Re: Demo account mein success, jab kay real account mein loss? Kyun?
As-salamu alaykum demo account par kaam karte waqt Hame Dar Nahi Hota ki Hamara capital loss ho jaega isliye Hum jyadatar demo account mein apni trade ko successful bana sakte hain lekin real account mein demo account ki strategy ko use karne ki vajah Se Hum lost Ka Shikar ho Jate Hain agar aap demo account par yeah samajh Gaye kaam Karenge ya aapka real account hai to aap demo account waly strategy real account mein use Karke successful ho sakte hain
اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим