new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

    jo b new trader hai us ko leverage soch smjh kar choose karni chahiye q k start par trading ka itna pata nahi hota agar zeyada leverage choose ki or bari trade open kar di to ek jhatky me ap ka account wash ho jaye ga is liye new traders ko start par leverage kam choose karni chahiye.
    Or baad me jesy jesy un ki trading behtar hoti rahy apni leverage step by step increase karty rehna chahiye agar ek dam increase ki to us ka nuqsan hi hai faida nahi hai is liye forex trading me leverage soch k choose karni chahiye pehly kam phir baad me jesy marzi choose kary ap ko option milti hai leverage choose karny ki.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

      Trader ki leverage ka size trader ki investment per hota hay. kam investment per zayada leverage rakhna chahye aur zayada investment per kam leverage rakhna zarori hay. leverage jahan trader kay liye fida mand hoti hay wahan us ka losses say bhi bara gehra taluq hota hay. trader ko kabi bhi zayada investment per zayada leverage set nahi kerni chahye. is liye kay is sya account main aik khatra peda ho jata hay jo kay trader ko over trading kernay per majboor kerta hay aur trade lagti rehti hay. aur bara lot size use honay ki waja say loss ho jata hay.
      • #18 Collapse

        Re: new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

        new trader jub new trading shuroe kary to us ko pory khayal sy chulna chahy pory dhayan sy kaam karna chahy or usy agr kahin pay yaqiny naffah belkul thora mel raha ho but usy yaqin ho keh naffah hi ho ga agrcheh thora hi keyon na ho to us ko chahy keh woh thora naffah hi trade kar ly kma ly bjae is ky keh us ko us ko resk mel raha ho keh ji agr main yahan py trading karta hon to us main chans to nuqsan ky bhi hain but yeh baat bhi hay kaeh agr naafah ho ga to woh kafi zeyada meqdar main ho ga to jo zeyada naffh wala risk hyqeh usy chir dia jae or jo thory naffah yaqini hy us main risk wali baat ni hy to us thory naffy hi ka trade kar lina chahy takeh loss sy buch jae or naffah hi hasel kar pae agrcheh thora hi qeyon na ho ho ga to naffah hi na
        • #19 Collapse

          Re: new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

          Trader hote hain UN logo ko chahiye keva kam se kam Apne leverage ko set Karen Kyon Ki jitni come leverage Ho Gayi itna hi in Logo Ko fayda Hoga Kyonki jitni kam leverage Ho Gayi Itna kam lot size ke sath wo log trade open kar sakte hain aur Jitna kam lot size ke sath portrayed open Karenge Itna kaam in logo ko loss hoga
          Removed by Moderator.
          • #20 Collapse

            Re: new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

            forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be katem na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai agar lalach kar ky jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: new traders key ley munaseb leverage size ka istemal?

              Yahan par mein kaam karte hue main Apna Kabhi time poconos nahin karna chahiye confidence ke sath market par Nazar rakhni chahiye kaam ko pati ke sath wrong time ke liye karna chahiye Jo Log Yahan Par long time ke hisab se kaam karte hain wo log kabhi bhi yahan se apne kaam mein nuksan nahin karte hain Shaam Mein Sajna Ke Liye information bahut jyada zaroori hoti hai friend Kabhi Hamein Nazar Rakhna hota hai Jitna achaa trend chal raha hota hai Itni achi Aadat hoti hai

              اب آن لائن

              Working...
              X