Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

    forex mai hamy ache learning hasial kar ky stop loss ko or take profit ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai pairs or currency py trading karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

      stop loss lagaane ke liye aap logo ko chahiye kya aap Yahan Par market ka support and resistance level ko Vashikaran Jaisi market ki resistance Hogi use hisab se Aap Yahan Par market Mein take profit laga hai agar aap nahi aata kuch entry Lagai hui hai to aap Iske gas Yahan Par profit bhi apne liye set kar sakte hain ya market ki movement par depend karta hai ki aapne kaun se level ka Yahan Par stop loss current 1 level 3 ka lagana hai to Wo bhi achha hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

        ji haan mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya humne trade karte Hain to usmein hamen close ka. Set kar denge aur ek profit ka. Sab kar denge agar hamara loss. Tak pahunchega to khud BA khud hamari trade close ho jayegi isase Ham jyada logon se Ban sakte hain isliye hamen is best Amal karna chahie agar humne experience Panda hamesha ek loss ka. Set kar leta hai to aage agar usko lo Safar shuru ho jaaye to use. Per jakar uski trade band Ho jaaye isiliye is point ko hamen Janna bahut jaruri hai aur hamen projects mein jyada se jyada profit as karne ke liye ismein experience hona chahie jitna jyada hamare pass experience hoga utna hi behtar tarike se madad kar sakte hain aapko kostop loss. Set karna chahie aur isko starting point ke bilkul cream rakhna chahie Taki aapko jyada nuksan Na Ho aur aapki trade se aapko loss jyada Na Ho aur aap jyada nuksan se badh Jaye isliye isko set karna aapke liye bahut jyada jaroori hai ek experience Panda aapane experience Vishal bahut acche tarike se isko set karta hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

          Take profit aur stop loss orders ka agar proper price action trading strategy key base par calculation ki jaye to market reversal points ko ham chart me identify karny me kamyab ho sakty hey aur esy har order me ham best point par take profit aur stop loss level ko determine karny me kamyab ho sakty hey, andazy se take profit aur stop loss lagany ka koi faida nahi hota hay, traders ko hamesha fully planing key sath aur market analysis key base par esy orders ko set karna chaye agar tuka system se take profit ya stop loss laga dia jaye to traders ko koi faida nahi ho saky ga.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
            Forex trading aik risky aur unpredictable business ha, is mein market kay halaat badaltay der nahi lagti aur agar pehlay se tayari na ki ho to bhari nuqsan ho sakta ha. Khushqismati se forex traders ko stop loss and take profit ki sahulat hasil ha jis ki madad se nuqsan ko kam se kam aur faiday ko ziyada se ziyada kiya ja sakta ha.
            Stop loss ko set karnay ka bohot simple logic ha, wo point jahan trader ki trading strategy khatam ho jaye gi ya kam nahi karay gi, us point kay qareeb stop loss laga dena chahiye. Dusri baat ye kay stop loss kabhi bhi support ya resistance kay qareeb na rakhain balkay darmiyan mein kisi munasib point par rakhain. Stop loss agar entry point kay qareeb ho to acha ha.
            Take profit kay liye simple risk/reward ratio apply karain. Take profit realistic hona chahiye (for example $100 kay account se $100000 ka profit expect na karain). Take profit support/resistance se agay na rakha jaye balkay in kay qareeb hi rakha jaye kyun kay kai dafa support ya resistance break nahi hoti aur market bari tezi se wapas ho jati ha jis se acha khasa profit kam ho jata ha, is liye in kay qareeb target rakha jaye.
            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy tohry sy account sy ziada sy ziada Profit ki umeed ni rakhni chae ha balky tohra tohra kar k ziada profit hasil karna chae ha jab k hum log chahty han k aik he trade main maximum profit hasil kar lan or kamyab ho jany jab k is lalich main hum log ulta apna loss karwa daty han or baz to apna account he wash karwa daty han is ley humy chae ha achy analysis karny or phr in analysis k mutabiq stop loss or take profit istamal karny or wo bi 1 :2 k hessab sy ye na ho k stop loss kam rakheny or take profit both ziada jo k hit he na ho or wapis aa k stop loss hit ho jay is ley humy proper analysis sy stop loss or take profit istamal karna chae ha
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

              Friend Forex trading me work start karne se pahle Hamen Iske Tamam to usko follow karna bahut jaruri hai Tabhi Ham ismein achha work kar sakte hain aur success Hasil kar sakte hain stop loss or take profit bahut best tools hai aur trading Mein Hamesha work karte hue Inka istemal karna chahie tabhi Ham ismein Achcha kar sakte hain stop loss or take profit ke bare mein trader ko Janna bahut jaruri hai ki yah aur Hamein ka istema kahan kar sakte hain isiliye Hamen intools ko follow karte hue ismein work karna chahie stop loss or take for office use fayda Hota Hai
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                Metatrader MT4 trading terminal pay trading kernay kay liye forex traders ko bohat say support tools available hotay hain jinn ki madad say traders apni kisi bhi trade mai bohat safe aur secure ho kay business ker saktay hain. Jab traders MT4 trading terminal pay order box open kertay hain tou traders ko kuch tools ussi order box mai available hotay hain jinn mai take profit aur stop loss kay 2 tools bhi hotay hain. Stop loss trader kay loss ko control mai rakhta hai aur take profit trader kay profit ko control kerta hai. Stop Loss ka sahi level yehi hai kay apni trade kay mutabiq itna rakha Jaye kay account balance safe rahey jaisay currencies kay liye Agar stop loss 40 pips tak bhi rakha jaa sakta hai laikin commodity ki trade mai 20 pips say ziada stop loss nahi rakhna chaiye kiyu kay commodity ki price aur spread ziada hota hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Stop loss aur take profit ka sahi level.

                  Dear member main aapki baat se mukammal taur per II ittefaq karta Hun ki Forex trading mein stop loss and take profit ko bahut zyada ahmiyat Hasil hai aur jo bhi trader In dono tools ka acche tarike se istemal jaanta hai to use traders ke liye Forex trading bahut aasan hoti by. Stop loss hamesha aapki trade ko police secure kar deta hai aur aap aap mukammal confidence ke sath trading karty rehty Hain.Jab Ham trading menu hote Hain to hamen apna focus learning per rakhna chahie Agar Ham Aisa karte Hain to hamen forested besan lagegi otherwise aap Forex mein professional tarike se Kam Nahin kar sakenge isliye hamesha hamen apna focus learning per rakhen chahie. bahut se traders rahte hain jo raato raat amir hone ka dost hain to Forex trading aise Logon ke liye Nahin bani ke yahan per aapko bahut zyada hard work karke ragni Hasil karne ke bad hi milti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X