Sentimental analysis kiya ha aur is ko kesay use karain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Sentimental analysis 1 type indicator sote Hain jo aapko market Mein investment karne ke liye ek achha wala platform provide karte hain aap is platform ki help se market pe long time ke liye working generate kar sakte hain market ki movement ko acche se baat kar sakte hain uski direction ko acche find out kar sakte hain kya aap ne kis direction me kaise kam karna hai aur aap kaise save Honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sentimental analysis kiya ha aur is ko kesay use karain?

      hamy weekend py sentimental analysis ko learn karna chahey or is ko use kar ky kar kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bat business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik international business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be asane sy kam kar sakty hain
      • #18 Collapse

        Re: Sentimental analysis kiya ha aur is ko kesay use karain?

        forex mai hamy weekend py analysis ko learn karna chahey or in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai agr tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi ho ga forex aik online or kabe be band na hony wala international business hain
        • #19 Collapse

          Re: Sentimental analysis kiya ha aur is ko kesay use karain?

          Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main hum 3 types k analysis karty han technical analysis fundamental analysis or sentimental analysis in San ki forex trading main both ziada importance ha
          Technical Analysis
          Technical analysis main candles chart ki madad sy analysis karty han or market ko samjny ki kosish karty han or candle chart sy hum easily samj sakty or ache trading kar sakty han
          Fundamental Analysis
          Fundamental analysis main hum news pe market ko samjny ki kosish karty han or news sy market main movement ko easily samj sakty han or ziada sy ziada ache earning kar sakty han
          Sentimental Analysis
          Sentimental analysis sy hum ye samjty han k is waqat market main ktny log sell main or ktny log buy main ha is sy bi hum andaza laga sakty han k market ki movement kya ho sakti ha is k ley humy wasy he tiari karni parti ha or ziada sy ziada ache trading kar k ache earning kar sakty han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Sentimental analysis kiya ha aur is ko kesay use karain?

            forex main sentiment analysis totle kisi bhi currency ko buy ya sell karny waly log hoty hain jiss ko ham sentiment analysis kehty hain yeh learn karna aur chek karna bohut he zrori hota hai phir he ap aik currency ka guess aur pridict kar sakty hain ky es currency ky buyer ziada hain ya seller ziada hain ap ko ager es bat ka nahi pata ho ga tu ap ky pas knowledge kam ha es ko chek karny kay lea ap kisi bhi broker ki site open kar ky ya aik news ki site hai forex factory main chek kar ky wahn say dekh sakty hain main ap ko aik picture main bhi bata daita hun ky sentiment analysis kis tara ky hoty hain.
            Click image for larger version

Name:	sentiment.png
Views:	1
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12323470Click image for larger version

Name:	sentiment.png
Views:	1
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12323470
            yahn pay ap dekh sakty hain es tarah ky sentiment analysis hoty hain basicaly yeh traders he hoty hain jin ki report broker provide kar raha hota hai ky itny trader es currenncy ko buy ya sell kar rahy hain ap ko bhi usi hisab say chalna parta hai phir ap ki trade mazeed accurate ho jati hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X