Mt4 aik bohot popular trading platform ha aur almost har forex trader is ko use karta ha. Mt4 ko use kartay waqt drop down menu se bohot se tools use ho saktay hain lekin kuch keyboard shortcuts bhi hain jin ki madad se easily aur effective analysis mein madad milay gi, jo ye hain:
Chart ko zoom in/out kay liye: + aur -
Chart mein left/right scroll k liye: ← aur →
Chart type change karnay kay liye:
Bar chart: alt+1
Candle chart: alt+2
Line chart: alt+3
Chart mein tiles kay liye: ctrl+R
Chart mein grid kay liye: ctrl+G
Market watch ko open/close karnay kay liye: ctrl+M
Navigator ko open/close karnay kay liye: ctrl+N
Terminal ko open/close karnay kay liye: ctrl+T

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим