Kabhi kabhi essa b hoota hai k ik trader stop loss use ni krta or jab trade loss main ja rhi hooti hai to market ki move ki direction main he ik or baraber lot ka order laga daita hai..
Is tarah market hedge ho jaati hai.ik trade loss main to doosri trade profit main...kya ye method better hai ya proper stop loss use kr k trading krna behtr hai?
Is tarah market hedge ho jaati hai.ik trade loss main to doosri trade profit main...kya ye method better hai ya proper stop loss use kr k trading krna behtr hai?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим