Re: Pairs trading - yah kya hai?
Forex trading business mai currencies kay pairs hain kiyu kay lafz forex asal mai foreign exchange say mill kay Bana hai. Iss liye exchange kay liye 2 he currencies hongi takay aik currency Dusri kay saath exchange mai kharedi ya bachi jaa sakey. Forex mai currencies pairs mai jab kaam kia Jata hai tou uss mai aik currency ko base currency kehtay hain aur Dusri currency ko quote currency kehtay hain. Pairs mai currency ki trading mai isi liye asaani hoti hai. Forex mai cryptocurrencies kay pairs nahi hain baaqi tamaam currencies kay pairs hain. Commodities aur metals ya energies bhi without pairs he independently sell aur buy hoti hain. Forex trading business mai traders ko apna knowledge aur learning mai izafa kerna chaiye takay unhain inn cheezoo kay barey mai acha knowledge haasil ho sakey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим