaa skta ha or ap ki working ko kakfi zayda ahmiyat b mill skti ha jis ki waja say ap ki working kafi auchy walai ho skti hah yahn say
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Economic indicators kon kon se hoty hey?

                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main ap ko both sy indicator milny par ap ko Kon Kon sy achy lagty Han un ki samj ati ha ya kis kis indicator ko seekty han or samjty han main Trading main RSI or moving average use kar raha hon ye economic indicator main aty Han k ni ye confirm Ni ha Pakistan forex trading ka itna rujhan ni ha q k forex trading ki education ya course ni han or jo karwa bi rehe Han to both mehnaga karwaty Han jis ki waja sy log seekty ni han or trading sy door hoty jaty han Jo seekaty Han uny chae ha k tohry pasey rakheny courses k jo aik garib banda afford bi kar saky

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X