Forex market ke participants kaun hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ke participants kaun hain?
    Forex market ke participants kaun hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex market ke participants kaun hain?

    Forex market me participant kaun hai, iske bare me maalumat Wikipedia me likhi gayi hai. Fahrist me, sab se taqatwar se maamuli ko, main mukhtasar taur par cite karunga:

    1. Central banks (Markazi bank).
    2. Commercial banks, international banks (Tejarati banks, bainul aqwami banks).
    3. Importing companies, exporting companies.
    4. International investment companies, pension and hedge funds, insurance companies, transnational corporations.
    5. Currency exchanges.
    6. Currency brokers.
    7. Individuals.

    Iske ilawa, chart par, aap market participants ke darmiyan interrelation dekh sakte hain:



    Shayad, newly-baked trader puchega ki: " Is fahrist me market maker kyon shamil nahin hai? aur dealing center khan hai?" Mera jawab hai.... is fahrist ka koi bhi authorized representative market makers ke taur par kam kar sakta hai, jispar buyer aur seller dealing centers ke liye sahmat the, main ye nahin kahta, kyonkeh, mere liye, aise organizations me casino, sports lotto, sweepstakes, wagairah ke sath zyada musawat hain. Main thora farogh dene ke liye is mauqe ko lena chahunga. Waise, InstaForex ek brokerage company hai jinke mukhtalif mamalik me bahut si dafatir hain, lekin dealing center nahin hai, jaisa ke hamare me se kuch log yaqin rakhte hain.

    Aur ab sabse aham bat! agar aap in sabhi villains ko dekhne me dilchaspi rakhte hain, jo kabhi kabhi galat simt me qimat ko move karte hain, yhan wo forex market me sabse bare market maker hain.

    • #3 Collapse

      Dear app Forex market ko koi be handle nahi karta hay ye bat mind me honi chaye key currencies up down kesi be waja se ho sakti hay magar es me Forex market se es ka koi taluq nahi hota hay, central bank ya other economic news ki waja se currencies me up down ho sakta hay ye bat to samaj me ati hay magar Forex business 1 alag cheez hay Forex ne hamy 1 market provide kia hay jes me ham trading kar sakty hey aur esi currencies, crude oil ya gold jo be hay es me agar up down ho to es ka matlab ye nahi key Forex market hi es ko handle kar raha hay.
      • #4 Collapse

        Gym members ke paas achha wala capital Hota Hai wo Log Yahan Par kitne central bank is include hota hai acche wale insurance group mein add Hote Hai Jo market mein jyada Se Jyada investment ke liye police ko strong banane ke liye Spain long time ke liye working Karte Hain Phoneky learning Yaha par jyada School learning karna policy Hota Hai
        • #5 Collapse

          assalamu alaikum bhai aap name Bahut Achi aur informative post ki hai aap ki photo de diya tha aaj main bahut jyada knowledge is post message kiya hai agar Hum Aapke Baatein Teri Karte Hain Hum achha profit bana sakte ha Hum Logo Ko Bas mehnat Karo Na Hoti H
          • #6 Collapse

            Dears forex marketing ko koi b nahi handke karta is me mukhtalif mulkon kiki currencies shamil hyn jo up down hoti rehti hyn or hame is se profit ya loss hota rehta hy in me tamam mumaalik k interbank shamil hyn jo apni currencies ko yaha register krwaary hyn
            • #7 Collapse

              Forex market composer Bank join kiya hua hai bahut log isko use karte hai ispe investment karte hain jaise Jaise capital increase Hota Rehta Hai Aise Aise kiske sath working karne ke liye investment bhi yahan par increase hoti Jayegi aapko market Mein confidence ke sath kaam karna Hota Hai Jis Ke Aise aapka working planning for Visa increase ho jati hai aur aap ko samajh Na Ho Jata Hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ke participants kaun hain?

                Forex trading market ko basically international investors support kertay hain. Currencies ki liquidity states kay banks show kertay hain aur commodities producers ki taraf say paish ki jaati hain. Trading market mai smart money groups hotay hain aur inn ka kaam he big investors kay sarmaey ko invest kerna aur uss say unn kay sarmaey mai mazeed izafa kerna hota hai. World kay jitnay bhi top kay ameer tareen loog hain chahay woh USA say ho, UK say ho, China say ho, Japan say ho ya kisi bhi country say ho unn ka sarmaya sirf unn ki companies ya known businesses say nahi barh raha hota bulkay unn ka sarmaya unn kay shares jo unki companies kay hotay hain unn ki value say barh raha hota hai.

                Brokers ka kaam sirf investors aur traders ko aik platform provide kerna hai jaisay aik local mandi ka kaam hota hai. Aur waha pay seller aur buyer mojud hotay hain laikin asal liquidity ya goods producers ya suppliers ki he hoti hain

                اب آن لائن

                Working...
                X